Friday, 17 August 2018
Ban Ke Suhaagan Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Sarshar Sailani
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Ban Ke Suhaagan Song Lyrics
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Phooti huyi taqdeer ke aage
Chal na saki tadbeer meri
Chal na saki tadbeer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Dil mein aag aankhon mein paani
Dil mein aag aankhon mein paani
Haay meri barbaad jawaani
Haay meri barbaad jawaani
Kisko sunaaun gham ki kahaani
Kaun bandhaaye dheer meri
Kaun bandhaaye dheer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Khoon ke aansoo peeti hoon main
Khoon ke aansoo peeti hoon main
Maut ki aas pe jeeti hoon main
Maut ki aas pe jeeti hoon main
Iske siwaa ae duniyaa waalon
Koyi nahin taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri
Ban ke suhaagan
Rahi abhaagan
Phoot gayi taqdeer meri
Phoot gayi taqdeer meri.
Dil Hi To Hai Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Dil Hi To Hai Song Lyrics
Dil hi to hai tadap gayaa
Dard se bhar na aaye kyun
Aaye kyun
Royenge ham hazaar baar
Koi hamen sataaye kyun
Sataaye kyun
Dil hi to hai tadap gayaa
Dard se bhar na aaye kyun
Aaye kyun
Rote huye guzaar dee
Jis ne tamaam zindagi
Us ko hansi se kaam kyaa
Koi use hansaaye kyun
Hansaaye kyun
Ai mere badnaseeb dil
Dekh ye teri bhool hai
Ai mere badnaseeb dil
Dekh ye teri bhool hai
Tu to khizaan kaa phool hai
Tujh pe bahaar aaye kyun
Aaye kyun
Aankhon mein aansoo dil mein gham
Aaa
Jeene ko jee rahe hain ham
Maut se pahle zindagi
Gham se nizaat paaye kyun
Paaye kyun
Dil hi to hai tadap gayaa
Dard se bhar na aaye kyun
Aaye kyun.
Hamen Duniya Ko Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Hamen Duniya Ko Song Lyrics
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Tadap lete hain lekin
Unko tadpaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Ghadi bhar ke liye bhi
Door unse rah nahin sakte
Tumhen ham chaahte hain
Unse ye bhi keh nahin sakte
Naa jaane kyun zubaan par
Dil kaa afsaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Koi haalat ho duniyaa
Pyaar ki aabaad rahti hai
Kabhi jab wo nahin hote
To unki yaad rahti hai
Mohabbat wo kali hai
Jisko murjhaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Umangen jaag utthi hain
Tamannaa muskaraayi hai
Hamaare dil ne armaanon
Ki ik mehfil sajaayi hai
Ye wo mehfil hai jismen
Koi begaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa
Tadap lete hain lekin unko
Tadpaanaa nahin aataa
Hamen duniyaa ko dil ke
Zakhm dikhlaanaa nahin aataa.
Idhar To Aao Mere Sarkaar Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Asad Bhopali
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Idhar To Aao Mere Sarkaar Song Lyrics
Idhar to aao mere sarkaar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye
Idhar to aao mere sarkaar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye
Bahaaren laaye naye toofaan
Tamanna ummeeden armaan
Bahaaren laaye naye toofaan
Tamanna ummeeden armaan
Umange dil mein naache gaaye
Nigaahen door kahin kho jaaye
Nazar se
Nazar se chhed de dil ke taar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye
Idhar to aao mere sarkaar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye
Nazar bechain hai dil majboor
Adaayen masti se bharpoor
Nazar bechain hai dil majboor
Adaayen masti se bharpoor
Kabhi ye laakhon reet lagaaye
Jiya ki dhadkan badhti jaaye
Chaman pe
Chaman pe chhayi mast bahaar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye
Idhar to aao mere sarkaar
Kisi ki jeet kisi ki haar
Tumhe ye kaise koi samjhaaye
Mera dil dam bhar chain na paaye.
Lo Jawaani Ka Zamaanaa Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Meena Kapoor
Song Lyricists: Sarshar Sailani
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Lo Jawaani Ka Zamaanaa Song Lyrics
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Zindagi ko muskuraanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Aarzuon ki sawaari aa gayi
Aarzuon ki sawaari aa gayi
Ab nazar milne ki baari aa gayi
Ab nazar milne ki baari aa gayi
Is nazar se
Is nazar se dil churaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Zindagi ko muskuraanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Aankh ke dorey gulaabi ho gaye
Aankh ke dorey gulaabi ho gaye
Dekhne waale sharaabi ho gaye
Dekhne waale sharaabi ho gaye
Har qadam par
Har qadam par ladkhadaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Zindagi ko muskuraanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Yoon jawaani ka fansaa deta hai dil
Yoon jawaani ka fansaa deta hai dil
Chupke chupke chutkiyaan leta hai dil
Chupke chupke chutkiyaan leta hai dil
Khud phanse aankhen
Khud mite aankhen
Ladanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa
Lo jawaani ka zamaanaa aa gayaa.
Maine Balam Se Poochhaa Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Meena Kapoor
Song Lyricists: Rajendra Krishan
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Maine Balam Se Poochhaa Song Lyrics
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Hoy
He ra lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Hoy
He ra lala
Ho jee jee jee
Ho jee jee jee
Ho jee jee jee jee
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Ding dingading
Kesli kesli
Kesli kesli
Kesli kesli
Kesli kesli
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Hoy
He ra lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Ho re lala
He ra lala
Hoy
He ra lala
Ho ho ho ho
Ho ho ho
Ho ho
Ho ho ho ho ho
Maine baalam se poochhaa
Miloge kahaan
Hanse bole wahaan
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Maine baalam se poochhaa
Miloge kahaan
Hanse bole wahaan
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Wahin kheton ke paas
Aadhi raat ko
Ho jee jee jee
Ho jee jee jee
Ho jee jee jee jee
He re lala
Ho re lala
He re lala
Ho re lala
He re lala
Hoy
He re lala
He re lala
Ho re lala
He re lala
Ho re lala
He re lala
Hoy
He re lala.
Aayi Suhaani Raat Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Sarshar Sailani
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Aayi Suhaani Raat Song Lyrics
Aayi suhaani raat
O leke nindiya ki saugaat
Laadle so ja re ae
Laadle so ja re
So ja re
Aayi suhaani raat
O leke nindiya ki saugaat
Laadle so ja re ae
Laadle so ja re
So ja re
Tujhe jaagte dekh ke chanda
Taaron mein sharmaaye
Laaj ka mara kahin bechaara
Gagan mein doob na jaaye
Chaand sitaare
Karen ishaare
Maan hamaari baat
Laadle so ja re
Laadle so ja re
So ja re
Aayi suhaani raat
O leke nindiya ki saugaat
Laadle so ja re
Laadle so ja re
So ja re
Khel maze se khel
Khel maze se khel
Ho raja
Khel maze se khel
Ho raja
Khel maze se khel
Ye tera ghoda
Ye tera haathi
Ye motor ye rail
Khel maze se khel
Khel maze se khel
O raja
Khel maze se khel
O raja
Khel maze se khel
O
Nanha jaadoogar dikhlaaye
Tarah tarah ke khel
Oy tarah tarah ke khel
Bin petrol chalaaye motor
Bina koyle rail
Khel maze se khel
Khel maze se khel
O raja
Khel maze se khel
O raja
Khel maze se khel
Jhoom jhoom ke
Ghoom ghoom ke ae ae
Khoob bajaaye baaja
Khoob bajaaye baaja
Raaj kare goongi parja par ek totla raja
Raaj kare goongi parja par ek totla raja
Chal mere ghode chal chal chal
Jaise chale hai motor
Bhon bhon bhon bhon
Phar phar phar phar
Bhon bhon bhon bhon
Phar phar phar phar
Bombayyy maiiil.
O Dil Zakhmon Se Choor Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi
Song Lyricists: Sarshar Sailani
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
O Dil Zakhmon Se Choor Song Lyrics
O o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Pyaar ki manzil door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane
O o o
O o o
O o
Pyaar badha ke chhod diya kyun o o
Pyaar badha ke chhod diya kyun
Aas bhara dil tod diya kyun
Aas bhara dil tod diya kyun
Zakhm muye naasoor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Pyaar ki manzil door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane
O o o
O o o
O o
Pyaar kisi se karne waale
O o
Pyaar kisi se karne waale
Pyaar ki raah mein marne waale
Pyaar ki raah mein marne waale
Hote hain majboor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Dil zakhmon se choor
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Pyaar ki manzil door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane
O o o
O o o
O o
Beeti baaten yaad karengen o o
Beeti baaten yaad karengen
Jeete ji fariyaad karenge
Jeete ji fariyaad karenge
Rehkar tujhse door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane o o
Pyaar ki manzil door
Magar tu kya jaane
Magar tu kya jaane.
Rona Hi Likha Thha Kismat Mein Lyrics - Aadhi Raat (1950)
Movie/album: Aadhi Raat (1950)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Khumar Barabankvi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director: S.K. Ojha
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Nargis Dutt, Cuckoo, Jeevan, Neelam, Arif Khan, Tiwari, Kuldip Kaur
Rona Hi Likha Thha Kismat Mein Song Lyrics
Rona hi likha thha kismat mein
Rona hi likha thha kismat mein
Ham geet khushi ke ga na sake
Ga na sake
Ujdi huyi nagri bas na saki
Ujdi huyi nagri bas na saki
Ham pa ke bhi tumko pa na sake
Pa na sake
Rona hi likha thha kismat mein
Aisa bhi koi majboor na ho
Yoon koi kisi se door na ho
Aisa bhi koi majboor na ho
Yoon koi kisi se door na ho
Ho o o o
Ro ro ke hanse mar mar ke jiye
Ham phir bhi unhen apna na sake
Ae ae ae
Apna na sake
Rona hi likha thha kismat mein
Is rang badalti duniya mein
Har mausam aake beet gaya
Is rang badalti duniya mein
Har mausam aake beet gaya
Aa aa aa aa
Behte huye aansoo ruk jaate
Wo din wo zamaane aa na sake
Ae ae ae ae ae
Aa na sakey
Rona hi likha thha kismat mein.