Sunday, 19 August 2018
Apne Yaad Dilaya Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Apne Yaad Dilaya Song Lyrics
Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya
Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada
Thaa koi gam ka saaya
Apne yaad dilaya
Mai bhi kyaa chiz hun
Khaaya thaa kabhi tir koi
Dard ab jaa ke uthaa
Chot lage der hui
Tumako hamdard jo paya
To mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada
Thaa koi gam ka saaya
Apne yaad dilaya
Mai zami par hun na
Samjha na parkhna chaha
Aasman par ye kadam
Jhum ke rakhanaa chaha
Aaj jo sar ko jhukaya
To mujhe yaad aaya
Ke mere dil pe pada
Thaa koi gam ka saaya
Apne yaad dilaya
Maine bhi soch liya
Sath nibhane ke liye
Dur tak aaungi me
Tumko manane ke liye
Dil ne ahesas dilaya
To muje yaad aaya
Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya
Apne yaad dilaya
To mujhe yaad aaya.
Ab Kya Misaal Doon Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Ab Kya Misaal Doon Song Lyrics
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon
Chehre main ghul gaya hai
Haseen chandni ka noor
Aankhon mein hai chaman
Ki jawan raat ka suroor
Gardan hai ek jhuki hui
Daali daali gulab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Ab kya misaal doon
Gesu khule to shaam
Ke dil se dhuan uthe
Chhule kadam to jhuk
Ke na phir aasman uthe
Sau baar jhilmilaye shama
Shama aaftab ki
Ab kya misaal doon
Deewar o dar ka rang
Yeh aanchal yeh pairhan
Ghar ka mere chirag hai
Boota sa yeh badan
Tasveer ho tumhi mere
Jannatjannat ke khwab ki
Ab kya misaal doon main
Tumhare shabaab ki
Insaan ban gayee hai kiran
Mahtaab ki ab kya misaal doon.
Tere Bin Sajan Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Tere Bin Sajan Song Lyrics
Tehe barbar tohe kya samjhyaye
Meri payal ki jhankar
Tehe barbar tohe kya samjhyaye
Meri payal ki jhankar
Bar bar tohe kya samjhyaye
Bar bar tohe kya samjhyaye
Payal ki jhankar kya
Tere bin sajan laage na jiya hamar
Tere bin sajan laage na jiya hamar
Chhup chhup ke karata hai
Ishare chanda sau sau bar kya
Aa tohe sajani le
Chalu nadiyan ke paar
Tere bin sajan laage na jiya hamar
Chalate chalate ruk
Gaye kyon sajan mere
Chalate chalate ruk
Gaye kyon sajan mere
Milate milate jhuk
Gaye kyon nayan tere
Jhuke jhuke nayana karte hai
Jhuke jhuke nayana karte
Hai tumase ye ikrar kya
Tere bin sajan laage na jiya
Hamar aa tohe sajani le
Chalu nadiyan ke paar
Darya upar chandani
Aayi sambhal sambhal
Darya upar chandani
Aayi sambhal sambhal
Inn lehron par dil mera
Gaya machal machal
Ek baat kaheta hoon tumse
Ek baat kaheta hoon
Tumse na karna inkar kya
Aa tohe sajani le
Chalu nadiyan ke paar
Tere bin sajan laage na jiya hamar
Na bite yeh raat hum milate hi rahe
Bas taro ki chanv me chalate hi rahe
Nam tera le lekar gaye
Nam tera le lekar gaye
Dhadkan ka har taal kya
Tere bin sajan
Laage na jiya hamar
Bar bar tohe kya
Samjhyaye payal ki jhankar
Tere bin sajan laage na jiya
Hamar aa tohe sajani le
Chalu nadiyan ke paar.
Kabhi To Milegi Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Kabhi To Milegi Song Lyrics
Kabhi to milegi, kahi to milegi
Bahaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi
Kabhi to milegi, kahi to milegi
Bahaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi
Lambi sahi dard ki raahein
Dil ki lagan se kaam le
Aankhon ke is toofaan ko pee ja
Aahon ke baadal thaam le
Door to hai par, door nahi hai
Door to hai par, door nahi hai
Nazaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi
Aa ha ha haa, la laa, la la la, aah ha ha ha ha
Maana ki hai gehara andhera
Gum hai dagar ki chaandani
Maili na ho dhundhali pade na
Dekh nazar ki chaandani
Daale hue hai, raat ki chaadar
Daale hue hai, raat ki chaadar
Sitaaron ki manzil raahi
Bahaaron ki manzil raahi.
Wo Tir Dil Pe Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Wo Tir Dil Pe Song Lyrics
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Haay kisi ki aankh me
Jaadu teri zubaan me hai
Kisi ki aankh me jaadu
Teri zubaan me hai
Nazar me aate hi tum
To jigar me aaye sanam
Jigar me aaye to dil ki
Taraf badhaae qadam
Kahi thaharati nahi
Jo usi adaa ki qasam
Kahi thaharati nahi
Jo usi adaa ki qasam
Usi adaa ki qasam
Zami pe hai vahi bijali
Jo aasamaan me hai
Haay kisi ki aankh me
Jaadu teri zubaan me hai
Ye maanaa rang mohabbat
Ke ho chale gahare
Magar labo pe hai
Tale dilo pe hai pahare
Jo beqaraar ho dil se
Kahi wo kyaa thahare
Jo beqaraar ho dil se
Kahi wo kyaa thahare
Kahi wo kyaa thahare
Abhi to husn mohabbat
Ke imtahaan me hai
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai
Tumhaari aankho ke aage
Ye din ye raat kahaan
Gulo ki shaakh kahaan
Ek sanam kaa haath kahaan
Hasin dekhe hazaaro
Magar ye baat kahaan
Hasin dekhe hazaaro
Magar ye baat kahaan
Magar ye baat kahaan
Ye baat aur hai jo
Teri aanabaan me hai
Kisi ki aankh me jaadu
Teri zubaan me hai
Wo tir dil pe chalaa jo
Teri kamaan me hai.
Na Bhanwra Na Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Na Bhanwra Na Song Lyrics
Na bhanwara na koyi gul
Akela hu main tera bul bul
Hai ek tanahayi meri
Jaan mere jaha me aa
Mere jaha me rangobu
Kahi par hansi kahi aansu
Yeh bata saudayi main
Yeh zindagi bhula du kya
Ulfat ki hai yaha bu bas
Mann me lagi labo par pyas
Mann me lagi labo par pyas
Chandi sona ho na
Ho dil hai apne paas
Meri duniya aur hasin hai
Yaha danga shor nahi hai
Hai ek tanhayi meri
Jaan mere jaha me aa
Na bhanwara na koi gul
Akela hu main tera bul bul
Hai ek tanhayi meri
Jaan mere jaha me aa
Tera jaha hai jiska nam
Gham ki subah dukho ki sham
Ho no no no maamuli si
Bat pe ladna isaka kam
Phir bhi yeh sab hain apne
Mil jul kar dekhe sapne
Yeh bata saudayi main
Yeh zindagi bhula du kya
Mere jaha me rangobu
Kahi par hansi kahi aansu
Yeh bata saudayi main
Yeh zindagi bhula du kya
Na bhanwara na koyi gul
Akela hu main tera bul bul
Hai ek tanahayi meri
Jaan mere jaha me aa.
Bane Ho Ek Khak Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Bane Ho Ek Khak Song Lyrics
Bane ho ek khaak se to
Dur kya qarib kya
Bane ho ek khaak se to
Dur kya qarib kya
Bane ho ek khaak se to
Dur kya qarib kya
Lahu ka rang ek
Hai amir kya garib
Kya bane ho ek khaak se
Wohi he jaan wo hi tan
Kahaan talaq chhupaaoge
Wohi he jaan wo hi tan
Kahaan talaq chhupaaoge
Pahan ke reshami libaaz
Tum badal na jaaoge
Ke ek jaat hai sabhi
Ke ek jaat hai sabhi
To baat hai ajib to
Lahu ka rang ek hai
Amir kya garib kya
Bane ho ek khaak se
Garib hai wo isaliyeke
Tum amir ho gaye
Ke ek baadashaah huaa
To sau fakir ho gaye
Khataa ye hai samaaja ki
Khataa ye hai samaaja ki
Bhalaa buraa nasib kya
Lahu ka rang ek hai
Amir kya garib kya
Bane ho ek khaak se
Jo ek ho to kyun naa
Phir dilo ka dard baant lo
Jo ek ho to kyun naa
Phir dilo ka dard baant lo
Lahu ki pyaas baant lo
Ruko ki dard baant lo
Laga lo sabko tum gale
Laga lo sabko tum gale
Habib kya raqib kya
Lahu ka rang ek hai
Amir kya garib kya
Bane ho ek khaak se.
Aaja Aaja Aaja Re Balam Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Aaja Aaja Aaja Re Balam Song Lyrics
Aaja aaja
Aaja re balam
Waada kar ke tu
Kabhi utthte hain
Kabhi jhukte hain
Yeh naina be-qaaboo
Arey na jaa naa jaa
Na jaa re sanam
Dil hai be-qaboo
Main bhi to hoon sunder
Nahi koyi bandar
To kyun bhaage hai tu
Bal khaaye kaali kaali
Lat waale
Meri paayal pukaare tohe
Chhamm chhamm
Meri paayal pukaare tohe
Chhamm chhamm
Ham bhi hai tere matwaale
Sun kahe rangeela mausam
Sun kahe
Rangeela mausam
Sainyaaji ko paati
To phir dikhlaati
Yeh mausam ka jaadoo
Oh ho na jaa naa jaa
Na jaa re sanam
Dil hai be-qaboo
Main bhi to hoon sunder
Nahi koyi bandar
To kyun bhaage hai tu
Kar gayaa hai waada to
Nibhaata
Gar usse muhobbat hoti
Gar usse muhobbat hoti
Nashaa yeh utaara nahin jaata
Jagti hoon kabhi main sotee
Jagti hoon kabhi main sotee
Nashaa hai to gaayen
Zaraa lehraayen
Kahen yaahoo
Yaaahooo
Aaja aaja
Aaja re balam
Waada kar ke tu
Kabhi utthte hain
Kabhi jhukte hain
Yeh naina be-qaboo.
Pyaar Ki Boliyaan Bolti Lyrics - Aarti (1962)
Movie/album: Aarti (1962)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri
Music Composer: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Music Director: Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director: Phani Majumdar
Music Label: Ultra
Starring: Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar, Shashikala
Release on: 9th September, 1962
Pyaar Ki Boliyaan Bolti Song Lyrics
Uyi maan haan ho o
Pyaar ki boliyaan bolti
Main to jaati thhi hansti dolti
Dank bichhua ne maara re haaye
Uyi maan uyi maan uyi maan aa
Uyi maan uyi maan uyi maan ho o
Tadpa dil bechain ka
Chadha mujhko zehar tere nain ka
Kiya kaisa ishaara re haaye
Uyi maan uyi maan uyi maan aa
Uyi maan uyi maan uyi maan
Gori lachak lachak chale
Gori lachak lachak chaley
Gori lachak lachak chaley
Gori lachak lachak chaley
Kaah karoon haaye
Mose na chala jaaye
Balam zara de do sahaara
Kaah karoon haaye
Mose na chala jaaye
Balam zara de do sahaara
Yahi dekh ada
Huyi jaan fida
O yahi dekh ada hoy
Ke huyi jaan fida hoy
Ke isi nakhre ne maara re hoy hoy hoy
Uyi maan uyi maan uyi maan aa
Uyi maan uyi maan uyi maan
Yoonhi giri chham se
Ke pyaar hua hamse
Bata de gori kaahe pukaara
Yoonhi giri chham se
Ke pyaar hua hamse
Bata de gori kaahe pukaara
Nazar tumse mili
Badhi dil ki lagi
Nazar tumse mili ho
Ke badhi dil ki lagi ho
Ke jiya roya bechaara re haaye
Uyi maan uyi maan uyi maan aa
Uyi maan uyi maan uyi maan ho ho
Pyaar ki boliyaan bolti
Main to jaati thhi hansti dolti
Dank bichhua ne maara re haaye
Uyi maan uyi maan uyi maan aa
Uyi maan uyi maan uyi maan.