Saturday, 18 August 2018
Hai Kahin Par Shaadmani Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Hai Kahin Par Shaadmani Song Lyrics
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Kya raaz hai, kya raaz hai,
Kya raaz hai, kya raaz hai
Aaj parawane ko bhi apani
Lagan par naaz hai, naaz hai
Kyon shama bechain hai, kamosh hone ke liye
Kyon shama bechain hai, kamosh hone ke liye
Aansuon ki kya jarurat, ansuon ki kya jarurat
Dil ko rone ke liye, dil ko rone ke liye
Tere dil ka saz pagali, tere dil ka saz pagali
Aaj beawaz hai, aaj beawaz hai
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aa
Hai kahi par shadamani aur kahi nashadiya
Hai kahi par shadamani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aayi aisi aandhiyan, aayi aisi aandhiyan
Aandhiyan
Bujh gaya ghar ka chirag
Dhul nahi sakata kabhi jo pad gaya
Aanchal mein dag
Dhul nahi sakata kabhi jo pad gaya
Aanchal mein dag
The jahan araman, the jahan araman
Us dil ko mili barabadiyan, barabadiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Zindagi ke sab daman mein
Zindagi ke sab daman mein
Kabhi phoolon ke bag,
Zindagi ke sab daman mein
Zindagi mein surk daman mein
Kabhi kanton ke dag
Zindagi mein surk daman mein
Kabhi kanton ke dag
Kabhi phoolon ke bag kabhi kanton ke dag
Phool kanton se bhari hain zindagi ki wadiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Aati hain duniya mein sukh dukh ki
Sada yu aandhiyan, aandhiyan
Hai kahi par shadmani aur kahi nashadiya.
Ghanshyam Ke Hai Ghanshyam Nayan Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Lakshmi Shankar
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Ghanshyam Ke Hai Ghanshyam Nayan Song Lyrics
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Sun mera bana mann moh saki
Sun mera bana mann moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Ghanshyam ke hai ghanshyam nayan
Sun mera bana mann moh saki
Jabse lagi lgan jabse lagi lagan
Jabse lagi lgan mera mann hai magan
Man hai magan mere kitne base chitchor
O mere kitne base chitchor
Sun mera bana man moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam
Shyam sundar ke rang mein rangi ja rahi
Shyam sundar ke rang mein rangi ja rahi
Mere kano mein mere kano mein
Mere kano me radha ki dhun ga rahi
Koi kahta milan ki ghadi aa rahi
Koi kahta milan ki ghadi aa rahi
Meri bahiya hai pise ki dor
Meri bahiya hai pise ki dor
Sun mera bana mann moh saki
Jabse lagi lgan jabse lagi lagan
Jabse lagi lgan mera mann hai mgan
Mann hai magan mere kitne base chitchor
O mere kitne base chitchor
Sun mera bana mann moh saki
Ghanshyam ghanshyam
Ghanshyam ghanshyam.
Main Mubarakbad Dene Aayi Hun Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Surinder Kaur
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Main Mubarakbad Dene Aayi Hun Song Lyrics
Main mubarakbad dene aayi hu
Sahnai hu sahnai hu
Main mubarakbad dene aayi hu
Sahnai hu
Main bekhudi hu pyar ki
Main bekhudi hu pyar ki pyar ki
Main hu khushi
Main hu khushi
Main husn ki angadayi hu
Main husn ki angadayi hu
Tann gulchhdi mann phuljadi
Tann gulchhdi mann phuljadi
Aankhen hamari badi badi
Madhosh hoja madhosh hoja
Madhosh hoja hoja hoja
Manchale manchale
Madhosh hoja madhosh hoja
Madhosh hoja hoja hoja
Manchale manchale
Ye raat jayegi nahi
Phir raat aayegi nahi
Phir ye tarana, phir ye tarana
Phir ye tarana, phir ye tarana
Pyar ka pyar ka
Bulbul sunayegi nahi
Ye raat gayegi nahi
Phir raat aayegi nahi.
Woh Chand Nahi Hai Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan, Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Woh Chand Nahi Hai Song Lyrics
Wo chaand
Wo chaand nahi hai
Dil hai kisi deewane ka
Dil hai kisi deewane ka
Wo chaand
Aakash jise kahati duniya
Aakash jise kahati duniya
Wo naam hai ik virane ka
Deewane ke dil ki hi tarah
Deewane ke dil ki hi tarah
Wo raato jalata rahata hai
Is nid ki maati nagari me
Wo kuchh na kisi se kahata hai
Hai us me shamaa ki bechaini
Hai us me shamaa ki bechaini
Aur pyaar bhi hai paravaane ka
Jab se pahalu se gaya hai dil
Kisi pahalu nid nahi aati
Jo surat dil men samayi hai
Jo surat dil men samayi hai
Wo surat dil se nahi jaati
Wo surat dil se nahi jaati
Aao aanchal patalaa jaao
Kya raat hai dil me samane ka
Kya raat.
Dil Ka Khazana Khol Diya Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Dil Ka Khazana Khol Diya Song Lyrics
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya
Khushiy alutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kahe do kahe do kali se,
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar ka sandesha
Kahe do kali se na aayi hun main
Nayi bahar, nayi bahar
Nayi bahar, nayi bahar ka sandesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Nahi raha mithe sapano ke
Murzane ka andesha
Bagiya khushi ki phuli hai
Main phuli nahi samayi
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun dil ka
Kadmo mein kaliya bichhati hun
Tum in ko phul bana lena
Tum in ko phul bana lena
Adhuri kisi ki aasha ka
Tum apana bana ke khila lena
Tum dulhan bankar aaogi
Tum dulhan bankar aaogi
Main tumhe bulane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Khushiya lutane aayi hun
Dil ka khazana khol diya
Dil ka khazana khol diya, dil ka.
Dard Bant Raha Hai Lyrics - Aandhiyan (1952)
Movie/album: Aandhiyan (1952)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Pandit Narendra Sharma
Music Composer: Ali Akbar Khan
Music Director: Ali Akbar Khan
Director: Chetan Anand
Music Label: Saregama
Starring: Dev Anand, Nimmi, Kalpana Kartik, Durga Khote
Dard Bant Raha Hai Song Lyrics
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Tute dil ko dard me humdard chahiye
Dukahte dil ko dard me humdard chahiye
Do dilo pe dukh ke kale megh chhaye
Kon apne hai
Kon apne hai aur kon hai paraye aaj
Humko kasam humko kasam
Aaj madhur perm naam ki
Humko kasam humko kasam
Aaj madhur perm naam ki
Jodi kabhi bichde nahi radha shyam ki
Ravan ki nahi nahi ravn kinahi hogi janaki
Janaki rahegi hamesa hi raam ki
Ram ki raam ki
Dard bant raha hai kise dard chahiye
Dard bant raha hai kise dard chahiye.