Monday, 29 October 2018
Nigaahein Ruk Gayin Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: N/A
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Nigaahein Ruk Gayin Song Lyrics
Nigaahein ruk gayin haay kahaan par
Tadap kar rah gaya naghama zubaan par
Dhuwaan sa uth raha hai aasamaan par
Giri bijali kisi ke aashiyaan par
Kaise baje dil ka sitaar
Theins lagi tut gaye taar
Bita huwa jeevan ka pyaar
Haay koyi aaj gaya haar
Dil kahin aawaaz kahin
Naghama kahin saaz kahin
Dil kahin aawaaz kahin
Naghama kahin saaz kahin
Dekh ye ghabaraayi nazar
Dekh ye ghabaraayi nazar
Khol na de raaz kahin
Khol na de raaz kahin o
Aaj kahe dil baar-baar
Naiya meri kaise lage paar
Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahun rah na sakun
Tut pade mujh pe sitam
Aur main kuchh kah na sakun
Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahun rah na sakun
Tut pade mujh pe sitam
Aur main kuchh kah na sakun
O geet mein hai dil ki pukaar
Gaaye ja tu saajan ke dwaar.
Khabar Kya Thi Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Khabar Kya Thi Song Lyrics
Khabar kya thi ki
Gham khana padegaa
Mohabbat karake
Pachhtana padegaa
Wafaao par sitam
Dhana padegaa
Hame unase bichhad
Jana padegaa
Na dekhaa jaayegaa
Khun e tamannaa
Na dekhaa jaayegaa
Khun e tamannaa
Teri mahafil se
Ab jana padegaa
Khabar kya thi ki
Gham khana padegaa
Mohabbat karake
Pachhtana padegaa
Na thaa maalum
Aayege ye din bhi
Na thaa maalum
Aayege ye din bhi
Kabhi rona kabhi
Gana padegaa
Wafaao par sitam
Dhana padegaa
Hame unase bichhad
Jana padegaa
Bhula de haan bhula
De yaad unaki
Bhula de haan bhula
De yaad unaki
Yehi ab dil ko
Samajhaanaa padegaa
Khabar kya thi ki
Gham khana padegaa
Mohabbat karake
Pachhtana padegaa
Na nikalege agar
Armaan dil ke
Na nikalege agar
Armaan dil ke
Yun hi ghut ghut
Ke mar jana padegaa
Wafaao par sitam
Dhana padegaa
Hame unase bichhad
Jana padegaa.
Chhin Ke Dil Kyon Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Chhin Ke Dil Kyon Song Lyrics
Chhin ke dil kyun pher li aankhe
Jaan gaye ham jaan gaye
Laakh adaaye dekhane waale
Ye bhi adaa pahachaan gaye
Ham hai tumhaare chaahane waale
Humako na tum barabaad karo
Dil ne kiyaa thaa dil se jo vaadaa
Yaad karo haan yaad karo
Haay zaraa si baat kaa bolo
Aaj buraa kyun maan gaye
Aankh me shokhi dil me muhabbat o
Dil hai kahi nazare hai kahi
Aise chale ho bhed chhupaakar
Jaise hame maalum nahi
Tumako qasam hai ab naa sataao
Aaj tumhe ham maan gaye
Chhin ke dil kyun pher li aankhe
Jaan gaye ham jaan gaye
Ho naa kahi badanaam mohabbat
Dekho-dekho zubaan se
Kuchh naa kaho
Kuchh naa kaho
Pyaar kaa nagamaa humako sunaa ke
Lutane waale tum hi kaho
Tumane hame pahachaan liyaa to
Ham bhi tumhe pahachaan gaye
Chhin ke dil kyun pher li aankhe
Jaan gaye ham jaan gaye.
Chhaya Meri Umeed Ki Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Chhaya Meri Umeed Ki Song Lyrics
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga saveraa
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Kahi ulfat ka khazana
Kho jaaye na mil kar
Kahi ulfat ka khazana
Reh jaaye na lut kar kahi
Aramaano ka deraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Khilane bhi na paayi
Abhi kaliyaan mere dil ki
Abhi kaliyaan mere dil ki
Khilane bhi na paai
Abhi kaliyaan mere dil ki
Dil tod ke gham ne kiya
Pehalu mein baseraa
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Kise main jaa ke sunaun
Sunata nahi koi
Kise main jaa ke sunaun
Dukh-dard mein dubaa hua
Afasana hai mera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera
Chhaya meri umeed ki
Duniya mein adhera
Ab ye kise maloom hai
Kab hoga savera.
Aankh Mili Dil Chala Gaya Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Aankh Mili Dil Chala Gaya Song Lyrics
Aankh mili dil chala gaya
Aankh mili dil chala gaya
Koyi pyar ki duniya basa gaya
Aankh mili dil chala gaya
Woh chandani rut
Woh mast pawan ho
Woh chandani rut
Woh mast pawan ho
Jaga tha jahan soya huwa mann
Jaga tha jahan soya huwa mann
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi o o o
Kehati hai yahi abb dil ki lagan
Kehati hai yahi abb dil ki lagan
Kaun yeh mujhme sama gaya
Mere naino ki neendiya chura gaya
Aankh mili dil chala gaya
Aanh mili dil chala gaya
Kyun aaj umange nach
Uthi o nach uthi
Kyun aaj umange nach
Uthi o nach uthi
Armano ki duniyajhoom gayi
Armano ki duniyajhoom gayi
Chupake se naa jaane kisaki nazar
Chupake se naa jaane kisaki nazar
Aa kar mera daman chum gayi
Aa kar mera daman chum gayi
Kaun yeh jadu jaga gaya
Sudh lut key apna bana gaya
Ankh mili dil chala gaya.
Hay Chhore Ki Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: G. M. Durrani, Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Hay Chhore Ki Song Lyrics
Hay chhore ki jat badi bewafa
Bewafa se koyi dil lagaye naa
Ho bewafa se koyi dil lagaye naa
Hay chhori ki jat badi bewafa
Lut ley dil najariya milaye naa
Ho lut ley dil nazariya milaye naa
Ho janu main bhed hay
Sab tere ji kaa ho sab tere ji kaa
Ho janu main bhed hay
Sab tere ji kaa ho sab tere ji kaa
Tujhse jo pyar kare naa ho usi kaa
Puchho naa hal mere dil ki lagi kaa
Ho puchho naa hal mere dil ki lagi kaa
Duniya mein tere
Siva main naa kisi kaa
Aise zaalim se preet kare koyi kya
Preet karke jo murakh nibhaye naa
Hay chhori ki jat badi bewafa
Lut ley dil nazariya milaye naa
Ho ulfat ki aag lagi dil
Ko jalane ho dil ko jalane
Ho ulfat ki aag lagi dil
Ko jalane ho dil ko jalane
Dil par jo beet rahi tu hi naa janey
Jao ji jao karo naa yeh bahane
Jao ji jao karo naa yeh bahane
Mai bhi naa manu
Mera dil bhi naa mane
Ankho ankho mein
Tune liya dil mera
Saf keh do key dil
Hamko bhaye ne
O saf kah do key
Dil hamko bhaye ne
Hay chhore ki jat badi bewafa
Bewafa se koyi dil lagaye naa
Ho bewafa se koyi dil lagaye naa.
Aankh Mili Dil Chala Gaya Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Aankh Mili Dil Chala Gaya Song Lyrics
Aankh mili dil chala gaya
Aankh mili dil chala gaya
Koyi pyar ki duniya basa gaya
Aankh mili dil chala gaya
Woh chandani rut
Woh mast pawan ho
Woh chandani rut
Woh mast pawan ho
Jaga tha jahan soya huwa mann
Jaga tha jahan soya huwa mann
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi
Phir chaliye wahi o o o
Kehati hai yahi abb dil ki lagan
Kehati hai yahi abb dil ki lagan
Kaun yeh mujhme sama gaya
Mere naino ki neendiya chura gaya
Aankh mili dil chala gaya
Aanh mili dil chala gaya
Kyun aaj umange nach
Uthi o nach uthi
Kyun aaj umange nach
Uthi o nach uthi
Armano ki duniyajhoom gayi
Armano ki duniyajhoom gayi
Chupake se naa jaane kisaki nazar
Chupake se naa jaane kisaki nazar
Aa kar mera daman chum gayi
Aa kar mera daman chum gayi
Kaun yeh jadu jaga gaya
Sudh lut key apna bana gaya
Ankh mili dil chala gaya.
Chandani Rat Hai Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Uma Devi Khatri (Tun tun)
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Chandani Rat Hai Song Lyrics
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji ho
Mere bhole piya o mere bhole piya
O bhul jayiyo naa preet laga ke
Mere bhole piya o mere bhole piya
O bhul jayiyo naa preet laga ke
Hai yeh duniya papi
Hai yeh duniya papi
Ro ke kahe yeh mora ji
Ro ke kahe yeh mora ji mora ji
Kahi nagari naa dil ki
Ujad naa jaye meri
Javo naa aankh chura ke
Kahi nagari naa dil ki
Ujad naa jaye meri
Javo naa aankh chura ke
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Ho
Mano meri bat balam
Mano meri bat balam
Dekho nikal jaye naa dam
Dekho nikal jaye naa dam
Aaj mere nanhe se
Dil pe nahi dhavo sitam
Birha ke tir chala ke
Aaj mere nanhe se
Dil pe nahi dhavo sitam
Birha ke tir chala ke
Mere bhole piya o mere bhole piya
O bhul jayiyo naa preet laga ke
Mere bhole piya o mere bhole piya
O bhul jayiyo naa preet laga ke
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji
Chandani raat hai hay kya baat hai
Dekho ji dekho ji dekho dekho ji ho.
Do Din Ki Kushi Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Do Din Ki Kushi Song Lyrics
Do din ki kushi haay
Do din ki kushi
Do din ki kushi raas
Na aayi mere ji ko
Dil tod diya haay
Dil tod diya
Dil tod diya aag
Lage aisi kushi ko
Do din ki kushi haay
Do din ki kushi
Kahata hai ye
Ro-ro ke mera
Dard bhara dil
Dard bhara dil
Apana na banaaye
Apana na banaaye koyi
Duniya mein kisi ko
Duniya mein kisi ko
Dil tod diya
Haay dil tod diya
Dil tod diya aag
Lage aisi kushi ko
Jo dil pe guzarati hai wo
Kahate nahin banati
Kahate nahin banati
Baithe hain chhupaaye huye
Baithe hain chhupaaye huye
Ham dil ki lagi ko
Ham dil ki lagi ko
Do din ki kushi haay
Do din ki kushi
Do din ki kushi raas
Na aayi mere ji ko
The aur bhi duniya
Mein mohabbat ke poojari
Mohabbat ke poojari
Taqadir ne kyun loot liya
Taqadir ne kyun loot liya
Haay mujhi ko
Haay mujhi ko
Dil tod diya haay
Dil tod diya
Dil tod diya aag
Lage aisi kushi ko.
Saiya Se Bichhad Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Amirbai Karnataki
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Saiya Se Bichhad Song Lyrics
Saiya se bichhad gayi ho more ram
Saiya se bichhad gayi ho more ram
Saiya se bichhad gayi ho more ram
Meri duniya ujad gayi ho more ram
Meri duniya ujad gayi ho more ram
Meri duniya ujad gayi ho more ram
Jeevan key din kaise
Bitau hay kaise bitau
Dil pe jo bite keh bhi
Naa pau hay keh bhi naa pau
Main toh mushkil mein
Pad gayi ho more ram
Meri duniya ujad
Gayi ho more ram
Meri duniya ujad
Gayi ho more ram
Naa hum unake naa woh
Hamare hay naa woh hamare
Rat ko ro ro dil yeh pukare
Chandani rut kidhar
Gayi ho more ram
Saiya se bichhad
Gayi ho more ram
Saiya se bichhad
Gayi ho more ram
Birha key dukh mujhse
Uthe naa hay mujhse uthe naa
Hay sajanwa mere huye
Naa hay mere huye naa
Dil dey key main mar
Gayi ho more ram
Meri duniya ujad
Gayi ho more ram
Meri duniya ujad
Gayi ho more ram
Pyar bana tha jiska
Hewaiya hay jiska khewaiya
Dub rahi hai aaj woh
Naiya meri kismat bigad
Gayi ho more ram
Saiya se bichhad
Gayi ho more ram
Saiya se bichhad
Gayi ho more ram.
Dil Ho Unhen Mubaarak Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Dil Ho Unhen Mubaarak Song Lyrics
Dil ho unhein mubarak
Jo dil ko dhoondte hain
Jo dil ko dhoondte hain
Dil ho unhein mubarak
Jo dil ko dhoondte hain
Jo dil ko dhoondte hain
Hum dil se haath dho kar
Qaatil ko dhoondte hain
Qaatil ko dhoondte hain
Hum dil se haath dho kar
Qaatil ko dhoondte hain
Qaatil ko dhoondte hain
Ae maut aa ke tu hi ab
Raasta dikha de raasta dikha de
Ae maut aa ke tu hi
Ab raasta dikha de
Dar dar bhatakne waale
Dar dar bhatakne waale
Manzil ko dhoondte hain
Manzil ko dhoondte hain
Hum dil se haath dho kar
Qaatil ko dhoondte hain
Qaatil ko dhoondte hain
Kaise Baje Dil Ke Sitaar Lyrics - Chandni Raat (1949)
Movie/album: Chandni Raat (1949)
Singers: Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: M. Ehsan
Music Label: Saregama
Starring: Shyam, Naseem Banu, Noor Jehan, Ulhas, Cuckoo, David Abraham, Jillo, Parveen, Sayeeda Khan
Kaise Baje Dil Ke Sitaar Song Lyrics
Nigaahen ruk gayin haaye kahaan par
Tadap kar reh gaya naghma zubaan par
Dhuan sa uth raha hai aasman par
Giri bijli kisi ke aashiyaan par
Kaise baje dil ka sitaar
Thhes lagi toot gaye taar
Jeeta hua jeewan ka pyaar
Haaye koyi aaj gaya haar
Dil kahin aawaz kahin
Naghma kahin saaz kahin
Dil kahin aawaz kahin
Naghma kahin saaz kahin
Dekh ye ghabraayi nazar a a a a
Dekh ye ghabraayi nazar a a a a
Khol na de raaz kahin
Khol na de raaz kahin o o o
Aaj kahe dil baar baar
Naiya meri kaise lage paar
Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahoon reh na sakoon
Tut pade mujh pe sitam
Aur main kuchh keh na sakoon
Dil mein chhupaaye huye gham
Kaise rahoon reh na sakoon
Tut pade mujh pe sitam
Aur main kuchh keh na sakoon o o o
Geet mein hai dil ki pukaar
Gaaye ja tu saajan ke dwaar.