lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Aditya Pancholi. Show all posts

Thursday, 1 November 2018

Baat Kya Hai Kaise Kah De Lyrics - Chor Aur Chand (1993)

No comments :




Movie/album: Chor Aur Chand (1993)

Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Song Lyricists: Yogesh Gaud

Music Composer: Nikhil, Vinay

Music Director: Nikhil, Vinay

Director: Pavan Kaul

Music Label: T-Series

Starring: Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill

Release on: 11th August, 1993


Baat Kya Hai Kaise Kah De Song Lyrics


Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Arey baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se
Tum dono ajnabi ho

Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se
Tum dono ajnabi



Baat kya hai kaise kah de
Tumse raj ki
Arey baat kya hai kaise kah de
Tumse raj ki

La la la la la la
Har pal kyon aisi nazar se
Tum dekhti ho hame
Hamko toh lagne laga hai,
Ham chahte hain tumhe
Khud se pyar nahi hamko,
Kaise pyar kare tumko
Viran hai sunsan hai
Viran hai sunsan hai,
Apni zindagi hey
Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Arey baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki

Kaise mai har bat kah du,
Jab tak bharosa naa ho
Mai kya hu tumne abhi tak,
Shayad socha naa ho
Soch key abb kya karna hai,
Sath hi jina marna hai
Jane naa too kaisi agan
Jane naa too kaisi agan,
Dil mein hai lagi
Baat kya hai kaise kah de
Tumse raj ki
Arey baat kya hai kaise kah de
Tumse raj ki



Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum,
Dono ajnabi ho
Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Baat kya hai kaise
Kah de tumse raj ki
Thode se ham, thode se tum
Thode se ham, thode se tum,
Dono ajnabi
Ra papa pa ra pa pa pa


Saanson Ka Kya Hai Pata Lyrics - Chor Aur Chand (1993)

No comments :




Movie/album: Chor Aur Chand (1993)

Singers: Anuradha Paudwal, S. P. Balasubrahmanyam

Song Lyricists: Yogesh Gaud

Music Composer: Nikhil, Vinay

Music Director: Nikhil, Vinay

Director: Pavan Kaul

Music Label: T-Series

Starring: Aditya Pancholi, Aruna Irani, Pooja Bhatt, Alok Nath, Avtar Gill

Release on: 11th August, 1993


Saanson Ka Kya Hai Pata Song Lyrics


Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun
Jo sun lenge ham

Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee dhun
Jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata



Mud kar kise dekhna hai,
Chhuta hai saya kaha
Ham sath hain dhundh lenge
Kuchh roshnee key nishan
Jan gaye jine kee ham yeh ada
Saanson kaa kya hai pata
Jan gaye jine kee ham yeh ada
Saanson kaa kya hai pata
Saanson key bin jee lenge ham,
Teree dhadakn kee dhun
Jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata

Abb kya shikayat kare ham,
Kisko kahe bewafa
Apne liye zindagee toh,
Khud hai koyee hadsa
O….dekhenge abb
Aage hota hai kya

Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee
Dhun jo sun lenge ham



Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata,
Saanson key bin jee lenge ham
Teree dhadkan kee
Dhun jo sun lenge ham
Saanson kaa kya hai pata
Saanson kaa kya hai pata.