lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Baadshah (1999). Show all posts

Monday, 27 August 2018

Main To Hoon Pagal Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik, Shahrukh Khan

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


Main To Hoon Pagal Song Lyrics


Ha ha ha ha ha ha…
The amalgimation before the fluctuation
And the ramification of the constitutional
And the gready and judicial paradoxical
Position can be a verbal the termoil

He’s right!…

Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de

Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…

Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de
Hone de, hone de
Hone de, hone de

Koi deewangi…
Ama miyan, sala re jamad misra
Abdulah ki nagma sanji mein
Masroob woh mashoor hain
Dawaqte ke de gaye asrawe jamad
Misra asrani ke bakiya akwan ki
Ada hi farma rahe hain, hain

Ye kya galib ki gazal hai
Reit mein tairna seekh le
Aur samundar ke upar tahel
Been bhainsoon ke aage bajaa
Aur hawaa mein bana le mahal

Reit mein tairna seekh le
Aur samundar ke upar tahel
Been bhainsoon ke aage bajaa
Aur hawaa mein bana le mahal

Suit lohey ki silwa le tu
Aur pairoon pe chashma lagaa
Haath mein baand le woh ghadi
Jis mein ho sade terah bajaa
Aain

Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de

Hone de, hone de
Hone de, hone de

Koi deewangi…

Aaye, pakey mali ke batroo mein
Dukg sharb kara ug kara gandra ug ke
Oshan pe pradhan ho to kab shest ke
Dhyaan narmak siva nirda awashai prapt
Ho sakte hain, namaskar

Maine doordarshan mein suna hai…

Ped se tod le machliayaan
Billiyoon ko tu gaana sikhaa
Chand ko kar de chakoor tu
Aur sooraj tikona banaa

Ped se tod le machliayaan
Billiyoon ko tu gaana sikhaa
Chand ko kar de chakoor tu
Aur sooraj tikona banaa

O bina pahiye ki gadi mein chal
Bhool ja apne ghar ka pataa
Le ke haathi ko moothi mein tu
Cabaret dekh le oont ka
Aain

Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Main to hoon pagal
Yeh kahoon har pal
Kare koi hulchul
Hone de, hone de

Hone de, hone de
Hone de, hone de
Koi deewangi…

Ha ha ha ha ha ha…


Woh Ladki Jo Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


Woh Ladki Jo Song Lyrics


Kahin zhulf ka baadal o ho,
Kahin rangili aachal aa haa,
Kahin hoat gulabi o ho,
Kahin chaal sharabi aa haa,
Kahin aankh lagadi o ho,
Kahin jism ki khushboo aa haa,
Kahin narma nigahen o ho,
Kahin gori bahen aa haa
Haa yahan kadam kadam par
Lakhon haseenayen hai
Hum magar yeh dil ka
Tofa dene oosai aaye hai

Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Haa yahan kadam kadam par
Lakhon haseenayen hai
Hum magar yeh dil ka
Tofa dene oosai aaye hai

Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Kitne hi jalve hai,
Aankhon mein ghoomti hai jaise chandni,
Kitni hi hoo baatein hai,
Kaano mein ghoolti hai jaise raagini,

Yeh chale jaise zaraa balkhaake,
Woh chale jaise zaraa ithlaake,
Yeh mile jaise zaraa sharmaake,
Woh mile jaise zaraa iteraake

Haa yahan kadam kadam par
Lakhon haseenayen hai
Hum magar yeh dil ka
Tofa dene oosai aaye hai

Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Gulshan ki hai woh kali,
Jo sare phoolon billkul hai judaa,
Kya kahin yeh hoo dekha hai,
Een aankhon ne aisa roop kya

Kya ajibsi taazagi hai,
Kya hasin si saadagi hai,
Kya ajibsi dil kashee hai,
Kya hasin si dil balee hai

Haa yahan kadam kadam par
Lakhon haseenayen hai
Hum magar yeh dil ka
Tofa dene oosai aaye hai

Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai
Woh ladki jo sabse alag hai

Haa yahan kadam kadam par
Lakhon haseenayen hai
Hum magar yeh dil ka
Tofa dene oosai aaye hai.


Mohabbat Ho Gayi Hai Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


Mohabbat Ho Gayi Hai Song Lyrics


Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kahoo
Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…

Duniya ki baaton ko
Ye pagla nahin maanta
Ye paar ho jaaye kab
Koi nahin jaanta

Barfeelay mausam mein bhi
Shola bhadakne lagey
Na jaane kaise kahan
Ye dil dhadak ne lagey

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…

Deewangi ne teri
Majboor itna kiya
Socha na sambha sanam
Sabh kuch tujhe de diya

Saanson mein garmi teri
Dhadkan mein tera nasha
Teri bhi chaahat mein hai
Jaadu koi dilruba aa aa

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o
Kehna hai jo, dil se kaho

Dilbar mere, dil mein rahoo

Mohabbat ki nahin hain
Mohabbat ho gayee hain
Abh darna bhi kya o, o o o

Shararat ki nahin hain
Shararat ho gayee hain
Abh karna bhi kya o, o o o…


Hum To Deewane Hue Yaar Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Abhijeet Bhattacharya, Alka Yagnik

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


Hum To Deewane Hue Yaar Song Lyrics


Dil kyon dhak dhak karta hai
Kyon ye tujhpe marta hai
Dil kyon dhak dhak karta hai
Kyon ye tujhpe marta hai
Dil tujhko hi chaahe baar baar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Ki ab kya karein hum hey hey
Kaise jeeyein hum hey hey
Itna bata de o mere yaar
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Ki ab kya karein hum la la
Kaise jeeyein hum la la
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Rakhloon nazar mein chehra tera
Din raat uspe marta rahoon
Jab tak ye saansein chalti rahein
Tujhse mohabbat karta rahoon
Itna jo chahoge meri kasam
Sab kuchh luta doongi tujhpe sanam
Tumne kiya hai bekaraar
Bekaraar bekaraar bekaraar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Ki ab kya karein hum aa ha
Kaise jeeyein hum aa ha
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Bharke mujhe apne aagosh mein
Soja mere gesuon ke taley
Ter siva kuchh nazar aaye na
Aise lagale mujhko galey
Teri wafaon pe bharosa karoon
Tujhse kabhi na dhokha karoon
Tune kiya hai aitbaar
Aitbaar aitbaar aitbaar
Arre oye oye oye oye
Hum to deewane huay yaar
Tere deewane huay yaar

Ki ab kya karein hum hey hey
Kaise jeeyein hum hey hey
Itna bata de o mere yaar
Hey hum to deewane huay yaar
Haan haan tere deewane huay yaar.


Baadshah O Baadshah Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Abhijeet Bhattacharya

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


Baadshah O Baadshah Song Lyrics


Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon…
Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon

Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon

Dil ko churana
Neendein udana
Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor

Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…

Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon

Dil ko churana
Neendein udana
Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor

Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…

Chaaron taraf hain mere hi charche
Hoton pe hai bas mera naam
Rangoon bhari subha meri
Masti mein doobi hai meri shaam

Jhoothi khahani sachchi lagey
Aawargi mujhe aachi lagey
Nagmey sunana, sabko nachana
Bas yehi mera kasoor

Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…

Hai yeh mohabbat kamzori meri
Chaahat ki duniya pe mera raaj
Bas rab ke aage jhookta mera sar
Jhukte mere saamne tak to taj

Andaz mera sabh se judaa
Main baadshahon ka baadshah
Sapnay sajaana, hasna hasana
Bas yehi mera kasoor

Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Aashiq hoon main
Kaatil bhi hoon
Sabke diloon mein
Shaamil bhi hoon

Dil ko churana
Neendein udana
Bas yehi mera kasoor

Waadon se apne mukarta nahin
Marne se main kabhi darta nahin

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah

Baadshah o baadshah
Baadshah e baadshah
Baadshah o baadshah
Baadshah…


O Baby Lyrics - Baadshah (1999)

No comments :




Movie/album: Baadshah (1999)

Singers: Anu Malik

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Anu Malik

Music Director: Anu Malik

Director: Abbas-Mustan

Music Label: Venus Records

Starring: Shahrukh Khan, Twinkle Khanna, Rakhee, Amrish Puri

Release on: 27th August, 1999


O Baby Song Lyrics


Nahin nahin nahin nahin
Nahin nahin nahin nahin
Dil wil tujhko de na nahin
Nahin nahin nahin nahin
Nahin nahin nahin nahin
Dil wil tera le na nahin

Jumma de gayee chumma
Ho gaya humma humma
Pahaunch gayee woh khandala
Naachi woh chamma chamma

Jumma de gayee chumma
Ho gaya humma humma
Pahaunch gayee woh khandala
Naachi woh chamma chamma

Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
O sweeti tujhe dekh ke
Dil mein baje seeti,
O baby, don’t say maybe
O baby, don’t say maybe

Jumma de gayee chumma
Ho gaya humma humma…

Are, maybe maybe karte karte
Chooth na jaaye gaadi
Koi na hoga aagey peeche
Phireygi maari maari

Are, maine pehley kabhi nahin
Dekha tha nakhra aisa
Is duniya mein kahan milega
Item tere jaisa

Usne sarkayee khatiya
Chuppi woh choli ke peeche

Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
O sweeti tujhe dekh ke
Dil mein baje seeti,
O baby, don’t say maybe
O baby, don’t say maybe

Jumma de gayee chumma
Ho gaya humma humma…

Meri heroine, tera hero
Karta hai ye waada
Teri aur meri love story
Chalegi sabhse zada

Apni ye romantic jodi
Fit ho jaayegi
Public bolegi ye picture
Hit ho jayegi

Uske piya ji ghar aaye
Woh gaaye theatre nau se baara

Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
O sweeti tujhe dekh ke
Dil mein baje seeti,
O baby, don’t say maybe
O baby, don’t say maybe

Jumma de gayee chumma
Ho gaya humma humma
Pahaunch gayee woh khandala
Naachi woh chamma chamma

Abh aayee meri baari
Oye karle humse yaari
O sweeti tujhe dekh ke
Dil mein baje seeti,
O baby, don’t say maybe

O baby, maybe maybe
O baby, don’t say maybe
O baby, maybe maybe

O baby, don’t say maybe…