lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label Dil Diya Hai (2006). Show all posts

Wednesday, 21 November 2018

Chalo Dildar Chalo Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Hemachandra, Himani Kapoor, Vinit Singh

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya Datt

Music Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Chalo Dildar Chalo Song Lyrics


Dil ko chura le tu apana bana le tu
Apne khayalon mein mujhko basa le tu
Meri manzil tu tu tu tu
Dil ki baat jahaan dil se ho
Chalo dildaar chalo
Jahaan ishq chahat ho
Chalo dildaar chalo
Jo hai aaj kal na ho
Chalo dildaar chalo

Maine na socha tha maine na jaana tha
Aaisa bhi ek mod aayega
Teri mohabbat mein duniya bhula ke
Har waqt dil tujhko chahega
Teri hi panaahon mein hai mera jahaan
Teri aashiqui mein dube mera armaan
Sapnen saja le tu aashiq bana le tu
Apnen khayalon mein mujhko basa le tu
Meri manzil tu tu tu tu
Dil ki baat jahaan dil se ho
Chalo dildaar chalo
Jahaan ishq chahat ho
Chalo dildaar chalo
Jo hai aaj kal na ho
Chalo dildaar chalo



Tera tasavvur hai teri tamanna hai
Yeh dil tujhise lagana hai
Betaab rehke bhi har dard sehkar bhi
Teri mohabbat ko paana hai
Ehsaas jannat ka hai tere ishq mein
Nazaraana chahat ka hai tere ishq mein
Durri mita le tu vaada nibha le tu
Apne khayalon mein mujhko basa le tu
Meri manzil tu tu tu tu
Dil ki baat jahaan dil se ho
Chalo dildaar chalo
Jahaan ishq chahat ho
Chalo dildaar chalo
Jo hai aaj kal na ho
Chalo dildaar chalo…


Diya Dil Dil Diya Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Himani Kapoor, Himesh Reshammiya

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya Datt

Music Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Diya Dil Dil Diya Song Lyrics


Diya dil dil diya kya
Kiya kya kiya
La la la la la
La la la la la
Ho ho o la la la la la
Diya dil dil diya
Diya dil dil diya
Kya kiya ho kya kiya
Diya dil dil diya kya
Kiya ho kya kiya
Dekha tujhe toh bepanaah
Ishq tujhse kar liya
Diya dil dil diya kya
Kiya ho kya kiya
Dard maine kaisa le liya
Ho ho o dard maine kaisa le liya

Bas teri aarzoo bas
Teri pyaas hai
Yeh meri zindagi
Tera ehsaas hai
Har waqt mere khwaab
Mein tera tasavvur chhupa
Kambaqt tere pyar ka
Chhaya hai aaisa nasha
Paagal banaya tune
Mujhe deewane saathiya
Diya dil dil diya kya
Kiya ho kya kiya
Dard maine kaisa le liya
Ho ho o dard maine kaisa le liya



Jaan ke dil yahaan koi deta nahi
Bewajah ishq ka dard leta hai
Kaise kahu main kis
Kadar tune hai bebas kiya
Betaab karke mujhko
Chain mera le liya
Lagta nahi hai ab toh
Kahi tumhare bin jiya
Diya dil dil diya kya
Kiya ho kya kiya
Dard maine kaisa le liya
Ho ho o dard maine
Kaisa le liya la la la la la la la la
Ho ho ho la la la la la la la la.


Jabse Aankh Ladi Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Alisha Chinai, Jayesh Gandhi

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya Datt

Music Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Jabse Aankh Ladi Song Lyrics


Jabse aankh ladi tere naal
Shuru hone lage silsillay
Hum toh hone lage bekhayal
Ishq wale sone gul khile
Aage rab di marzi yaar
Maine tumse kiya pyaar
Aa mita le zara faasale
Jabse aankh ladi tere naal
Shuru hone lage silsillay
Hum toh hone lage bekhayal
Ishq wale sone gul khile
Aage rab di marzi yaar
Maine tumse kiya pyaar
Aa mita le zara faasale

Betaabiyan kehne lagi
Mera sukoon tera pyar hain
Meri wafa meri nasha
Mera junoon tuhi yaar hain
Jabse aankh ladi tere naal
Shuru hone lage silsillay
Hum toh hone lage bekhayal
Ishq wale sone gul khile
Aage rab di marzi yaar
Maine tumse kiya pyaar
Aa mita le zara faasale



Berang thi saansen meri
Khushboo teri mehkaa gayi
Teri jawaan hain aarzoo
Tanhaai behka ke gayi
Jabse aankh ladi tere naal
Shuru hone lage silsillay
Hum toh hone lage bekhayal
Ishq wale sone gul khile
Aage rab di marzi yaar
Maine tumse kiya pyaar
Aa mita le zara faasale
Jabse aankh ladi tere naal
Shuru hone lage silsillay
Hum toh hone lage bekhayal
Ishq wale sone gul khile
Aage rab di marzi yaar
Maine tumse kiya pyaar
Aa mita le zara faasale.


Mile Ho Tum Toh Humsafar Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Himesh Reshammiya, Tulsi Kumar

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya Datt

Music Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Mile Ho Tum Toh Humsafar Song Lyrics


Mile ho tum toh humsafar
Bichhad ke udaas se mat karna
Mile ho tum toh humsafar
Bichhad ke udaas se mat karna
Dil diya hai tumhen
Dil diya hai tumhen
Durr iss dil se naa rehna
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Mile ho tum toh humsafar
Bichhad ke udaas se mat karna
Dil diya hai tumhen
Dil diya hai tumhen
Durr iss dil se naa rehna
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Mile ho tum toh humsafar

Maine kaha socha tha
Dil yeh machal jaayega
Teri adaa ka jaadu
Mujhpe yun chal jaayega
Lamha badal jaayega
Tujhmein yun dhal jaayega
Dil diya hai tumhen
Dil diya hai tumhen
Durr iss dil se naa rehna
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Mile ho tum toh humsafar



Mere haseen khwaabon
Ki manzil teri raahon mein
Mujhko toh ab rehna
Hai bas teri nigaahon mein
Tera hi tasabbur hai
Meri inn duaaon mein
Dil diya hai tumhen
Dil diya hai tumhen
Durr iss dil se naa rehna
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Na na na nana
Na na na nana
Na na na nana na re
Mile ho tum toh humsafar
Bichhad ke udaas se mat karna.


Yaadan Teriyan Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Himesh Reshammiya

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya Datt

Music Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Yaadan Teriyan Song Lyrics


Mera jahaan dard ka
Sailaab tere bina
Nahi laage laage laage
Laage tere bin jiya
Mera jahaan dard ka
Sailaab tere bina
Nahi laage laage laage
Laage tere bin jiya
Mera dil meri jaan
Armaan tadap jaaye
Jab aaye aaye aaye aaye
Yaadan teriya jab
Aaye aaye aaye aaye
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Mera dil meri jaan
Armaan tadap jaaye
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya

Dil ki gehraaiyon ne
Tera hi chehra dikhaaya
Apani tanhaaiyo mein
Sirf tujhko hi paaya
Rehguzar dilnashi sanam
Tune yeh kya kar diya hai
Mere jism dil deemag par
Kaisa nishaan yeh diya hai
Yaada teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya



Raat din jaane jana
Maange tujhe meri aahen
Har jagah ab toh har
Pal dekhe tujhe hi nigaahen
Seene mein hai dhadkanen
Teri jaan mein tu hi basi hai
Tere liye aarzuen meri
Tere liye zindagi hai
Yaada teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Mera dil meri jaan
Armaan tadap jaaye
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Yaadan teriya
Yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya
Jab aaye aaye aaye
Aaye yaadan teriya.


Afsana Banake Bhool Na Jaana Lyrics - Dil Diya Hai (2006)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Hai (2006)

Singers: Himesh Reshammiya, Tulsi Kumar

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Aaditya DattMusic Label: T-Series

Starring: Emraan Hashmi, Ashmit Patel, Geeta Basra, Mithun Chakraborty, itu Gidwani, Udita Goswami, Ranjeet, ayatri Rawal

Release on: 8th September, 2006


Afsana Banake Bhool Na Jaana Song Lyrics


Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana
Ishq mera ishq deewana
Ishq mera ishq deewana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana

Tanha na chhodna kasmein naa todna
Tanha na chhodna kasmein naa todna
Ishq mera ishq deewana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana



Yeh kya huaan hai kaisa nasha hai
Chhayi hai dil pe kyon bekhudi
Tumse hai kehna vaada hai lena
Dhoka na dena humko kabhi
Aawara har dhadkan hai
Bechain mera dil hai
Betaabi ka yah aalam
Samjhana mushkil hai
Yeh rishta jodna tanha na chhodna
Ishq mera ishq deewana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana

Zehar zehar hai kehar kehar hai
Teri chaahaton ka hai yeh asar
Kyon bheed mein bhi tanhaaiya hai
Bechainiya hai aye hamsafar
Madhoshi ke lamhe hai
Saanson mein toofan hai
Lutt jaane ka chahat mein
Ab mera armaan hai
Raahen na modna
Kasmein na todna
Ishq mera ishq deewana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr naa jaana
Afsana banake bhool naa jaana
Deewana banake durr na jaana