lyrics of hindi bollywoood songs

Monday, 26 November 2018

Nayi Nayi Ye Preet Lyrics - Aadmi (1958)

No comments :




Movie/album: Aadmi (1958)

Singers: G. M. Durrani, Sudha Malhotra

Song Lyricists: Sartaj Rahmani

Music Composer: Ramnath

Music Director: Ramnath

Director: Luqman

Music Label: Saregama

Starring: Allauddin, Diljeet Mirza, Sultan Rahi, Habibur Rehman, Nayyar Sultana, Agha Talish, Yasmin

Release on: 14th November, 1958


Nayi Nayi Ye Preet Song Lyrics


Nayi nayi ye preet hamari
Naya naya ikrar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai
Nayi nayi ye preet hamari
Naya naya ikrar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai

O mere dil ki tamanna gaye
Mohe tum bin chain na aaye
O mere dil ki tamanna gaye
Mohe tum bin chain na aaye
Haye dil ki lagi tadpaye
Balam ye kaun tumhe samjhaye
Sajan ye kaun tumhe samjhaye
Jiwan ka sukh chain tumse
Jiwan ka singar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai
Nayi nayi ye preet hamari
Naya naya ikrar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai



Gori mujhko sahara tera
Koi or nahi hai mera
Gori mujhko sahara tera
Koi or nahi hai mera
Mere man me basera tera
O sajan yad teri tadpaye
O pal pal asha teri tadpaye
Meri mohabbat ko teri
Chahat ka intzar hai
Laaj ki mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai
Nayi nayi ye preet tumhari
Naya naya ikrar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai

Aao pyar bhare sapno ka
Ek aisa mahal banaye
Aao pyar bhare sapno ka
Ek aisa mahal banaye
Dekhe ye dharti wale
Hum aakash pe udte jaye
Kisi ke hath na aaye
Jeet hui hai dilwalo ki
Dhan ki hui har hai
Pyar ke aage sari dunia
Ret ki ek diwar hai
Nayi nayi ye preet tumhari
Naya naya ikrar hai
Laaj ke mari mai sharmau
Dil to kahe mujhe pyar hai.


No comments :

Post a Comment