lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Jaan Ki Baazi (1985). Show all posts

Saturday, 11 August 2018

Bambai Ne Paida Kiya Lyrics - Jaan Ki Baazi (1985)

No comments :




Movie/album: Jaan Ki Baazi (1985)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Anjaan

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Ajay Kashyap

Music Label: Venus

Starring: Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

Release on: 25th October, 1985


Bambai Ne Paida Kiya Song Lyrics


Hain apun kaun bambaiya
Hain apun kaun bambaiya
Katai wandi katai wandi
Katai wandi katai wandi
Katai wandi katai wandi
Hain bambai ne paida kiya
Bambai ne bada kiya
Bambai ne khana diya
Bambai ne pina diya
Hai bambai ne paida kiya
Bambai ne bada kiya
Bambai ne khana diya
Bambai ne pina diya
Phir bhi dil nikla harjai
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya
Hay dhonse wali ne dil le liya
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya
Hain apun kaun bambaiya
Hain apun kaun bambaiya

Kora kora kora
Chikna badan tera
Dekha tujhe to dil
Phisal gaya mera
Bali umar teri
Solah baras waali
Patli kamar teri
Phoolo ki hain daali
Bambai ki ladkiyo mein
Husn kuch kam nahin
Hum ko na pasand kare
Unme itna dum nahin
Phir bhi dil mein to samai
Jalwo ka rasam haay haay
Jalwo ka rasam pila ke mujhe
Ek upme waali ne dil le liya
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya
Hain apun kaun bambaiya
Hain apun kaun bambaiya

Aankho mein hain gussa
Hotho pe hain gaali
Tune suna hoga
Hasi to wo phasi
Upar upar naram
Andar andar garam
Picha karenge hum
Tera janam janam
Hum se tuje chhine koi
Kisi mein wo dum nahin
Hum ne kasam li hain yahan
Tu nahin to hum nahin
Tujpe jaan humne lootai
Chahat ki chatni haay haay
Chahat ki chatni chata ke mujhe
Ek idli waali ne dil le liya
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya
Hain apun kaun bambaiya
Hain apun kaun bambaiya

Hay amma hay amma
De de mujhe de de
Pyar ki nishani
Hogi teri hogi badi mehrbaani
Bambaiya raja madhrasan rani
Tere mere aage duniya bhare paani
Bambai madhrash ka
Ye hona tha sangam yahin
Jaan rahin ya na rahe
Hoga pyar kam nahin
Tauba ye tauba duhaai
Kanjiwaram kanjiwaram
Kanjiwaram se riza ke mujhe
Haay nakhre waali ne dil le liya
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya

Hain bambai ne paida kiya
Bambai ne bada kiya
Bambai ne khana diya
Bambai ne pina diya
Phir bhi dil nikla harjai
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya
Pyar ka sambhar khila ke mujhe
Dhonse wali ne dil le liya.


Mujhko Khuda Mil Gaya Lyrics - Jaan Ki Baazi (1985)

No comments :




Movie/album: Jaan Ki Baazi (1985)

Singers: Asha Bhosle, Shabbir Kumar

Song Lyricists: Anjaan

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Ajay Kashyap

Music Label: Venus

Starring: Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

Release on: 25th October, 1985


Mujhko Khuda Mil Gaya Song Lyrics


Chilaane ko dil chahae
Kyun chahe kyun chahe
Are gaane ko dil chahe
Kyun chahe kyun chahe
Haay lot jaane ko dil chahe
Kyun chahe kyun chahe
Oo mit jaane ko dil chahe
Kyun chahe kyun chahe

Chilaane ko dil chahae are gaane
Ko dil chahe lot jaane ko dil chahe
Mit jaane ko dil chahe
Chilaane ko gaane ko
Lot jaane ko mit jaane ko dil chahe
Mujko khuda mil gaya oye
Oye mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya oye
Oye mera khuda mil gaya

Bhulegi na umra bhar
Masti bhari wo nazar
Dil pe hua kya asar
So na saka raat bhar
Bhulegi na umra bhar
Masti bhari wo nazar
Dil pe hua kya asar
So na saka raat bhar
Chori chori tera aana
Aana jaana aankh milana
Aankh milake kuch sarmana
Kuch sarmake kuch ghabhrana
Kuch ghabhrake phir muskana
Dil na kese ho deewana

Pucho na kya mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya
Mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya

Ye kho gaya main kahaa
Ye kaun sa hain jaaha
Paanv tale na jami baaho
Main hain aasman
Ye kho gaya main kahaa
Ye kaun sa hain jaaha
Paanv tale na jami baaho
Main hain aasman

Kafir ye madhos jawani
Ek din ho jaaye deewani
Isq ka hain dariya tooffani
Rooke na ruke chadi ravani
Dilwaalo ne kiski maani
Dil to karta hain mann maani
Jo chaha tha mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya
Mera khuda mil gaya oye oye
Mujko khuda mil gaya.


Baba Main To Tun Ho Gaya Lyrics - Jaan Ki Baazi (1985)

No comments :




Movie/album: Jaan Ki Baazi (1985)

Singers: Amit Kumar, Asha Bhosle

Song Lyricists: Anjaan

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Ajay Kashyap

Music Label: Venus

Starring: Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

Release on: 25th October, 1985


Baba Main To Tun Ho Gaya Song Lyrics


Aaj raat ko dil ki baat ho
Aaj raat ko dil ki baat ho
Ye laal sarbat mein kya milaya
Bula ke ghar kya mujhe pilaya
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main to
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya

Saari raat ho khul ke baat ho
Saari raat ho khul ke baat ho
Azab hai tera bambai ka paani
Do ghunt pee ke jhume jawani
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main bhi
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi

Haath kyun lagaya
Bheege badan ko
Jaane ye kya saraara
Chhu gaya mere mann ko
Lipta hai aise mujse
Tera badan gulabi
Seene se laga le jaise
Botal koi sarabi
Giri giri giri giri
Mujko sambhalo
Gira gira gira gira
Mujhko sambhalo
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main to
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi

Aise na dekh mujhko
Har saans jhoomti hain
Dil dagmaga rah hain
Saari duniya ghoomti hain
Dil chahata hain tere
Itne kareeb aau
Tujko gale laga ke
Tujh mein hi doob jaau
Giri giri giri giri
Mujko sambhalo
Gira gira gira gira
Mujhko sambhalo
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main to
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi

Aaj raat ko dil ki baat ho
Aaj raat ko dil ki baat ho
Ye laal sarbat mein kya milaya
Bula ke ghar kya mujhe pilaya
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya
Baba main to tun ho gaya
Ho baba ton ho gaya

Saari raat ho khul ke baat ho
Saari raat ho khul ke baat ho
Azab hain tera bambai ka paani
Do ghunt pee ke jhume jawani
Chad gayi chad gayi chad gayi
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi
Baba main bhi tun ho gaya
Ha baba tun ho gayi.


Teri Yaad Aa Gayi Lyrics - Jaan Ki Baazi (1985)

No comments :



Movie/album: Jaan Ki Baazi (1985)

Singers: Asha Bhosle, Mohammed Aziz

Song Lyricists: Anjaan

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Ajay Kashyap

Music Label: Venus

Starring: Sanjay Dutt, Anita Raj, Anuradha Patel

Release on: 25th October, 1985


Teri Yaad Aa Gayi Song Lyrics

Tu na jaane kya kayamat dhai dil pe
Ek teri yaad tere aana se
Pahele ek tere jaane ke baad

Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi
Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi
Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi

Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi

Tanha reh na paaun jaau kaha jaaun
Tuje jo na paaun ghut ke mar na jaaun
Ye na kabhi hoga yahaa jeena nahin tere bina
Ye raate mulakate yaad aaye teru baate ho

Tera jab na saath ho jab namulakat ho
Suni suni raat ho dil main teri yaad ho
Phoolo se baharo se
Taaro se teri baat ho
Chori chori chori dil mai sama gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi

Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi

Tu mera naseeb hain
Dil ke tu kareeb hain
Jisme tera pyar hain
Dil wo khush naseeb hain
Tu hain mera jaane jahaan
Tu jo kahe de doon ye jaan
Tuje chaha tuje pooja
Nahin mera koi duja ho

Rab rooth jaaye use bhul jaau
Rab ko bhula ke tere piche aau
Roothe tu jo roothe
Main duniya se rooth jaau
Yaara teri yaari rab ko bhula gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi

Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi
Aate aate aate teri yaad aa gayi
Jaate jaate jaate muje tu rula gayi.