lyrics of hindi bollywoood songs

Showing posts with label K L Saigal. Show all posts

Monday, 18 February 2019

Panchhi Kahe Hot Udas Lyrics - Amar Saigal (1955)

No comments :




Movie/album: Amar Saigal (1955)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Apresh Lahiri

Music Director: Apresh Lahiri

Director: Nitin Bose

Starring: G. Mugheri, Tandon, Pahadi Sanyal, Akhtar Jehan, Padma Devi


Panchhi Kahe Hot Udas Song Lyrics


Panchhi re
Panchhi kahe hot udas
Panchhi kahe hot udas
Tu tod na mann ki aash
Panchhi tod na mann ki aash
Panchhi kahe hot udas
Panchhi kahe hot udas

Dekh ghataye aayi hai wo
Dekh ghataye aayi hai wo
Ek sandesha layi hai wo
Dekh ghataye aayi hai wo
Ek sandesha layi hai wo
Pinjara lekar ud ja panchhi
Pinjara lekar ud ja panchhi
Jaa sajan ke paas
Panchhi kahe hot udas
Panchhi kahe hot udas

Uth aur uth kar aaj laga de
Uth aur uth kar aaj laga de
Funk de pinjara pankh jala de
Funk de pinjara pankh jala de
Uth aur uth kar aaj laga de
Uth aur uth kar aaj laga de
Funk de pinjara pankh jala de
Funk de pinjara pankh jala de
Raakh babula bankar panchi
Raakh babula bankar teri
Pahonche unki pass panchi
Panchhi kahe hot udas
Panchhi kahe hot udas.


Premnagar Mein Banaungi Lyrics - Amar Saigal (1955)

No comments :




Movie/album: Amar Saigal (1955)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Apresh Lahiri

Music Director: Apresh Lahiri

Director: Nitin Bose

Starring: G. Mugheri, Tandon, Pahadi Sanyal, Akhtar Jehan, Padma Devi


Premnagar Mein Banaungi Song Lyrics


Prem nagar mein
Banaungi ghar main
Sadke sab sansar
Prem nagar mein
Banaungi ghar main
Sadke sab sansar
Prem ka aangan
Prem ki chhat
Aur prem ke honge dawar
Prem ka aangan
Prem ki chhat
Aur prem ke honge dawar
Prem nagar mein
Banaungi ghar main
Sadke sab sansar
Prem nagar mein
Banaungi ghar main
Sadke sab sansar

Prem sakha ho prem padoshi
Prem mein sukh ka saaz
Prem mein sukh ka saaz
Prem sakha ho prem padoshi
Prem mein sukh ka saaz
Prem mein sukh ka saaz
Prem ke sang bitayenge jeevan
Prem ke sang bitayenge jeevan
Prem hi kanha dhar
Prem ke sang bitayenge jeevan
Prem ke sang bitayenge jeevan

Prem pooja se snan karungi
Prem se hoga singar
Prem se hoga singar
Prem pooja se snan karungi
Prem se hoga singar
Prem se hoga singar
Prem hi karm hai
Prem hi dharm hai
Prem hi satya vichar
Prem hi satya vichar
Prem hi dharam hai
Prem hi karam hai
Prem hi karm hai
Prem hi dharm hai
Prem hi dharm hai
Prem nagar mein
Banaungi ghar main
Sadke sab sansar.


Kaun Bujhave Ram Lyrics - Amar Saigal (1955)

No comments :




Movie/album: Amar Saigal (1955)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Apresh Lahiri

Music Director: Apresh Lahiri

Director: Nitin Bose

Starring: G. Mugheri, Tandon, Pahadi Sanyal, Akhtar Jehan, Padma Devi


Kaun Bujhave Ram Song Lyrics


Kaun bujhave
Kaun bujhave ho ram
Kaun bujhave
Kaun bujhave ram ho
Rama kaun bujhave
Tapat more mann ki ho ram
Tapat more mann ki ram
Tapat more mann ki ram
Rama ho kaun bujhave

Hey lagi
Lagi lagi aag lagan ki
Haye ram lagi
Arey lagi
Lagi aag lagan ki
Haye ram rama o ram
Kaun bujhave
Kaun bujhave
Tapat more mann ki ram
Tapat more mann ki ram
Rama ho kaun bujhave

Pritam gayo videsh aji
Kaho kaise kahu
Mann ki batiya
Biraha agan phunkyo
Mann mora
Ab kaun kare
Sheetal khashiya
Rama kaun bujhave
Arey bujhave
Tapat more mann ki
Rama ho rama ho
Kaun bujhave
Bujhave ho rama
Kaun bujhave.


Main Kya Janu Kya Lyrics - Amar Saigal (1955)

No comments :




Movie/album: Amar Saigal (1955)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Apresh Lahiri

Music Director: Apresh Lahiri

Director: Nitin Bose

Starring: G. Mugheri, Tandon, Pahadi Sanyal, Akhtar Jehan, Padma Devi


Main Kya Janu Kya Song Lyrics


Main kya janu kya jadu hai
Main kya janu kya jadu hai
Jadu hai jadu hai jadu hai
In do matwale  naino mein jadu hai
Jadu hai jadu hai jadu hai
Main kya janu kya jadu hai

Ek taij ankha ka jalta hai
Ek taij ankha ka jalta hai
In do matwale naino mein jadu hai
Jadu hai jadu hai jadu hai
Main kya janu kya jadu hai

Mann puchh raha hai ab mujhse
Naino ne kaha hai ya khud se
Mann puchh raha hai ab mujhse
Naino ne kaha hai ya khud se
Jab nain mile naino ne kaha
Naino ne kaha
Jab nain mile naino ne kaha
Ab nain basenge naino mein
Main kya janu kya jadu hai
Jadu hai jadu hai jadu hai
In do matwale  naino mein jadu hai
Jadu hai jadu hai jadu hai
Main kya janu kya jadu hai.


Ek Raaje Ka Beta Lyrics - Amar Saigal (1955)

No comments :




Movie/album: Amar Saigal (1955)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Apresh Lahiri

Music Director: Apresh Lahiri

Director: Nitin Bose

Starring: G. Mugheri, Tandon, Pahadi Sanyal, Akhtar Jehan, Padma Devi


Ek Raaje Ka Beta Song Lyrics


Ek raaje ka beta le kar
Udane wala ghoda
Ek raaje ka beta le kar
Udane wala ghoda
Desh desh ki sair ki khaatir
Apne ghar se nikla
Desh desh ki sair ki khaatir
Apne ghar se nikla

Udte udte chalte chalte
Thake jo uske paanv
Udte udte chalte chalte
Thake jo uske paanv
To ik jaa par baith gaya
Wo dekh ke thandi chhanv
To ik jaa par baith gaya
Wo dekh ke thandi chhanv

Itne mein honi ne apni
Bansi wahaan bajaayi
Itne mein honi ne apni
Bansi wahaan bajaayi
Jisko sun kar pariyon ki
Shahjaadi daudi aayi
Jisko sun kar pariyon ki
Shahjaadi daudi aayi.


Tuesday, 20 November 2018

Ab Main Kah Karu Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :



Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin BoseStarring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Ab Main Kah Karu Song Lyrics


Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau

Chhut gaya chhut gaya
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Ik bajee mein sab kuchh hara,
Aasha hari himmat haree
Abb kya danv lagau,
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau,
Main kah karu kit jau



Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Bujh gaya jo bhi diya jalaya,
Man andhiyara jag andhiyara
Jyot kaha se lau main, kah karu kit jau.


Duniya Rang Rangilee Baba Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Kundan Lal Saigal, Pankaj Mullick, Uma Shashi

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Duniya Rang Rangilee Baba Song Lyrics


Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili
Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili

Yah duniya ik sundar bagiya
Shobha isake nyare hain
Yah duniya ik sundar bagiya
Shobha isake nyare hain
Har dari par jadu chhaya
Har dari par jadu chhaya,
Har dari matwari hai
Adbhut panchhi phul manohar
Adbhut panchhi phul manohar,
Kali kali chatakili baba
Duniya rang rangili



Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili
A ha ha a ha ha a ha ha………..

Kadam kadam par aasha
Aana roop anup dikhati hai
Kadam kadam par aasha
Aana roop anup dikhati hai
Bigade kaj banati hai,
Dhiraj ke geet sunati hai
Bigade kaj banati hai,
Dhiraj ke geet sunati hai
Isaka sur misri se
Mitha isake tar sajili baba
Duniya rang rangili……

Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili
A ha ha a ha ha a ha ha………..

Duhkh ki nadiya jeevan naiya
Aasha ke patavar lage
Duhkh ki nadiya jeevan naiya
Aasha ke patavar lage
O naiya ke khene vale
O naiya ke khene vale
Naiya teri par lage,
Par basat hai desh sunahara
Kismat chhail chhabili baba,
Duniya rang rangili
Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili

Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili
A ha ha a ha ha a ha ha………..

Duniya rang rangili baba,
Duniya rang rangili.


Kisne Yah Sab Khel Rachaya Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Kisne Yah Sab Khel Rachaya Song Lyrics



Kisne kisne, kisne
Yah sab khel rachaya
Kisne yah sab saj sajaya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya, kis naa

Komal komal pyare paudhe
Komal komal pyare paudhe,
Dhan pan matvare paudhe
Inake upar aakar chhidaki
Rang roop ki maya
Inake upar aakar chhidaki
Rang roop ki maya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa



Andhere mein sote the
Yeh bilkul besudh hote the yeh
Andhere mein sote the
Yeh bilkul besudh hote the yeh
Neend kuri ke madamato ko
Neend se aan jagaya
Neend kuri ke madamato ko
Neend se aan jagaya
Apne aap sabhi kuchh
Karake aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa

Hara bhara guljar khila hai,
Sarso kaa sansar khila hai
Dekh dekh mann mein sukh hovat,
Akhiya noor samaya
Dekh dekh mann mein sukh hovat,
Akhiya noor samaya
Apne aap sabhi kuchh
Karke aana aap chhupaya
Aana aap chhupaya kis naa

Kisne…..


Mann Kee Bat Batau Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Kundan Lal Saigal, Uma Shashi

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Mann Kee Bat Batau Song Lyrics

Mann ki baat batau,
Main mann ki baat batau
Kya kya bat uthat mann more
Kya kya bat uthat mann more
Sab kah kar samajhau,
Main man ki baat batau

Phool banu phool banu
Phoolan ang mahku
Bansi banakar gaun
Param punit prabhat banu
Main jagu aur jagau
Nipat suhanee dhup banu
Main jagu aur jagau
Main mann ki baat batau



Jag banu aakash
Sajau tare roj jalau
Lahar banu pal pal laharau
Badal ban jag chhaun
Lahar banu pal pal laharau
Badal ban jag chhaun
Tu badal kaa rup bane
Main chatak rup dhar aau
Tu badal kaa rup bane
Main chatak rup dhar aau
Sukha pyasa khet banu main
Sukha pyasa khet banu main
Pal pal tujhe bulau
Main man ki baat batau
Main man ki baat batau

Mitha geet banu jharane kaa
Neet neet sunat suhau
Mitha geet banu jharane kaa
Neet neet sunat suhau
Aasha kaa sapna banakar
Aasha kaa sapna banakar
Man tute jod dikhau
Main man ki baat batau
Main man ki baat batau.


Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Pankaj Mullick

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Aakhir Woh Din Aaya Aaj Song Lyrics


Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj aakhir
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mera haath aa kar pakda
Aaj mera haath aa kar pakda
Aap ghareeb nawaaz
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj



Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de
Tere ghar mein kya mushqil hai
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj.


Jaag Sajaniya Jaag Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Uma Shashi

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamalesh kumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Jaag Sajaniya Jaag Song Lyrics



Jaag sajaniya jaag
Navyug aayaa
Aaya sajaniya
Jaag sajaniya jaag
Jaag sajaniya jaag
Navyug aayaa
Aaya sajaniya
Jaag sajaniya jaag

Beet gayi beet gayi
Sab baat puraani beet gayi
Beet gayi beet gayi
Sab baat puraani
Nayaa zamaanaa nayi kahaani
Nayaa zamaanaa nayi kahaani
Nayi chadariya
Nayi khabariya sajaniya
Nayi chadariya aaa
Nayi khabariya sajaniya
Nayi nayi niyati
Nayi nagariya sajaniya
Nayi nayi niyati
Nayi nagariya sajaniya
Nayi aasha nayi khilaune
Ek naya sansaar
Jagaayaa sajaniya
Ek naya sansaar
Jagaayaa sajaniya

Navyug aaya
Aayaa sajaniya
Jaag sajaniya jaag
Jaag sajaniya jaag
Navyug aaya
Aaya sajaniya
Jaag sajaniya jaag.