lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Ilaiyaraaja. Show all posts

Thursday, 29 November 2018

Dafli Baje Kya Kahe Lyrics - Aaj Ka Dada (1985)

No comments :




Movie/album: Aaj Ka Dada (1985)

Singers: Shailendra Singh

Song Lyricists: Brij Bihari

Music Composer: Ilaiyaraaja

Music Director: Ilaiyaraaja

Director: V.V. Guhanathan

Starring: Rajnikanth, Silk Smitha, Sridevi


Dafli Baje Kya Kahe Song Lyrics

Dafli baje kya kahe
Kiski shikayat kare
Dafli baje kya kahe
Kiski shikayat kare
Yeh man ka jaha
Bada pyara hai rab
Sabab kya vot ka
Duniya jaane nahin
Note par vot
Dena achha nahin
Iman ka sauda
Karna nahin
Note par vot
Dena achha nahin
Iman ka sauda
Karna nahin
Dafli baje kya kahe

Phir yeh na kehna
Hum mare gaye
Janta ki seva koi
Karta nahin
Phir yeh na kehna
Hum mare gaye
Janta ki seva koi
Karta nahin
Mauka yeh mauka
Aata hain salo mein
Mauka khona na
Kar sahi faisla
Vot de garib ko
Waqt ki pukar hain
Vot de garib ko
Waqt ki pukar hain
Vot dalna soch samjh ke
Dafli baje kya kahe
Kiski shikayat kare
Yeh man ka jaha
Bada pyara hai rab
Sabab kya vot ka
Duniya jaane nahin



Roti ho pet mein
Tan pe kapda
Chhoti si jhopdi
Mein badiya khatiya
Roti ho pet mein
Tan pe kapda
Chhoti si jhopdi
Mein badiya khatiya
Paisa kya karna
Dil ke amir hum
Yaaro ruapiya yeh
Beiman banata hain
Jo bhi mile kismat
Par choro se bachke
Jo bhi mile kismat
Par choro se bachke
Sath mera do milke
Chalo re dafli haye are dafli

Dafli baje kya kahe
Kiski shikayat kare
Yeh man ka jaha
Bada pyara hai rab
Sabab kya vot ka
Duniya jaane nahin
Note par vot
Dena achha nahin
Iman ka sauda karna nahin.


Dil Kya Jaan Bhi Lyrics - Aaj Ka Dada (1985)

No comments :




Movie/album: Aaj Ka Dada (1985)

Singers: S. P. Balasubrahmanyam, Vani Jairam

Song Lyricists: Brij Bihari

Music Composer: Ilaiyaraaja

Music Director: Ilaiyaraaja

Director: V.V. Guhanathan

Starring: Rajnikanth, Silk Smitha, Sridevi


Dil Kya Jaan Bhi Song Lyrics



Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain

Main hoon jhakash
Fasa na mujhko
Kaise magar kosis karu
Main hoon jhakash
Solah baras ka
Kisi tarah baho mein aa
Kaise bharosha pyare
Ud jaaye kal yeh panchhi
Dil yeh dhak dhak
Bole kehta yeh man
Disco are janab ko
Aao disco pyar mein
Yun sikhaye aapko
Are nacho are gao
Dil mein yaar ko rehne do
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hainn
Are yeh kaisa hain
Jalwa nigahe yeh tauba
Are yeh kaisa hain
Jalwa nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain



Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hain teri kami
Hai gulmohar surat teri
Yaaro ko hain teri kami
Sine se lag jaaye re
Janam tu mere liye
Wada nibhaunga
Main sato janam
He mastane yeh deewane
He mastane yeh deewane
Baat ka kamal hain
Fasana re jani
Tere bas mein nahin hain
Yeh pyar ka jadu
Aankhon se na chhodo
Are pyar ki dekho botal todo
Na sama se darna babu
Are jalke na marna tu
Are samne na aana tu
Jaan ke na marna tu
Dil kya jaan bhi
Tujh pe kurban hain
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Yeh kaisa hain jalwa
Nigahe yeh tauba
Dil kya jaan bhi tujh
Pe kurban hain.


Aaj Ka Dada (1985)

No comments :

Songs Lyrics


Starring: Rajnikanth, Silk Smitha, Sridevi

Director: V.V. Guhanathan

Music Director(s): Ilaiyaraaja

Lyricist(s): Brij Bihari

Composer(s): Ilaiyaraaja