Tuesday, 18 February 2020
Tadap Tadap Kar Lyrics - Chilman (1949)
Movie/album: Chilman (1949)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Pyarelal Santoshi
Music Composer: Hanuman Prasad Sharma
Music Director: Hanuman Prasad Sharma
Genres: Sad
Music Label: Saregama
Tadap Tadap Kar Song Lyrics
Tadap tadap kar din gujra hai
Tadap tadap kar din gujra hai
Tare gin gin rat gujari
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab fariyad hamari
Sunle ab fariyad
Waqt pada hai kaisa haye
Mod gaye munh apne paraye
Baithi hoon ummid lagaye
Ujadi nagri kaun basaye
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab fariyad hamari
Sunle ab fariyad
Dil ki lagi ko kaise bujhau
Aah bharu ya aansoo bahau
Aah bharu ya aansoo bahau
Apni kahani kisko sunau
Ruthe hai wo kaise manau
Ruthe hai wo kaise manau
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab fariyad hamari
Sunle ab fariyad
Bhatak rahi hoon rah batade
Jinki hoon un tak pahuchade
Ya rab bigdi baat banade
Kashti meri par laga de
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab faiyad hamari
Sunle ab faiyad
Tadap tadap kar din gujra hai
Tare gin gin rat gujari
Tu hai sabki sunne wala
Sunle ab fariyad hamari
Sunle ab fariyad.
Thursday, 13 February 2020
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana Lyrics - Chhoti Bhabbi (1950)
Movie/album: Chhoti Bhabbi (1950)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Genres: Romantic
Director: Shanti Kumar
Music Label: Saregama
Starring: Karan Dewan, Nargis Dutt, Shyam, Kuldeep
Ladka Aur Ladki Mile Pyar Ka Gaana Song Lyrics
Ladka aur ladki mile pyar ka gaana
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Birah ne hame juda kar diya
Judai ka gana
Has has ke pada rona
Haye has has ke pada rona
Takdir mein likha tha
Haye milke juda hona
Juda hona
Barbad tamanna hai haye
Barbad tamanna hai
O dekh le diwane
Bedard ye duniya hai
Bedard ye duniya hai
Haste rahe sab duniya wale
Roti rahi jawani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Villon ko police ne pakad liya
Ladke aur ladki ki shadi ho gayi
Shadi ka gana
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Jawani ki raat hai
Jawani ki raat hai
Mohabbat ki baat hai
Mohabbat ki baat hai
Piya mere sath hai
Piya mere sath hai
Hatho mein hath hai
Hatho mein hath hai
Suno suno aye duniya walo
Ye hai filmi kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya
Idhar jawani udhar jawani
Ban gayi ek kahani
Ho tera mera pyar ho gaya
Tu raja main rani
Ho tera mera pyar ho gaya
Ho tera mera pyar ho gaya.
Sunday, 2 February 2020
Koi Aane Ko Hai Dil Machalne Laga Lyrics - Chhote Nawab (1961)
Movie/album: Chhote Nawab (1961)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Genres: Qawwali
Director: S.A. Akbar
Music Label: Saregama
Starring: Ameeta, Mehmood,Johnny Walker
Release on: 13th August, 1961
Koi Aane Ko Hai Dil Machalne Laga Song Lyrics
Yakbayak rang e
Mehfil badalne lagaa
Jaam chhalke naya daag
Chalne lagaa na aa
Koi misl e shama
Arre koi misl e shama
Muskura kar jalaa rashq se koi
Bujh bujh ke jalne laga kyun
O koi aane ko hai ae ae
Ahahaha waah waah waah
Koi aane ko hai dil machalne laga
Koi aane ko hai dil machalne laga
Pehlu pehlu mein aaj
Phir se bekaraari hai
Seene seene mein
Halchalon ka daur zaari hai
Iss intezar ka aalam
Na poochhiye hamse
Lamha lamha ye saari
Zindagi pe bhaari hai
Iss intezar ka aalam
Na poochhiye hamse
Iss intezar ka aalam
Na poochhiye hamse
Iss intezar ka aalam
Na poochhiye hamse
Iss intezar ka aalam
Na poochhiye hamse
Lamha lamha ye saari
Zindagi pe bhaari hai kyun
Ho koi aane ko
Hai dil machalne laga
Koi aane ko hai
Dil machalne laga
Apne seene mein
Sulagte huye armaan liye
Mutazir baithhe thhe
Ham pyaar ka toofaan liye
Shaam e gham kis tarha
Guzri na poochhiye hamse
Yehi kehte rahe
Apni tadapti jaan liye
Shaam e gham kis tarah
Guzri na poochhiye hamse
Shaam e gham kis tarha
Guzri na poochhiye hamse
Shaam e gham kis tarha
Guzri na poochhiye hamse
Ae ji shaam e gham
Kis tarah guzre na
Poochhiye hamse
Yehi kehte rahe apni
Tadapti jaan liye
Kya ae ji koi aane ko
Hai dil machalne laga
Koi aane ko hai
Dil machalne laga
Koi aane ko hai
Koi aay haaye haaye haaye
Koi aane ko hai dil machalne laga
Koi aane ko hai dil machalne laga
Koi aane ko hai dil machalne laga
Koi aane ko hai dil machalne laga.
Ek Gadi Idhar Se Lyrics - Chhote Babu (1957)
Movie/album: Chhote Babu (1957)
Singers: Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists: Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi)
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Genres: Playful
Director: Harsukh Jagneshwar Bhatt
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Nimmi, Kanhaiyalal, Helen, Abhi Bhattacharyam, Agha, Leela Mishra
Ek Gadi Idhar Se Song Lyrics
Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Takaryi to jalim ye duniya
Hasi aur kahne lagi
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Hi takkar apas me
To bole dekhne wale
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Ajab gadi hai ye babu
Ajab iska chalana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Na patri hai na station hai
Jaha takraye waha jungle hai
Na driver hai na carder hai
Na babu hai tikat wala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Ye gadi chal padi dekho
Dekho idhar dekho
Yaha siti nahi bajti
Yaha jhandi nahi hilti
Wahi ruk jata hai injan
Jaha dal me kala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala.
Friday, 17 January 2020
Humane Jab Dil Tha Diya Lyrics - Chhoo Mantar (1956)
Movie/album: Chhoo Mantar (1956)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Jan Nisar Akhtar
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Genres: Love
Director: M. Sadiq
Music Label: Saregama
Starring: Karan Dewan, Johnny Walker, Shyama, Anita Guha
Humane Jab Dil Tha Diya Song Lyrics
Hamane jab dil tha diya
Koyi waada tha kiya huzur aapane
Muft ilzaam diya yun hi
Badanaam kiya huzur aapane
Hamane jab dil tha diya
Leke dil tumane kaha tha ki
Sambhaalenge ise
Kabhi machalega to sine se
Laga lenge ise
Jaane kya maine kaha
Jaane kya tumane suna
Main karun pyaar bhala
Mujhako paagal na bana
Hamane jab dil tha diya
Apane honthon ki hansi
Apani ada yaad karo
Aankhon mein kahi baat
Zara yaad karo
Kya nigaahon ne kaha kya
Adaaon ne kaha
Mujhako kya isaka pata
Jaane yah meri bala
Hamane jab dil tha diya
Apane dil se kabhi chaahat ka
Maza puchh to lo
Dil ne khaayi thi qasam dil se
Zara puchh to lo
Mera dil kab hai mera
Wah to ja tujhase mila
Dekh baatein na bana
Mere ji ko na jala
Hamane jab dil tha diya.
Tuesday, 14 January 2020
Moti Chugne Gayi Re Hansi Lyrics - Chhin Le Azaadi (1947)
Movie/album: Chhin Le Azaadi (1947)
Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Song Lyricists: Pandit Indra Chandra
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Genres: Playful
Director: Aspi Irani
Music Label: Saregama
Starring: Ghulam Mohammad
Moti Chugne Gayi Re Hansi Song Lyrics
Moti chugne gayi re hansi
Moti chugne gayi re hansi
Man sarovar teer
Man sarovar teer
Pankh pankh pe raj hans ne
Pankh pankh pe raj hans ne
Likh di preet kisi ki
Likh di preet kisi ki
Pyas bujhane aayi hansi
Jhalak raha pani
Pyas bujhane aayi hansi
Jhalak raha pani
Pyasi rahe gayi ankhiyan uski
Pyasi rahe gayi ankhiyan uski
Pyasi rahe gayi ankhiyan uski
Lag gaya prem ka teer
Lag gaya prem ka teer
Moti chugne gayi re hansi
Moti chugne gayi re hansi
Man sarovar teer
Man sarovar teer
Janam janam ki pyasi hansi
Janam janam ki pyasi hansi
Janam janam ki pyasi hansi
Kaise dhare ab dheer
Kaise dhare ab dheer
Moti chugne gayi re hansi
Moti chugne gayi re hansi
Man sarovar teer
Man sarovar teer.
Lut Gayi Ho Lyrics - Chhin Le Azaadi (1947)
Movie/album: Chhin Le Azaadi (1947)
Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Song Lyricists: Pandit Indra Chandra
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Genres: Happy
Director: Aspi Irani
Music Label: Saregama
Starring: Ghulam Mohammad
Lut Gayi Ho Song Lyrics
Lut gayi lut gayi ho ho
Lut gayi lado bich bajariya
Lut gayi hoye hoye
Lut gayi lut gayi ho ho
Lut gayi lado bich bajariya
Patli kamariya
Patli kamariya chhalki gagariya
Chhalki gagariya
Lagi nazariya lagi nazariya
Sarke chunariya
Laz se aaj mar gayi ho
Lut gayi lado bich bajariya
Lut gayi lut gayi ho ho
Lut gayi hoye hoye
Odh odhniya chali bajariya
Nain katariya mare sajaniya
Ghav kaleje kar gayi ho
Lut gayi lado bich bajariya
Lut gayi hoye hoye
Balam rasiya bali umariya
Mil gayi ankhiya khil gayi kaliya
Main to piya se dar gayi ho
Lut gayi lado bich bajariya
Lut gayi hoye hoye.
Sunday, 12 January 2020
Ye Duniya Hai Bazar Babu Lyrics - Chham Chhama Chham (1952)
Movie/album: Chham Chhama Chham (1952)
Singers: Asha Bhosle, Kishore Kumar, Shamshad Begum
Song Lyricists: Pyarelal Santoshi
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Genres: Playful
Director: P. L. Santoshi
Music Label: Saregama
Starring: Kishore Kumar, Rehana, Radha Kishan, Mona, Pran
Ye Duniya Hai Bazar Babu Song Lyrics
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Har chij yaha bhi bikti hai
Jab jeb mein ho kaldar
Jab jeb mein ho kaldar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye phalo ki dukan aao maharban
Ye phalo ki dukan aao aao maharba
Aam aur amrud yaha hai
Narangi anar are narangi anar
Hoye ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Chatpat chatpat chane masaledar
Chatpat chatpat chane masaledar
Aao chakho ji sarkar
Aao chakho ji sarkar
Jo khaye isse ek basr
Phir kabhi na ho bimar
Phir kabhi na ho bimar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar
Ye duniya hai bazar babu
Duniya hai bazar.
Taraste Hain Tadapte Hain Lyrics - Chham Chhama Chham (1952)
Taraste Hain Tadapte Hain Lyrics - Chham Chhama Chham (1952)
Movie/album: Chham Chhama Chham (1952)
Singers: Kishore Kumar, Shamshad Begum
Song Lyricists: Pyarelal Santoshi
Music Composer: Omkar Prasad Nayyar
Music Director: Omkar Prasad Nayyar
Genres: Sad
Director: P. L. Santoshi
Music Label: Saregama
Starring: Kishore Kumar, Rehana, Radha Kishan, Mona, Pran
Taraste Hain Tadapte Hain Song Lyrics
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Naam le le yaar ka
Pehloo badalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Naam le le yaar ka
Pehloo badalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Raat ki tanhaayi mein ae ae
Jaise jalta hai chiraag
Raat ki tanhaayi mein
Jaise jalta hai chiraag
Hasraton ki ham
Jalaakare aag jalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Naam le le yaar ka
Pehloo badalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Dil ko samjhaaya bahut su
Dard ke naale na kar
Dil ko samjhaaya bahut su
Dard ke naale na kar
Aarzoo seeene liye
Aansoo nikalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain
Naam le le yaar ka
Pehloo badalte hain
Taraste hain tadapte hain
Machalte hain.
Thursday, 9 January 2020
Kya Jadu Hai Lyrics - Chehra (1946)
Movie/album: Chehra (1946)
Singers: Mukesh Chand Mathur (Mukesh), Shamshad Begum
Song Lyricists: Ishwar Chandra Kapoor
Music Composer: M.A. Mukhtar
Music Director: M.A. Mukhtar
Genres: Happy
Director: R. Sharma
Music Label: Saregama
Starring: Suraiya
Kya Jadu Hai Song Lyrics
Kya jadu hai tere paas piya
Surat dekhi dil haar diya
Ji dil haar diya
Jo hal tera wo hal mera
Dil leke maine dard liya
Ji maine dard liya
Kya jadu hai tere paas piya
Surat dekhi dil haar diya
Ji dil haar diya
Jo hal tera wo hal mera
Dil deke maine dard liya
Ji maine dard liya
Bas naino se nain milaye the
Nahi kehne sunne paye the
Bas naino se nain milaye the
Nahi kehne sunne paye the
Halki si dil mein thesh lagi
Halki si dil mein thesh lagi
Mitha sa dil ka dard utha
Haye dard utha
Kya jadu hai tere paas piya
Surat dekhi dil haar diya
Ji dil haar diya
Jo hal tera wo hal mera
Dil deke maine liya
Ji maine dard liya
Kuch dil ko lagakar aaye hai
Haye aaye hai
Kuch dil ko lagakar aaye hai
Haye aaye hai
Haye mujhse kaha nahi jaaye
Kaha nahi jaaye
Haye mujhse kaha nahi jaaye
Kaha nahi jaaye
Ho befikre ho beparwah
Ho befikre ho beparwah.
Aankhon Mein Lyrics - Chehra (1946)
Movie/album: Chehra (1946)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Ishwar Chandra Kapoor
Music Composer: M.A. Mukhtar
Music Director: M.A. Mukhtar
Genres: Sad
Director: R. Sharma
Music Label: Saregama
Starring: Suraiya
Aankhon Mein Song Lyrics
Aankhon mein aansoo o ko
Piye ja rahi hu main
Aur dil ko tar tar kiye
Ja rahi hoon main
Aankhon mein aansoo o ko
Piye ja rahi hoon main
Aur dil ko tar tar kiye
Ja rahi hoon main
Aankhon mein aansoo o ko
Ban ban ke aashiya mera
Ujda bahar mein
Ujda bahar mein
Ban ban ke aashiya mera
Ujda bahar mein
Is pal bhi etbar kiye
Ja rahi hoon main
Aankhon mein aansoo o ko
Piye ja rahi hoon main
Aur dil ko tar tar kiye
Ja rahi hoon main
Aankhon mein aansoo o ko
Yeh kasam makas hai
Zindagi ki unse kya gila
Yeh kasam makas hai
Zindagi ki unse kya gila
Ab maut
Ab maut se bichar kiye
Ja rahi hu main
Aankhon mein aansoo o ko
Piye ja rahi hoon main
Aur dil ko tar tar kiye
Ja rahi hoon main
Aankhon mein aansoo o ko.
Saturday, 4 January 2020
Bedardi Rah Chalti Lyrics - Chaubees Ghante (1958)
Movie/album: Chaubees Ghante (1958)
Singers: Asha Bhosle, Shamshad Begum
Song Lyricists: Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer: Babul Bose, Bipin Panchal
Music Director: Babul Bose, Bipin Panchal
Director: Dwarka Khosla
Music Label: Saregama
Starring: Premnath, Shakeela, K N Singh, Samson, Maruti, Shammi, Nishi, Rajan Kapoor
Release on: 3rd January, 1958
Bedardi Rah Chalti Song Lyrics
Jawani jala jawani jala
Jawani jala bedardi
Rah chalti ko chhede hai
Aake nigah jala
Jawani jala bedardi
Bhag jayenga dil ko
Chupake mohabbat jatake
Jawani jala jawani jala bedardi
Na mai dil dungi na
Mai pyar dungi re tujhe
Pas aaya to mai
Mar dungi re tujhe
Na mai dil dungi na
Mai pyar dungi re tujhe
Pas aaya to mai
Mar dungi re tujhe
Chala jayega ye mar khake
Tujhe pahnake sadi ka challa
Sadi ka challa bedardi
Rah chalti ko chhede
Hai aake nigah jala
Jawani jala jawani jala bedardi
Kale parwat ko chod
Ke aaya hai ye jogi
Tere mar
Jayega ye pyar ka rogi
Kale parwat ko chod
Ke aaya hai ye jogi
Tere mar
Jayega ye pyar ka rogi
Bhej dungi tujhe
Pitwake late katwake
Are o jogi are o jogoi bedardi
Bhag jayenga dil ko chupake
Mohabbat jatake jawani
Jala jawani jala bedardi
O diwane mai bhed
Dungi thane mai tujhe
Sath le jaun rani
Jelkhane mai tujhe
O diwane mai bhed
Dungi thane mai tujhe
Sath le jaun rani
Jelkhane mai tujhe
Jab aaye wo police ki jeepe
Marega tu chikhe mere diwane
Mere diwane bedardi
Bhag jayenga dil ko
Chupake mohabbat jatake
Jawani jala jawani jala bedardi
Bhag jayenga dil ko
Chupake mohabbat jatake
Jawani jala jawani jala bedardi.
Tuesday, 31 December 2019
Ek Dharti Ka Rajkumar Lyrics - Chandi Pooja (1957)
Movie/album: Chandi Pooja (1957)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Ajit Merchant
Music Director: Ajit Merchant
Director: Raman B. Desai
Music Label: Saregama
Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte
Ek Dharti Ka Rajkumar Song Lyrics
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Apni basti chodd desh me
Ek naya sansar chala re
Chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Indar lok ki ser ko nikla
Ek nanha sa raja
Aaj khushi me khadi bichaye
Dur se bajta baja
Saral saral udd rahi chunariya
Saral saral udd rahi chunariya
Kya sundar rut paar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Pawan buharega iska
Angana megh barega pani
Roj rat kaha karegi
Pariya ise kahani
Chanda suraj honge iske
Chanda suraj honge iske
Mahal ke pehredar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar.
Ae Ji O Ji Kaho Badi Aaj Ki Lyrics - Chandi Pooja (1957)
Movie/album: Chandi Pooja (1957)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Ajit Merchant
Music Director: N/A
Director: Raman B. Desai
Music Label: Saregama
Starring: Manhar Desai, Nirupa Roy, Prem, Adeeb, Sapru, Shanta Apte
Ae Ji O Ji Kaho Badi Aaj Ki Song Lyrics
Ae ji o ji kaho badi aaj ki
Hai darvani raat zara jagte rehna
Ae ji o ji kaho badi beiman hai
Ye raat zara bach ke rehna
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Aisa mat bolo ji lage mohe darr
Darr jo lage to gori aa jao idhar
Tumhe kya khabar badi dur mera ghar
Mai hu tere paas gori fir kya fikar
Ae ji o ji kaho kahi ho na jaye
Aisi baat zara jagte rehna
Badi beiman hai ye raat
Zara bach ke rehna
Aaj ki ye raat badi hai kator
Hamko bata do ji kab ho gi bor
Aaj ki ye raat badi hai kator
Hamko bata do ji kab ho gi bor
Gori tera dil hua kahe kamjor
Suna ke rehta hai yaha ek chor
Ae ji o ji kaho badi buri hoti
Chor ki raat zara bach ke rehna
Badi aaj ki darvani hai raat
Zara jagte rehna
Kale kale ghan dekho bane dushaman
Bade dikhebaj hai ye lut lete man
Kale kale ghan dekho bane dushaman
Bade dikhebaj hai ye lut lete man
Koi to upay karo koi to jatan
Are iske liye dena hoga
Pyar ka jatan ae ji o ji kaho
Dekho chod na dena
Mera hath zara jagte rehna.
Friday, 27 December 2019
Bada Mazedaar Hota Lyrics - Chamkee (1952)
Movie/album: Chamkee (1952)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Music Director: Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Director: J.K. Nanda
Music Label: Saregama
Starring: Shekhar, Ragini, Jeevan, Leela Mishra, Roopmala, Ulhas, Murad, Cuckoo, Shashikala
Bada Mazedaar Hota Song Lyrics
Soch samajh kar kheliyo lala
Tum aankhon ka khel
Arre baat baat mein ho jaata hai
Yahaan dilon ka mel
Bada mazedaar aaye haaye
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka
Ye mat poochho
Ke kaisa waar hota pehli nazar ka
Mat poochho
Mat poochho
Mat poochho ae ji
Ye mat poochho
Ke kaisa waar hota pehli nazar ka
Waar hota pehli nazar ka
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka
Jab kisi ki natkhat ankhiyaan
Jab kisi ki natkhat ankhiyaan
Chalaati hain teer taq taq
Haaye chalaati hain teer taq taq
Bade bade dilwaalon ka
Bade bade dilwaalon ka bhi
Jiyaa karne lagtaa dhak dhak
Haaye jiyaa karne lagtaa dhak dhak
Ae ji ae ji babu ji bilkul
Bijli sa babu ji
Bilkul bijli sa
Chamatkaar hota pehli nazar ka
Waar hota pehli nazar ka
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka
Kisi ka dil lootne ko
Koi jagey saari saari ratiyaan
Koi kare meethi meethi batiyaan
Koi bheje pyaari pyaari patiyaan
Pyaari pyaari patiyaan
Meethi meethi batiyaan
Saari saari ratiyaan
Ho lekin fauran
Mil jata hai dil ko jhatpat
Mil jata hai dil ko
Taar babu pehli nazar ka
Taar babu pehli nazar ka
Bada mazedaar hota
Bada mazedaar hota
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka
Bada mazedaar hota
Pyaar babu pehli nazar ka.
Wednesday, 25 December 2019
Bisavi Sadi Hai Yeh Lyrics - Chalis Baba Ek Chor (1953)
Movie/album: Chalis Baba Ek Chor (1953)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Pyarelal Santoshi
Music Composer: Sachin Dev Burman
Music Director: Sachin Dev Burman
Director: P.L. Santoshi
Music Label: Saregama
Starring: Kamini Kaushal, Om Prakash
Bisavi Sadi Hai Yeh Song Lyrics
Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century
Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century
Nazar hai jisaki jhuki jhuki,
Us ladake se ladaki bhali
Hansi hai jisaki dabi dabi,
Us ladake se ladaki bhali
Ladaki aage aage badhe,
Ladakaa piche piche piche hate
Pi pi pi pi, baate, pi pi
Nazar hai jisaki jhuki
Ladaki bole come come come,
Ladakaa bole aataa hai sharam
Ladaki bole come come come,
Ladakaa bole aataa hai sharam
Pi pi pi pi, baate, pi pi
Nazar hai jisaki jhuki
Mr puri ms kachauri,
Mr paapad ms pakodi,
Mr nimbu ms tamaatar,
Ms sodaa mr water mr
Baingan ms potato
Ms churi mr kaantaa
Robert ko mil gai lily, lily,
Roby lily, roby lily
Good luck, good luck,
Roby lily, us ladake se ladaki bhali
Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century
Bisavi sadi hai ye bisavi sadi,
This is bisavi th century.
Sunday, 22 December 2019
Laaye Balamwa Mere Liye Lyrics - Chal Chal Re Naujawan (1944)
Movie/album: Chal Chal Re Naujawan (1944)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Ghulam Haider
Music Director: Ghulam Haider
Director: Gyan Mukherjee
Music Label: Saregama
Starring: Naseem Banu, Rafiq Ghaznavi, Ashok Kumar, Motibai, Jagdish Sethi
Laaye Balamwa Mere Liye Song Lyrics
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye
Phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye
Phoolon ke haar aaye
Aaye aaye aaye aaye
Aaye gori saawan ke din
Aao karen pyaar aaye
Aaye aaye aaye aaye
Aaye gori saawan ke din
Aao karen pyaar na
Na na na na na na
Nahin nahin nahin
Tose karoon pyaar
Gori gori jhanjhan jhanjhan
Jhanjhan jhanjhan
Jhaanjhar ki jhankaar
Gori gori jhanjhan jhanjhan
Jhanjhan jhanjhan
Jhaanjhar ki jhankaar
Badi mazedaar
Badi mazedaar
Badi mazedaar
Haay laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye
Balamwa
Balam mere liye
Phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye
Laaye laaye laaye laaye
Balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar
Dhamdham dhamdham
Dhamadham dhamdham dham
Dholak boley
Dhaamdham
Dholak boley re
Dhaamdham dhamadham
Dhamadham
Dholak boley re
Dhaamdham
Dholak boley re
Chupke se mere man ki preet
Ghoonghat kholey re
O meri duniya doley re
Oy hoy chupke se
Mere man ki preet
Ghoonghat kholey re
O meri duniya doley re
Ho meri duniya doley re
Aao aao aao
Gori galbaihiyaan daal
Hamen kar do nihaal
Hmhmm hmmm
Aao aao aao
Mere gore hai gaal
Haathon mein bhar do gulaal
Haay haay haay
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye balamwa
Balam mere liye phoolon ke haar aaye
Laaye laaye laaye laaye.
Saturday, 21 December 2019
Aaj Mein Bech Rahi Lyrics - Chakradhari (1954)
Movie/album: Chakradhari (1954)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Music Composer: Avinash Vyas
Music Director: Avinash Vyas
Director: Raman B. Desai
Music Label: Saregama
Starring: Nirupa Roy, Trilok Kapoor, Shahu Modak, Yashodra Katju, Indira, Rooplaxmi, Ram Avtar, Maya Dass, Hira Sawant, Dar Kashmiri, Jagdish Kamal, Kacharalal
Aaj Mein Bech Rahi Song Lyrics
Arre suno re suno re suno suno re
Haan suno re sab suno
Sanyasini bech rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Arre suno se suno re
Suno re sab suno khol kar kaan
Aaj mai becha rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Bhaant bhaant ke
Dewo se hai saji meri dukan
Aaj mai bech rahi bhagwaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Hohai koi lene wala
Dekho ganesh dukh
Haari ye dhol sareekhhe gol mol
Dekho ganesh dukh haari
Choohe par karen sawaari
Kyun chuhe par karen sawari
Kya jodi bani hai pyari bhai
Kya jodi bani hai pyari
Ek dubla ek bhaari
Kar lo inse pehchaan
Arre ye bhojan bhatt mahaan
Hai koi lene wala
Bolo re bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Arre bamak bamak
Bam bam bam bam
Dekho ye mast bam
Bhola rakhta hai saanp ka tola
Hurr rakhta hai saanp ka
Tola jab khaaye bhaang ka gola
To aakash pe chadhe hindola
Ye bhasm ang sir par hai dang
Karta hai rang girija ke
Sang dekho shankar ki shaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Mai laayi nand ka chhainya re
Ye maakhan chor kanhaiyya re
Natnaagar raas rasaiyya
Nit naachhe tata thaiya tatathaiya
Thunak thun thaiyya
Thunak thun thaiyya
Murli pe chhedtaa taan
Arre ye kala kala kaan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Dekho bajrang ye banka
Arre hu hu hu hu
Dekho bajrang ye banka
Thhi isne jalaayi lanka
Saare jag me bajaaya
Danka mat karna re koi shanka
Hai bahut bada balwaan
Ye ram bhakt hanuman
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Arre bhai ek dham wahaan
Ke raja hai ye ram
Kaushalya thhi mata inki
Pita ka dashrath naam
Bhai inka jyaada lagega dam inhone chhod mahal ki dhoom dham
Jungle me kiya mukaam
Karne ko lok kalyaan
Dusht raawan ko mara
Baan karne ko lok kalyaan
Dusht raawan ko mara baan
Hai koi lene wala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala
Arre suno re suno re
Suno suno re
Sab suno khol kar kaan
Aaj mai bech rahi bhagwaan
Hai koi lene waala bolo re
Bhai bolo re lala
Ho hai koi lene wala.
Thursday, 19 December 2019
Ek Nahi Do Nahi Teen Nahi Lyrics - Char Chand (1953)
Movie/album: Char Chand (1953)
Singers: Zawar Hussain, Shamshad Begum
Song Lyricists: A. Karim
Music Composer: Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Music Director: Shakat Ali Dehlavi (Nashad)
Director: A. Karim
Music Label: Saregama
Starring: Suresh, Shyama, Master Bhagwan, Cuckoo, Manju, Sheikh Mukhtar, Altaf, Ghulam Rasool
Ek Nahi Do Nahi Teen Nahi Song Lyrics
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand
Sab kuch mai bhul jab tumko pa liya
Ho jab tumko pa liya
Sab kuch mai bhul jab tumko pa liya
Dunia ke jhagdo se khud ko chuda liya
Ho khud ko chuda liya
Naina milake jo tum muskura diye
Char chand char chand char chand
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand
Bichde dilo ko milane tum aaye ho
Khushiyo ki dunia ko sang sang layi ho
Sang sang layi ho
Tune mahal ke mere bhag jagmaga diye
Char chand char chand char chand
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand
Chanda sa mukhda hai bato me pyar hai
Chadti jawani hai solah singar hai
Solah singar hai
Deepka ummido ke tumne jala diye
Char chand char chand char chand
Ek nahi do nahi teen nahi
Char chand jiwan me tumne laga diye
Char chand char chand char chand.
Husn Jawan Ishq Jawan Lyrics - Changez Khan (1957)
Movie/album: Changez Khan (1957)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Qamar Jalalabadi
Music Composer: Hansraj Behl
Music Director: Hansraj Behl
Director: Kedar Kapoor
Music Label: Saregama
Starring: Prem Nath, Bina Rai, Sheikh Mukhtar, Jeevan
Husn Jawan Ishq Jawan Song Lyrics
Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Jindagi hai tere liye
Kuchh to maja lele
Sokh adaye tujhko bulaye
Kisko khabar rat ye fir aaye na aaye
Sokh adaye tujhko bulaye
Kisko khabar rat ye fir aaye na aaye
Ham bhi hasi hai hum bhi jawa hai
Ye to kaho mere kharid dar kaha hai
Chand sitare nikle hue hai
Jalwe hasi charo taraf bikhre hue hai
Chand sitare nikle hue hai
Jalwe hasi charo taraf bikhre hue hai
Jispe fida dil hai tera
Jispe fida dil hai tera
Uska nam lele sajan uska nam lele
Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Husn jawan ishq jawan
Jhum rahe dono jaha
Jindagi hai tere liye
Kuchh to maja lele.