Saturday, 25 August 2018
Tere Bina Suni Suni Lage Re Lyrics - Koel (1959)
Movie/album: Koel (1959)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Khawaja Khurshid Anwar
Music Director: Khawaja Khurshid Anwar
Director: Masud Pervaiz
Music Label: Saregama
Starring: Allauddin, Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan, Ghulam Mohammad, Aslam Pervaiz
Release on: 25th December, 1959
Tere Bina Suni Suni Lage Re Song Lyrics
Tere bina
Tere bina suni suni lage re
Tere liye
Tere liye meri tarah jage re
Chandani raat chandani raat
Tere bina
Chhin liya kyun sath sahara
Kya tha sajana dosh hamara
Chhod diya kyun hath pakadake
Tod diya kyun sath
Chandani raat chandani raat
Tere bina suni suni lage re
Bhul gaye ho kaule wafa ke
Nain churaye chain chura ke
Abb kyun tum ne pher li najare
Aisi thi kya bat
Chandani raat chandani raat
Tere bina suni suni lage re.
Dil Ka Diya Jalaya Lyrics - Koel (1959)
Movie/album: Koel (1959)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Khawaja Khurshid Anwar
Music Director: Khawaja Khurshid Anwar
Director: Masud Pervaiz
Music Label: Saregama
Starring: Allauddin, Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan, Ghulam Mohammad, Aslam Pervaiz
Release on: 25th December, 1959
Dil Ka Diya Jalaya Song Lyrics
Dil ka diya jalaya
Maine dil ka diya jalaya
Tujhko kahi na paya
Dil ka diya jalaya
Maine dil ka diya jalaya
Tujhko kahi na paya
Kahi na behala dil bechara
Kahi mila na mujhko sahara
Aas ke tare dube sare
Ghor andhera chhaya
Tujhko kahi na paya
Dil ka diya jalaya
Maine dil ka diya jalaya
Bit gaya hai ek jamana
Kahi mila na teraa thikana
Tak tak hare nain bechare
Kuchh bhi najar na aaya
Tujhko kahi na paya
Tujhko kahi na paya
Dil ka diya jalaya
Dil ka diya jalaya
Maine dil ka diya bujhaya.
Maine Tujhase Pyar Lyrics - Koel (1959)
Movie/album: Koel (1959)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Khawaja Khurshid Anwar
Music Director: Khawaja Khurshid Anwar
Director: Masud Pervaiz
Music Label: Saregama
Starring: Allauddin, Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan, Ghulam Mohammad, Aslam Pervaiz
Release on: 25th December, 1959
Maine Tujhase Pyar Song Lyrics
O bewafa o bewafa
Maine tujhase pyar
Kyun kiya o bewafa
Maine tujhase pyar
Kyun kiya o bewafa
Tera aitabar kyun
Kiya kyun kiya
Maine tujhase pyar
Kyun kiya o bewafa
Dil pe lakh gham sahe
Par kabhi na aah ki
Maine tere pyar mein
Zindagi tabah ki
Dil pe lakh gham sahe
Par kabhi na aah ki
Maine tere pyar mein
Zindagi tabah ki phir
Bhi too mera na ho saka
O bewafa o bewafa
Maine tujhase pyar
Kyun kiya o bewafa
Tera aitabar kyun
Kiya kyun kiya
Maine tujhase pyar
Kyun kiya o bewafa
Maine apni har khushi
Tere gham pe war di
Tere intajar mein
Zindagi gujar di
Maine apni har khushi
Tere gham pe war di
Tere intajar mein
Zindagi gujar di too
Bhi mujhako de gaya daga
O bewafa o bewafa.
Tere Bina Suni Suni Lage Re Lyrics - Koel (1959)
Movie/album: Koel (1959)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Khawaja Khurshid Anwar
Music Director: Khawaja Khurshid Anwar
Director: Masud Pervaiz
Music Label: Saregama
Starring: Allauddin, Mohammad Hanif Azad, Noor Jehan, Ghulam Mohammad, Aslam Pervaiz
Release on: 25th December, 1959
Tere Bina Suni Suni Lage Re Song Lyrics
Tere bina
Tere bina suni suni lage re
Tere liye
Tere liye meri tarah jage re
Chandani raat chandani raat
Tere bina
Chhin liya kyun sath sahara
Kya tha sajana dosh hamara
Chhod diya kyun hath pakadake
Tod diya kyun sath
Chandani raat chandani raat
Tere bina suni suni lage re
Bhul gaye ho kaule wafa ke
Nain churaye chain chura ke
Abb kyun tum ne pher li najare
Aisi thi kya bat
Chandani raat chandani raat
Tere bina suni suni lage re.
Friday, 24 August 2018
Tum Bhi Bhula Do Lyrics - Jugnu (1947)
Movie/album: Jugnu (1947)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Feroz Nizami
Music Director: Feroz Nizami
Director: Shaukat Hussain Rizvi
Music Label: Saregama
Starring: Dilip Kumar, Noorjehan, Shashikala
Tum Bhi Bhula Do Song Lyrics
Tum bhi bhula do main bhi bhula doon
Tum bhi bhula do main bhi bhula doon
Pyar purane guzare zamaane
Pyar purane guzare zamaane
Guzare zamaane
Tum bhi bhula do
Chandani raaten aur nadi kinaara
Pyaar ki baaten aur pyaar hamara
Bhul saken na phir bhi bhula den
Beet chuke hain din jo suhane
Guzare zamaane
Tum bhi bhula do
Gar apana tumhen ham bana na sake
Mat samajho ye preet nibha na sake
Ham duniya se majabur huye
Tum aur bhi ham se door huye
Dard na jaana reet na samajhi
Yun lage aur ab tadapaane
Guzare zamaane
Tum bhi bhula do main bhi bhula doon.
Aaja Meri Barbaad Mohabbat Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Aaja Meri Barbaad Mohabbat Song Lyrics
Aaja aaja aaja meri barbaad
Mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigdi huyi
Taqdeer sanwaare
Aaja aaja aaja meri barbaad
Mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigdi huyi
Taqdeer sanwaare
Aaye bhi na the khushk huye
Aankhon mein aansoo
Haay aankhon mein aansoo
Aaye bhi na the khushk huye
Aankhon mein aansoo
Haay aankhon mein aansoo
Nikle bhi na the lut
Gaye armaan bechaare
Hai kaun jo bigdi
Huyi taqdeer sanwaare
Anjaame mohabbat
Humen maaloom hai lekin
Humen maaloom hai lekin
Anjaame mohabbat
Humen maaloom hai lekin
Humen maaloom hai lekin
Lete hain tere ghum
Mein umeedon ke sahaare
Hai kaun jo bigdi
Huyi taqdeer sanwaare
Tha dil ko faqat teri
Mohabbat ka sahaara
Mohabbat ka sahaara
Tha dil ko faqat teri
Mohabbat ka sahaara
Mohabbat ka sahaara
Humne isi umeed pe
Din apne guzaare
Hai kaun jo bigdi
Huyi taqdeer sanwaare
Aaja aaja aaja meri barbaad
Mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigdi
Huyi taqdeer sanwaare.
Aawaaz De Kahaan Hai Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Noor Jehan, Surendra Nath
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Aawaaz De Kahaan Hai Song Lyrics
Aawaaz de kahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aabaad mere dil mein
Ummeed kaa jahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai
Aa raat jaa rahi hai yoon
Jaise chaandni ki
Baaraat jaa rahi hai
Aa raat jaa rahi hai yoon
Jaise chaandni ki
Baaraat jaa rahi hai
Chalne ko ab falak se
Taaron kaa kaarwaan hai
Chalne ko ab falak se
Taaron kaa kaarwaan hai
Aise mein tu kahaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai
Kismat pe chhaa rahi hai
Kyun raat ki siyaahi
Kismat pe chhaa rahi hai
Kyun raat ki siyaahi
Veeraan hai meri neenden
Taaron se le gawaahi
Veeraan hai meri neenden
Taaron se le gawaahi
Barbaad main yahaan hoon
Aabaad tu kahaan hai
Barbaad main yahaan hoon
Aabaad tu kahaan hai
Bedard aasmaan hai
Duniyaa meri jawaan hai
Aawaaz de kahaan hai
Aawaaz de kahaan hai.
Ab Kaun Hai Mera Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Surendra Nath
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Ab Kaun Hai Mera Song Lyrics
Ab kaun hai mera
Kaho ab kaun hai mera
Ab kaun hai mera
Kaho ab kaun hai mera
Fariyaad hai
Fariyaad hai taqdeer ne
Lootaa hai basera
Mera lootaa hai basera
Barbaad hai dil ujdaa
Hai aashao ka mela
Hoon jag mein akela
Barbaad hai dil
Barbaad hai dil ujdaa
Hai aashao ka mela
Hoon jag mein akela
Ujdi huyi basti mein hai
Ujdi huyi basti mein hai
Har oar andheraa
Ab kaun hai mera
Kya khatm na honge
Kabhi ye gham ke fasaane
Furqat ke zamaane
Kya khatm na honge
Kabhi ye gham ke fasaane
Furqat ke zamaane
Kahte hain har ek raat ka
Kahte hain har ek raat
Ka hotaa hai sawera
Ab kaun hai mera
Toone mujhe lootaa
Teri duniyaa ne sataya
Toone mujhe lootaa
Teri duniyaa ne sataya
Teri duniyaa ne sataya
Ab tu hi bata kya yahi
Ab tu hi bata kya yahi
Insaaf hai tera
Ab kaun hai mera
Ab kaun hai mera kaho
Ab kaun hai mera
Fariyaad hai
Fariyaad hai taqdeer ne
Lootaa hai basera
Mera lootaa hai basera
Fariyaad hai.
Jawan Hai Mohabbat Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Jawan Hai Mohabbat Song Lyrics
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Mohabbat kare khush
Rahen muskuraayen
Khush rahen muskuraayen
Na soche hamen kya
Kahega zamana
kya Kahega zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Abhi tak mujhe yaad
hai wo Kahaani
Yaad hai wo kahaani
Na bhoolegaa bachpan ka
Rangeen zamana
Haan rangeen zamana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne khushi
Ka khazana
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Yahaan aankhon aankhon
Mein baaten huyi hain
Kisine na dekha
kisine na Jana
Haan kisine na Jana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Tum aaye ke bachapan
Meraa laut aaya Laut aaya
Milaa hai mujhe
zindagi ka Bahana
Zindagi ka Bahana
Jawan hai mohabbat
Haseen hai zamana
Lutaaya hai dil ne
khushi Ka khazana.
Kya Mil Gaya Bhagwan Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Kya Mil Gaya Bhagwan Song Lyrics
Kya mil gaya bhagwan
Kya mil gaya bhagwan
Tumhen dil ko dukhaake
Armaaon ki nagri mein
Meri aag lagaake
Kya mil gaya bhagwan
Kya mil gaya bhagwan
Tumhen dil ko dukhaake
Armaaon ki nagri mein
Meri aag lagaake
Ham soch rahe the
Kabhi dil dil se milenge
Jeevan mein mohabbat
Ke kabhi phool khilenge
Ye kya thi khabar tum
Ko naa aayegi daya bhi
Rakh doge kisi din
Meri duniya ko mitaake
Armaaon ki nagri mein
Meri aag lagaake
Kya mil gaya bhagwan
Aakaash hi dushman nahin
Dushman hai zameen bhi
Dukh dard ke maare ko nahin
Chain kahin bhi
Chain kahin bhi
Is jeene se ab maut hi
Aajaaye to achhaa
Jab chhoot gaya haath un ka
Mere haathon mein aake
Armaano ki nagri mein
Meri aag lagaake
Kya mil gaya bhagwan
Maaloom na tha
Khaaq mein mil
Jaayenge ek dil
Khud apni hi ham aag mein
Jal jaayenge ek dil
Tumse to ye ummeed
Na thi jal ke khewaiyyaa
Naiya ko dubo doge
Kinaare pe hi laake
Armaano ki nagri mein
Meri aag lagaake
Kya mil gaya bhagwan
Kya mil gaya bhagwan
Tumhen dil ko dukhaake
Armaano ki nagri mein
Meri aag lagaake.
Kyun Yaad Aa Rahe Hain Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Surendra Nath
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Kyun Yaad Aa Rahe Hain Song Lyrics
Kyun yaad aa rahe hain
Guzare huye zamaane
Ye dukh bhare fasaane
Rote huye taraane
Kisko sunaa rahe hain
Kyun yaad rahe hain
Kyun muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansoo bahaa rahe hain
Kyun muskuraa rahe hain
Dekho agar to samjho
Aansoo bahaa rahe hain
Kyun yaad aa rahe hain
Guzre huye zamaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyon hichkiyon ki mehfil
Gaate hain gham ke gaane
Kyaa baat hai na jaane
Kyon hichkiyon ki mehfil
Gaate hain gham ke gaane
Hum bhor ke diye hain
Hum bhor ke diye hain
Bujhte hi jaa rahe hain
Kyun yaad aa rahe hain
Guzre huye zamaane.
Man Letaa Hai Angdaayi Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Man Letaa Hai Angdaayi Song Lyrics
Man letaa hai angdaayi
Jeevan pe jawaani chhaayi
Man letaa hai angdaayi
Man letaa hai angdaayi
Jeevan pe jawaani chhaayi
Man letaa hai angdaayi
Hothon ne muskaanaa seekhaa
Nainon ne sharmaanaa
Haan nainon ne sharmaanaa
Hothon ne muskaanaa seekhaa
Nainon ne sharmaanaa
Haan nainon ne sharmaanaa
Har dhadkan gaati hai man ki
Ek anokhaa gaanaa
Har dhadkan gaati hai man ki
Ek anokhaa gaanaa
Phir yaad kisiki aayi
Jeevan pe jawaani chhaayi
Man letaa hai angdaayi
Meri ek naa maane manwaa
Ho manwaa
Kartaa hai manmaani
Meri ek naa maane manwaa
Kartaa hai manmaani
Binaa hindole jhool rahi hai
Meri mast jawaani
Binaa hindole jhool rahi hai
Meri mast jawaani
Rut piyaa milan ki aayi
Jeevan pe jawaani chhaayi
Man letaa hai angdaayi
Man letaa hai angdaayi
Jeevan pe jawaani chhaayi
Man letaa hai angdaayi.
Mere Bachpan Ke Saathi Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Noor Jehan
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Mere Bachpan Ke Saathi Song Lyrics
Mere bachpan ke sathi
Mujhe bhool na jana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana
Mere bachapan ke sathi
Mujhe bhool na jana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana
Gham furqat ke sah na sakoongi
Sah na sakoongi
Roungi kuchh kah na sakungi
Dushman hai sara jahan
Dushman hai sara jahan
Jaun kahan han
Teri ulfat hai jeene ka bas ik bahana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana
Rat guzarun gin gin tare
Gin gin tare
Kaise aun pas tumhare
Tum ho kahin main kahin
Tum ho kahin main kahin
Chain nahin ho
Haye duniya ne dil ka
Mere gham na jana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana
Koyi dil ka dard na jane
Dard na jane
Apne bhi ab hai begane
Ro ro ke kahta hai dil
Ro ro ke kahta hai dil
A sajan mil ho
Bas itna hi sun le
Mera hai fasana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana
Mere bachpan ke sathi
Mujhe bhool na jana
Dekho dekho hanse na
Zamana hanse na zamana.
Socha Tha Kya Kya Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Socha Tha Kya Kya Song Lyrics
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Apna jise samjhe thhe ham
Afsos wo apna naa tha
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Gairon ki inmein kya khataa
Karte hain apnon se gilaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Ai dil naa ro ai dil naa ro
Hairaan naa ho hona tha jo
Wo ho gaya
Rone se ab kya faaydaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Jo kuchh bhi
Dekha khwaab tha
Is khwaab ko ab
Bhool jaa bhool jaa
Kya ho gaya kya ho gaya
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya
Apna jise samjhe thhe ham
Afsos wo apna naa tha
Socha tha kya kya
Ho gaya kya ho gaya.
Tera Khilaunaa Tootaa Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Tera Khilaunaa Tootaa Song Lyrics
Teraa khilaunaa tootaa baalak
Teraa khilaunaa tootaa
Teraa khilaunaa tootaa baalak
Teraa khilaunaa tootaa
Hai kismat ne loota tujhko
Hai kismat ne loota
Teraa khilaunaa tootaa
Gagan pe baithaa khel niraale
Khele khelanhaar
Dekho logon kathputli kaa
Naatak hai sansaar
Ham tum hain sab khel khilaune
Meethe kadwe aur salone
Khelo bachchon le lo bachchon
Do kaudi mein biktaa hai insaan
Le lo bholaa saa bhagwaan
Le lo bhookhaa hindustaan
Le lo ye made in japan
Ye hai lallu ye hai gyaan
Ye hai kalluu ye hai praan
Tu kyun rotaa chandarbhaan
Maa ne peetaa meri jaan
Na ho ro ro ke halkaan
Tu hai bhaarat ki santaan
Le le tu ye teer kamaan
Mere pyaare pahalwaan
Bachaale apne ghar ki shaan
Pi le beedi khaa le paan
Mere khilaune do do aane
Khelo bachchon le lo bachchon
Laayaa hoon main
Kaagaz kaa gulbootaa
Teraa khilaunaa tootaa
Teraa khilaunaa tootaa baalak
Teraa khilaunaa tootaa
Hai kismat ne loota tujhko
Hai kismat ne loota
Teraa khilaunaa tootaa
Gagan pe baithaaa khel niraale
Khele khelanhaar
Dekho logon kathputli kaa
Naatak hai sansaar.
Udan Khatole Pe Ud Jaaun Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Udan Khatole Pe Ud Jaaun Song Lyrics
Udan khatole pe ud jaaun
Tere haath naa aaun
Haan aan aan
Tere haath naa aaun
Udan khatole pe ud jaaun
Tere haath naa aaun
Haan aan aan
Tere haath naa aaun
Door door se karoon ishaare
Aur tujhko tarsaaun
Chandaa ki khidki se jhaankoon
Jhaankoon aur chhip jaaun
Udan khatole pe ud jaaun
Tere haath naa aaun
Haan aan aan
Tere haath naa aaun
Ho o o o aayen
Aayen aur guzarti jaayen
Lambi oonchi neechi raahen
Galiyaan aur baazaar
Haan aan aan
Galiyaan aur baazaar
Meraa pahiyaa
Meraa pahiyaa aise bhaage
Jaise motor car
Bhaage sab sansaar
Bhaage sab sansaar
Sooraj bhaage chandaa bhaage
Andhiyaaraa ujiyaaraa bhaage
Dharti daude peechhe ko
Main aage badhti jaaun
Teraa haath pakad ke tujhko
Door kahin le jaaun
Main phir bhi haath na aaun
Phir bhi haath na aaun
Udan khatole pe ud jaaun
Tere haath naa aaun
Haan aan aan
Tere haath naa aaun.
Main Dil Mein Dard Basaa Laayi Lyrics - Anmol Ghadi (1946)
Movie/album: Anmol Ghadi (1946)
Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists: Tanvir Naqvi
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Mehboob Khan
Starring: Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
Main Dil Mein Dard Basaa Laayi Song Lyrics
Main dil mein dard basaa laayi
Nainon se nain milaa aayi
Unko apne man ki baaten
Bina kahe samjhaa aayi
Unko apne man ki baaten
Bina kahe samjhaa aayi
Main dil mein
Main dil mein dard basaa laayi
Nainon se nain milaa aayi
Pyaar se koi dekh rahaa thaa
Main sahmi ghabraayi
Dhalki mori dhaani chunariyaa
Li main ne angdaayi
Pyaar se koi dekh rahaa thaa
Main sahmi ghabraayi
Dhalki mori dhaani chunariyaa
Li maine angdaayi
Bin dekhe sharmaayi
Main man kaa,
Main man kaa chain lutaa aayi
Nainon se nain milaa aayi
Main dil mein, main dil mein
Dard basaa laayi
Nainon se nain milaa aayi
Dil se uthi lahar khushi ki
Ang ang lahraayi han haan
Dil se uthi lahar khushi ki
Ang ang lahraayi
Kali mere joban ki chatki
Kali mere joban ki chatki
Phool bani muskaayi
Main jeevan,
Main jeevan geet sunaa aayi
Nainon se nain milaa aayi
Main dil mein, main dil mein
Dard basaa laayi
Nainon se nain milaa aayi.