lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Sourav Roy. Show all posts

Tuesday, 18 July 2017

Teri Yaadon Mein,Movie : Raabta

No comments :
Song : Teri Yaadon Mein,
Movie : Raabta 
Music : Sourav Roy
lyrics : Rakesh Kumar (Kumaar)
Singers : Arijit Singh, Meet Bros Anjjan and Neha Kakkar


Hua hai kya nahi khabar
Par kuch toh hai alag magar
Main jaanti na kuch agar
Bata de kya ho gaya

Phir hona kya hai
Main hoon tum bhi ho
Mere paas ho tum
Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah
Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein, main kho gaya
Khud se judaa main bhi ho gayi
Teri yaadon mein mil ke kho gayi
Khud se judaa main yun ho gaya

Teri yaadon mein..

Kabhi kahin toh hum mile
Jahan koi bhi milta nahi
Hai wahi jagah woh raaste
Pehle sa kuch lagta nahi

Jaane kaise nashe mein
Ghul se gaye hain savere
Milte begaano se
Par lag rahe ho tum kyun mere

Samjhana chaahun main
Lafzon mein tumse keh na paaun
Tum hi bata do kya ho gaya?

Phir hona kya hai
Main hoon tum bhi ho
Mere paas ho tum
Par gum bhi ho

Mere ashqon ki ho tum wajah
Mere honthon ki ho hansi

Teri yaadon mein main bhi kho gayi
Khud se judaa main yun gaya

Teri yaadon mein

Main Tera Boyfriend, Movie : Raabta

No comments :
Song : Main Tera Boyfriend, 
Movie : Raabta
Music : Sourav Roy
lyrics : Rakesh Kumar (Kumaar)
Singers : Arijit Singh, Meet Bros Anjjan and Neha Kakkar

Na na na na…

Na na na na…

Duniya ko khud se alag karke
Rakh lunga tujhko main hug karke
I wanna say you
Main ta rehna sohniye
Tere naal naal ni

Hey..duniya ko khud se alag karke
Rakh lunga tujhko main hug karke
I wanna say you
Main ta rehna sohniye
Tere naal naal ni

Pyaar vyaar wali baatein sab karke
Mar baitha, tujhko main love karke
I wanna say you
Main ta rehna sohniye
Tere naal naal ni

Kyunki!
Main tera boyfriend
Main tera boyfriend

Main tera boyfriend
Tu meri girlfriend
Oh mainu kehndi na na na na

Main tera boyfriend
Tu meri girlfriend
Oh mainu kehndi na na na na

Ruk te ja meri gal tu sunn le
Oh mainu kehndi na na na na

Main tera boyfriend
Tu meri girlfriend
Oh mainu kehndi na na na na

Ruk te ja meri gal tu sunn le
Oh mainu kehndi na na na na

Na na na na..

Neeli neeli ankhiyon mein
Delhi wala kajra
Mainu invite karda
Tere kol kiven aavan
Tenu jhappi kiven paavan
Thought yeh excite karda

Listen!
Tenu pehchan di aan
Habbit main jaandi aan
Har kudi utte marda

Tera aitbaar nahi
Karna main pyaar nahi
Kyun mera picha karda

Chala jaayega tu mujhe tang karke
Ditch waali baatein mere sang karke
I wanna say you main nahi rehna sohneya
Tere naal naal ve

Kyuki!
Main tera boyfriend
Main tera boyfriend

Main tera boyfriend
Tu meri girlfriend
Oh mainu kehndi na na na na

Tu mera boyfriend
Main teri girlfriend
Ab na karungi na na na na

Ruk te ja meri gal ta sunn le
Ab na karungi na na..

Na na na na