lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Shakeel Badayuni. Show all posts

Wednesday, 1 January 2020

Kaise Bedardi Se Pala Pada Lyrics - Char Din (1949)

No comments :



Movie/album: Char Din (1949)

Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: M. Sadiq

Music Label: Saregama

Starring: Suraiya, Omprakash


Kaise Bedardi Se Pala Pada Song Lyrics


Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada
Binati hi binati mein beet
Gayi aaj sham
Binati hi binati mein beet
Gayi aaj sham
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada

Zalim ne jeevan ke
Sapno ko choor kiya
Zalim ne jeevan ke
Sapno ko choor kiya
Humko hamari hi nazaro
Se door kiya
Aankho hi aankho mein dil
Ko majboor kiya
Aankho hi aankho mein dil
Ko majboor kiya
Baato hi baato mein rok
Diye sare kam
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada



Bhedi koyi man ki nagari
Ko lut gaya
Bhedi koyi man ki nagari
Ko lut gaya
Daman mere dil ka hatho
Se chhut gaya
Mujh par jo chhaya tha jadu
Woh tut gaya
Mujh par jo chhaya tha jadu
Woh tut gaya
Milte hi aankhe main japane
Lagi ram naam
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada pala pada
Haye ram kaise bedardi se
Pala pada.


Anjaam E Mohabbat Kuch Bhi Nahi Lyrics - Char Din (1949)

No comments :



Movie/album: Char Din (1949)

Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: M. Sadiq

Music Label: Saregama

Starring: Suraiya, Omprakash


Anjaam E Mohabbat Kuch Bhi Nahi Song Lyrics


(No Ratings Yet)
Anjaam e mohabbat
Kuch bhi nahi anjaam
Anjaam e mohabbat
Kuch bhi nahi
Dil hum ne laga
Kar dekh liya
Wo door hue dil
Chur hua wo door
Wo door hue dil
Chur hua
Yeh gham bhi utha
Kar dekh liya anjaam

Shikave bhi kiye
Nale bhi kiye
Shikave bhi kiye
Nale bhi kiye
Aur dil ki tamanna
Dil mein rahi
Aur dil ki tamanna
Dil mein rahi
Taqadeer ke aage
Kuch na chali taqadeer
Taqadeer ke aage
Kuch na chali
Ulafat ko nibha kar
Dekh liya anjaam
Anjaam e mohabbat
Kuch bhi nahi
Dil hum ne laga
Kar dekh liya  anjaam



Hasarat bhi nahi
Arama bhi nahi
Ab kis ka sahara
Le ke jiye
Jo kuch tha khazane
Mein dil kejo kuch tha
Jo kuch tha khazane
Mein dil ke
Sab tujh par luta kar
Dekh liya anjaam
Anjaam e mohabbat
Kuch bhi nahi
Dil hum ne laga kar
Dekh liya anjaam

O todane wale
Dil ko mere
O todane wale
Dil ko mere
Ja teri tamanna
Kaun kare
Ja teri tamanna
Kaun kare
Tu khud hi na aaya
Is dil mein tu khud hi
Tu khud hi na aaya
Is dil mein
Hum ne to bula
Kar dekh liya anjaam
Anjaam e mohabbat
Kuch bhi nahi
Dil hum ne laga
Kar dekh liya anjaam.


Yeh Bholi Soorat Wale Lyrics - Char Din (1949)

No comments :



Movie/album: Char Din (1949)

Singers: Mohammed Rafi, Rajkumari Dubey, Shiv Dayal Batish

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: M. Sadiq

Music Label: Saregama

Starring: Suraiya, Omprakash


Yeh Bholi Soorat Wale Song Lyrics


Aaa ha aaa
Hasino ki adayein bhi
Zamane se nirali hai
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Wafa ka naam hotho par hai
Dil andar se khali hai
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Aji jab dil chaha
Laga de aag aag bujhna kya jaane

Nahi aata hai is duniya mein
Jisko pyar ka sapna
Jise dekho hathali par
Liye phirta hai dil apna
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jane
Haye yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jane
Inki nazar mein khel hai ulfat
Wafa dikhana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane



Na hote hum to aakhir
Husnwale bhi kaha hote
Na raat ki hasi hoti
Na din ke jawa hota
Humne to yeh ehsan kiya hai
Wo bhi koi ehsan kare
Humne to yeh ehsan kiya hai
Wo bhi koi ehsan kare
Honge hamare dil ke tukde
Lakh kisi ka dhyan kare
Honge hamare dil ke tukde
Lakh kisi ka dhyan kare
Dard bata kar hasne wale
Dard mitana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane



Na hote hum to kisko
Jake dil dete ye diwane
Hamare naam karde
Wafa ye matwale
Pyar se khali dil ki duniya
Aur bane hai dilwale
Pyar se khali dil ki duniya
Aur bane hai dilwale
Rang ka jisne ulfat ka
Hamko fasana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane

Yeh jalim dekh le main
Kis kadar nadan hote hai
Humari sadgi dekho in
Par jaan hote hai
Jisko chaha apna banaya
Apna bana kar chhod diya
Ek nazar mein chin liya dil
Ek nazar mein tod diya
Ek nazar mein chin liya dil
Ek nazar mein tod diya
Dil ko lubha kar lutne wale
Ghar ko basana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane



Kare na kyu hum
Bedardo se shikwa unki chalo ko
Hume badnam karte hai
Bura ho ishq walo ka
Unki wafaye sab batlati
Ha wo majbur hue
Inki mohabbat honi thi
Bhul gaye jab door hue
Inki mohabbat honi thi
Bhul gaye jab door hue
Ek ada pe jaane wale
Laut ke aana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana haye
Dil ka lagana ha aa
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale

Dil ka lagana kya jaane
Haye yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh bholi soorat wale
Dil ka lagana kya jaane
Ha yeh dil ki daulat wale
Dil ka lagana kya jaane.


Arre Kismat Ki Baat Hai Lyrics - Char Din (1949)

No comments :




Movie/album: Char Din (1949)

Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: M. Sadiq

Music Label: Saregama

Starring: Suraiya, Omprakash


Arre Kismat Ki Baat Hai Song Lyrics


Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai
Kal tak thhe din bahaar ke
Ab gham ki raat hai ae ae ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai

Dil ko lagi jo thhes
To aansoon nikal pade ae
Aur aansoon ke saath hi
Naghme ubal pade
Ae dard e dil bata kya teri
Ismein haath hai ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai



Daulat thhi jismein pyaaar ki
Wo ghar ujad gaya aa aa
Aisa bana naseeb ke
Aisa bana naseeb ke
Ban kar bigad gaya aa
Ab main hoon aur
Lute huye jeewan ka saath hai
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai

Duniya ko ye gumaan ki
Duniya ne ki wafa aa
Lekin mera qusoor ke
Maine na kuchh kaha aa
Barbaadiyon mein pyaar ki
Khud mera haath hai ae ae ae ae
Arre kismat ki baat hai
Arre kismat ki baat hai.


Koi Jaane Waale Se Keh De Lyrics - Char Din (1949)

No comments :




Movie/album: Char Din (1949)

Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Music Director: Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Director: M. Sadiq

Music Label: Saregama

Starring: Suraiya, Omprakash


Koi Jaane Waale Se Keh De Song Lyrics


Gham de diya
Khushi ko mitaa kar chale gaye
Kyon mere dil ko
Tthes lagaa kar chale gaye

Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke
Kahaan chhup gaye
Kahaan chhup gaye
Hum se nazren milaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke



Diya haaye kyon dil ko
Gham itni jaldi
Diya haaye kyon dil ko
Gham itni jaldi
Tumhaare liye ham ne
Duniya badal di
Tumhaare liye ham ne
Duniya badal di
Tumhin chal diye ay ay
Tumhin chal diye
Ham se daaman bachaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke
Kahaan chhup gaye
Kahaan chhup gaye
Hum se nazren milaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke



Salaamat raho tum
Hamaari dua hai
Salaamat raho tum
Hamaari dua hai
Khushi le ke rukhsat
Huye ho to kya hai
Khushi le ke rukhsat
Huye ho to kya hai
Guzaarenge din. . .
Guzaarenge din hum bhi
Aansoo bahaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke
Kahaan chhup gaye
Kahaan chhup gaye
Hum se nazren milaa ke
Koi jaane waale se
Keh de ye jaa ke.


Thursday, 18 July 2019

Tu Ganga Ki Mauj Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Tu Ganga Ki Mauj Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Tu Ganga Ki Mauj Song Lyrics


Akeli mat jaiyo radhe jamuna ke tir

Ho jo ho
Too ganga ki mauj, mai jamuna kaa dhara
Too ganga ki mauj, mai jamuna kaa dhara
Ho rahega milan yeh hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Yeh hamara tumhara

Agar too hain sagar toh majhadhar mai hu
Majhadhar mai hu
Tere dil ki kashti kaa patwar mai hu
Patwar mai hu
Chalegi akele naa tum se yeh naiyya
Naa tum se yeh naiyya

Milegi naa manjil tumhe bin khiwayya
Tumhe bin khiwayya
Chale aao ji
Chale aao ji, chale aao maujo kaa lekar sahara
Ho rahega milan
Yeh hamara tumhara

Bhala kaise tutenge bandhan yeh dil ke
Bandhan yeh dil ke
Bichhadati nahi mauj se mauj milke
Ho mauj milke
Chhupoge bhanwar me toh chhupane naa denge
Toh chhupane naa denge
Dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge
Tumhe dhundh lenge

Banayenge ham
Banayenge ham, banayenge tufan ko ek din kinara
Ho rahega milan
Yeh hamara tumhara

Too ganga ki mauj, mai jamuna kaa dhara
Too ganga ki mauj, mai jamuna kaa dhara
Ho rahega milan yeh hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Yeh hamara tumhara

Too ganga ki mauj, mai jamuna kaa dhara
Ho rahega milan yeh hamara ho humara
Tumhara rahega milan
Yeh hamara tumhara.


Mann Tarpat Hari Darsan Ko Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Mann Tarpat Hari Darsan Ko Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Mann Tarpat Hari Darsan Ko Song Lyrics


Hari om, hari om, hari om, hari om
Mann tadpat hari darshan ko aaj
Mann tadpat hari darshan ko aaj

More tum bin bigde sagare kaj
Ho binti karat hu rakhiyo laj
Mann tadpat hari darshan ko aaj

Tumre dwar kaa mai hu jogi aa aa aa aa
Tumre dwar kaa mai hu jogi, humari or najar kab hogi
Suno more vyakul mann kaa baj
Mann tadpat hari darshan ko aaj
Mann tadpat hari darshan ko aaj

Bin guru gyan kaha se pau aa aa aa aa
Bin guru gyan kaha se pau, dijo dan hari gun gau
Sab guni jan pe tumra raj
Mann tadpat hari darshan ko aaj
Mann tadpat hari darshan ko aaj

Murli manohar aas naa todo
Dukh bhanjan mora sath naa chhodo
Mann tadpat hari darshan ko aaj.


Insaan Bano Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Insaan Bano Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Insaan Bano Song Lyrics


Nirdhan kaa ghar lutane vaalo
Lut lo dil kaa pyaar
Pyaar vo dhan hai jisake aage
Sab dhan hai bekaar

Insaan bano, insaan bano karalo bhalaai kaa koi kaam
Insaan bano
Duniyaa se chale jaaegaa rah jaaegaa badanaam insaan bano

O is baag me suraj bhi nikalataa hai liye gam
Phulo ki hansi dekh ke ro deti hai shabanam
Kuchh der ki khushiyaan hai to kuchh der kaa maatam
Kis nid me ho
Kis nid me ho jaago zaraa dekh lo anjaam, insaan bano

O laakho yahaan shaan apani dikhaate hue aaye
Dam bhar ko rahe naach gaye dhup me saaye
Vo bhul gaye the ke ye duniyaa hai saraay
Aataa hai koi
Aataa hai koi subah ko jaata hai koi shaam, insaan bano

O kyo tumane lagaaye hai yahaan zulm ke dere
Dhan saath na jaayegaa bane kyo ho lutere
Pite ho garibo kaa lahu shaam savere
Khud paap karo
Khud paap karo naam ho shaitaan ka badanaam, insaan bano

Insaan bano, insaan bano karalo bhalaai kaa koi kaam
Insaan bano
Duniyaa se chale jaaegaa rah jaaegaa badanaam insaan bano.


Bachpan Ki Mohabbat Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Bachpan Ki Mohabbat Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Bachpan Ki Mohabbat Song Lyrics


Ho ji ho

Bachapan ki mohabbat ko dil se na judaa karanaa
Bachapan ki mohabbat ko dil se na judaa karanaa
Jab yaad meri aae milane ki duaa karanaa

Bachapan ki mohabbat ko dil se na judaa karanaa
Jab yaad meri aae milane ki duaa karanaa

Ghar meri ummido kaa sunaa kie jaate ho
Duniyaa ai muhabbat ki lute lie jaate ho
Jo gam die jaate ho us gam ki duaa karanaa

Bachapan ki mohabbat ko dil se na judaa karanaa
Jab yaad meri aae milane ki duaa karanaa

Saavan me papihaa kaa sangit sunaaungi
Fariyaad tujhe apani gaa gaa kar sunaaungi
Aavaaz meri sun ke dil thaam liyaa karanaa

Bachapan ki mohabbat ko dil se na judaa karanaa
Jab yaad meri aae milane ki duaa karanaa.


Mohe Bhool Gaye Sanwariya Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Mohe Bhool Gaye Sanwariya Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Mohe Bhool Gaye Sanwariya Song Lyrics


Jo mai aisaa jaanati
Ke prit kiye dukh hoy
O, nagar dhidhoraa pitati
Ke prit na kariyo koy

Mohe bhul gae saanvariyaa, bhul gae saanvariyaa
Mohe bhul gae saanvariyaa, bhul gae saanvariyaa
Aavan kah gaye, ajahu na aaye
Aavan kah gaye, ajahu na aaye
Lini na mori khabariyaa
Mohe bhul gae saanvariyaa, bhul gae saanvariyaa

Dil ko die kyo dukh birahaa ke
Tod diyaa kyo mahal banaa ke
Dil ko die kyo dukh birahaa ke
Tod diyaa kyo mahal banaa ke

Aas dilaa ke o bedardi
Aas dilaa ke o bedardi
Pher li kaahe najariyaa
Mohe bhul gae saanvariyaa, bhul gae saanvariyaa

Nain kahe ro ro ke sajanaa
Dekh chuke ham pyaar kaa sapanaa
Nain kahe ro ro ke sajanaa
Dekh chuke ham pyaar kaa sapanaa

Prit hai jhuti, pritam jhutaa
Prit hai jhuti, pritam jhutaa
Jhuti hai saari nagariyaa
Mohe bhul gae saanvariyaa, bhul gae saanvariyaa.


Jhoole Me Pawan Ki Aai Bahar Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Jhoole Me Pawan Ki Aai Bahar Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Jhoole Me Pawan Ki Aai Bahar Song Lyrics


Jhule me pawan ke aai bahaar
Naino me nayaa rag laai bahaar
Pyaar chhalake ho pyaar chhalake

O dole man moraa sajanaa
Dole man moraa
Ho ji ho
Dole man moraa sajanaa
Chunariyaa baar baar dhalake
Jhule me pawan ke aai bahaar
Pyaar chhalake ho pyaar chhalake

Oo meri taan se unchaa teraa jhulanaa gori
Meri taan se unchaa teraa jhulanaa gori
Mere jhulane ke sag tere pyaar ki dori
Mere jhulane ke sag tere pyaar ki dori
Tu hai jivan sigaar
Pyaar chhalake
Jhule me pawan ke aai bahaar
Pyaar chhalake ho pyaar chhalake

Oo baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye
Baadal jhum ke aaye gaagar pyaar ki laaye
Koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye
Koyal kukati jaaye ban me mor bhi gaaye
Chhede ham tum malhaar
Pyaar chhalake
Aa aa aa
Chhede ham tum malhaar
Jhule me pawan ke aai bahaar
Naino me nayaa rag laai bahaar
Pyaar chhalake ho pyaar chhalake
Ho ho pyaar chhalake
Ho ho pyaar chhalake
Ho ho pyaar chhalake.


O Duniya Ke Rakhwale Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

O Duniya Ke Rakhwale Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


O Duniya Ke Rakhwale Song Lyrics


Bhagavaan bhagavaan bhagavaan
O duniya ke rakhavaale
Sun dard bhare mere naale
Sun dard bhare mere naale
Aash niraash ke do rago se
Duniya tune sajaai
Nayyaa sang tufaan banaayaa
Milan ke saath judaai
Jaa dekh liyaa harajaai
O lut gai mere pyaar ki nagari
Ab to nir bahaa le
Ab to nir bahaa le
O ab to nir bahaa le
O ab to nir bahaa le
O duniya ke rakhavaale
Sun dard bhare mere naale

Aag bani saavan ki barsa
Phul bane agaare
Naagan ban gai raat suhaani
Patthar ban gae taare
Sab tut chuke hai sahaare
O jivan apanaa vaapas le le
Jivan dene vaale o
Duniya ke rakhavaale

Chaad ko dhudhe paagal
Suraj shaam ko dhudhe saveraa
Mai bhi dhudhu us pritam
Ko ho naa sakaa jo mera
Bhagavaan bhalaa ho teraa
O qismat phuti aas na tuti
Paav me pad gae chhaale
O duniya ke rakhavaale

Mahal udaas aur galiyaa
Suni chup chup hai divaare
Dil kyaa ujadaa duniya
Ujadi ruth gai hai bahaare
Ham jivan kaise guzaare
O mandir girataa phir ban jata
Dil ko kaun sambhaale
O duniya ke rakhavaale
Sun dard bhare mere naale
Sun dard bhare mere naale

O duniya ke rakhavaale
Rakhavaale rakhavaale
Rakhavaale.


Dur Koi Gaaye Dhun Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Dur Koi Gaaye Dhun Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Dur Koi Gaaye Dhun Song Lyrics


Dur koi gaaye dhun ye sunaae
Tere bin chhaliyaa re
Baaje na muraliyaa re

Man ke adar ho pyaar ki agni
Nainaa khoye khoye ki haay
Rama naina khoye khoye

Abhi se hai ye haal to aage
Abhi se hai ye haal to aage
Raam jaane kyaa hoe
Nid nahi aae birahaa sataae
Tere bin chhaliyaa re
Baaje na muraliyaa re

More anganaa laaj kaa
Paharaa paanv padi zanjeer
Ki haay rama paanv padi zanjeer
Ki haay rama paanv padi zanjeer

Yaad kisi ki jab jab aae
Laage jiya pe tir
Yaad kisi ki jab jab aae
Laage jiya pe tir

Ke haay rama lage jiya pe tir
Aankh bhar aae jal barasaae
Tere bin chhaliyaa re
Baaje na muraliyaa re.


Aaj Gawat Man Mero Jhoomke Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Aaj Gawat Man Mero Jhoomke Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Pandit Dattatreya Vishnu Paluskar, Ustad Amir Khan

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Aaj Gawat Man Mero Jhoomke Song Lyrics



Tumhare gun gau re
Bigare ban do kaam

O tumhare gun gau re
Bigare ban do kaam humre

Aaj gavat man mero jhum ke
Aaj gavat man mero jhum ke
Teri taan bhagwaan
Aaj gavat man mera jhum ke
Aaj gavat man mera jhum ke

Har jajja ko jivan jave
Jeeta gayak duniya pave
Rakhiyo meri shaan
Aaj gavat man mera jhum ke

Prem ke karan premi gave
Taano se pathar piglave re
Jagat me maan re
Aaj gavat man mero jhum ke
Aaj gavat man mero jhum ke

Sat suro ke madur
Milan me jadu aaj jaga de
Bajju sangeet se data
Jal me aag laga
Jal me aag laga
Aaj gavat man mero jhum ke
Aaj gavat man aa aa
Aaj gavat man aa aa
Aaj gavat man aa aa
Aaj gavat man
Aaj gavat man
Aaj gavat man mero jhum ke.


Sacho Tero Naam Ram Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Sacho Tero Naam Ram Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Hridaynath Mangeshkar

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Sacho Tero Naam Ram Song Lyrics


Sacho tera naam raam
Sacho tero naam
Chhute jag ke kaam
Sacho tera naam raam
Sacho tero naam
Kya le ke aayo the jag me

Sacho tera naam
Sacho tero naam
Kya le ke jaoge
Sacho tera naam
Sacho tero naam
Mutthi band ke aaye the
Sacho tera naam
Sacho tero naam
Aur hath pasare jaoye
Sacho tera naam
Sacho tero naam
Sato jab me sacho tera naam

Sacho tera naam raam
Sacho tero naam
Chhute jag ke kaam
Sacho tera naam raam
Sacho tero naam
Chhute jag ke kaam
Sacho tera naam raam
Sacho tero naam.


Bigade Bana Do Kaam Hamare Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Bigade Bana Do Kaam Hamare Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Pandit Dattatreya Vishnu Paluskar, Ustad Amir Khan

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: N/A

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Bigade Bana Do Kaam Hamare Song Lyrics

Tumhre gun gaaye
Bigade bana do kaam hamare
Aaj gaawat mann mero jhoomke
Teri taan bhagwaan
Haar gaya so jeevan jaave
Jeeta gaayak duniya paave
Rakhiyo ab mori shaan re
Prem ke kaaran premi gaave
Taano se patthar pighlaave
Jagat mein rahe maan re
Saat suro ke madhur milan
Mein jaadu aaj jaga de
Baiju ke sangeet se
Daata jal mein aag laga de.


Ghanan Ghanan Ghan Garjo Re Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Ghanan Ghanan Ghan Garjo Re Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Ustad Amir Khan

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Ghanan Ghanan Ghan Garjo Re Song Lyrics


Aa laaa aa
Aaa aa aa aaaa
Aa aaaa aa aa aaa aa aa aaa
Megh raag ab gaaye mero mann
Barsan laago badaraa aa aa aa aaa
Jhoom jhoom tum chhaao gagan pe
Nainan jaise kajraa aa

Aa aa aa aa aa aa aaa
Ghanan ghanan ghan garjo re ae
Chhanan chhanan chhan barso ho barso
Aa aa aaa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa
Ghanan ghanan ghan garjo re ae
Chhanan chhanan chhan barso
O san san chalat pawaniyaa
Aa aa aaa aa aa aaa
Aa aa aa aaa aa aaa
Lo cham cham chamake daaminiyaa
Lo cham cham chamake daaminiyaa
Wo umad ke aayi ghataayen
Lo barasan laagi boondaniyaan
Aa aa aaa aa aa aaa
Aa aa aaa aa aa aaa
Barse jaao kaare badarwaa
Barse jaao kaare badarwaa
Nadiyaan sookhi bhar do
O garjo o barso re ae
Ghanan ghanan ghan garjo re ae
Chhanan chhanan chhan barso

Sab bhar do taal talayiaan
Aa aa aaa aa aaa aa aaa aa aaa
Tum aaj ulat do gaagar
Tum aaj ulat do gaagar
Jharnon ko banaa do nadiyaan
Nadiyon ko banaa do saagar
Aa aa aaa aa aaa aa aaa aa aaa
Dharti dhooje baadal dhooje
Dharti dhooje baadal dhooje
Baddh sabras se kar do
Ho kar do ho barso re ae
Ghanan ghanan ghan garjo re ae
Chhanan chhanan chhan barso
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aa
Ghanan ghanan ghan
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa
Ghanan ghanan ghan garjo re ae
Chhanan chhanan chhan barso.


Nirdhan Ka Ghar Lootne Waalon Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Nirdhan Ka Ghar Lootne Waalon Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Nirdhan Ka Ghar Lootne Waalon Song Lyrics


Nirdhan kaa ghar lootne walo
Loot lo dil kaa pyaar
Pyaar wo dhan hai jiske aage
Sab dhan hai bekaar
O insaan bano
Insaan bano karlo
Bhalaayi kaa koyi
Kaam insaan bano
Duniya se chale jaaoge
Rah jaayegaa bas naam
Insaan bano

O is baagh mein sooraj
Bhi nikaltaa hai liye gham
Phoolon ki hansi dekh
Ke ro deti hai shabnam
Kuchh der ki khushiyaan hain
To kuchh der kaa maatam
Kis neend mein ho
Kis neend mein ho
Jaago zaraa soch lo
Anjaam insaan bano

O laakhon yahaan shaan
Apni dikhaate huye aaye
Dam bhar ke liye naach
Gaye dhoop mein saaye
Wo bhool gaye the ke
Ye duniya hai saraai
Aataa hai koyi
Aataa hai koyi subah ko
Jaataa hai koyi
Shaam insaan bano

O kyun tumne lagaaye
Hain yahaan zulm ke dere
Dhan saath na jaayegaa
Bane kyun ho lutere
Peete ho gareebon kaa
Lahu shaam sawere
Khud paap karo
Khud paap karo naam ho
Shaitaan kaa badnaam
Insaan bano
Insaan bano karlo
Bhalaayi kaa koyi kaam
Insaan bano
Duniya se chale jaaoge
Rah jaayegaa bas naam
Insaan bano.


Tori Jai Jai Kartaar Lyrics - Baiju Bawra (1952)

No comments :

Tori Jai Jai Kartaar Lyrics - Baiju Bawra (1952)


Movie/album: Baiju Bawra (1952)

Singers: Ustad Amir Khan

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Vijay Bhatt

Music Label: Saregama

Starring: Meena Kumari, Bharat Bhushan

Release on: 10th August, 1952


Tori Jai Jai Kartaar Song Lyrics



Aaaa aaa aaa
Aaa aaaa aaa aaa aaa
Tori jai jai kartaar
Tori jai jai kartaar
Mori bhar de aaj jholiyaan
Tu rahim daata
Tu paak kirtikaar
Tori jai jai kartaar
Tori tansen ko ru rab
Gyaan dhyaan deejo sab
Tansen ko tu rab
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Ta tansen ko tu rab
Gyaan dhyaan deejo sab
Aa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa

Tansen ko tu rab
Gyaan dhyaan deejo sab
Raagrang saagar hai
Kar de naiyya paar
Tori jai jai kartaar tori
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Tori jai jai kartaar to..
Tori ee ee jai
Jai kartaar aar
Aaa aaa aaa

Tori jai jai kartaar to
Ga ma dha ni re dha ni re sa
Tori jai jai kartaar,
To ga ma dha ni….
Tori jai jai kartaar ,
To aa aa aa tori jai jai kartaar
Aa aaa aa aa aaa aa aa aa
Jai jai kartaar to …
Aaa aaa aaa aaa aaa aa aa aa
Aa aa aa aa aaa aa aa jai jai ae.


Monday, 10 June 2019

Jaadu Bhare Naino Me Lyrics - Babul (1950)

No comments :

Jaadu Bhare Naino Me Lyrics - Babul (1950)


Movie/album: Babul (1950)

Singers: Shamshad Begum

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: S.U. Sunny

Music Label: Saregama

Starring: Dilip Kumar, Munawar Sultana, Nargis


Jaadu Bhare Naino Me Song Lyrics


Jaadu bhare naino mein
Jaadu bhare
Jaadu bhare naino mein
Dole jiyaa teri kasam
Dil hai tera deewana
Dil hai tera
Dil hai tera deewana
Bole piya teri kasam

Main saawan
Main saawan aur tu ghataa
Teri-meri preet hai
Teri-meri preet hai
Jo dhun papihaa gaaye
Jo dhun papihaa gaaye
Wo hi meraa geet hai
Wo hi meraa geet hai
Maine tujhe dil de ke
Maine tujhe
Maine tujhe dil de ke
Jeet liyaa teri kasam
Dil hai tera deewana
Bole piya teri kasam

Haatho mein haath rahe
Haatho mein haath
Haatho mein haath rahe
Haatho mein haath rahe
Ho haath nahi chhodanaa
Haath nahi chhodanaa
O dekho ji yaad rahe
Dekho ji yaad rahe
Dekho ji yaad rahe
O wada nahi todna
Wada nahi todna
Koi nahi is dil mein koi nahi
Koi nahi is dil mein
Tere sivaa teri kasam
Jaadu bhare naino mein
Dole jiyaa teri kasam.