Thursday, 16 August 2018
Ek Baar Sirf Ek Baar Lyrics - Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Movie/album: Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Doondi
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Shabana Azmi, Asha Parekh, Prem Chopra
Ek Baar Sirf Ek Baar Song Lyrics
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Sau janam ki pyas tu mita de
Kab se kar rahi hu intjar intjar
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tere din jagmagaungi
Tera ghar teri galiya sajavangi
Tere din jagmagaungi
Tera ghar teri galiya sajavangi
Deep apne pyar ke jalaungi
Phul rang rup ke khilaungi
Dekho mujhpe karke aitbar
Aitbar aitbar
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Pyar koi pyar ki kasam to nahi
Bekhabar hai hum bewafa to nahi
Pyar koi pyar ki kasam to nahi
Bekhabar hai hum bewafa to nahi
Teri berukhi bhi yaar
Kuchh kam nahi
Umar bar juda rahe to ghum nahi
Kash ek raat, tu gujar tu gujar
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tere sath mai muskuraungi
Pass aake dur chali jaungi
Tere sath mai muskuraungi
Pass aake dur chali jaungi
Fir tujhe kabhi nahi sataungi
Is khushi mai to mar hi jaungi
Mere naam le ke tu pukar
Tu pukar tu pukar
Ek baar, sirf ek baar
Ek baar tu jo muskura de
Tu jo muskura de
Tu jo muskura de.
Kahe Ko Byahi Bidesh Lyrics - Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Movie/album: Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Singers: Asha Bhosle
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Doondi
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Shabana Azmi, Asha Parekh, Prem Chopra
Kahe Ko Byahi Bidesh Song Lyrics
Aa kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Aisi na thi more mayke galiya
Aisi na thi, aisi na thi
Aisi na thi more mayke galiya
Jaisa piya ji ka desh,
Re babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Padh gaye komal pairo me chhale
Padh gaye komal pairo me chhale
Lag gaye hontho pe chup ke tale
Lakhjo anjane wale ek ke hath
Bheja na mere baiya ne sandesh
Re babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Likh likh phadi kitni pattiya
Likh likh phadi kitni pattiya
Likh na paau jiti batiya
Chhote din aur lambi ratiya
Yaad karu sare mahle do mahle
Lagi piay ke desh re babul
Babul kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Jivan sapna nikla jutha
O jivan sapna nikla jutha
Mera man mujhse bhi rutha
Mukh gayi san me darpan tuta
Apna aap na pahchanu
Badla ji maine aisa bhesh re babul
Kahe ko biyahi bidesh
Kahe ko biyahi bidesh
Re babul kahe ko biyahi bidesh.
Main London Chhod Ke Lyrics - Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Movie/album: Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Doondi
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Shabana Azmi, Asha Parekh, Prem Chopra
Main London Chhod Ke Song Lyrics
Bahar ja ke maine
Fashion dekhe aise aise
Kaise kasie
Are balo ka kat bhi ek jaisa
Aur kapde bhi ek jaise
Are ladka hai ya ladki hai
Koi pahchane kaise
Are pagdi band ke main gaya tha
Pagdi band ke main gaya tha
Chunnri odh ke aa gaya
Main london chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Main london chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Maine london ja ke babli
Paisa bahut kamaya
Maine london ja ke babli
Paisa bahut kamaya
Motor le li sofare rakha
Bangala naya banaya
Khali bangale me rahne se
Lekin maja na aaya
Khali bangale me rahne se
Lekin maja na aaya
Teri yaad jo aayi to main
Teri yaad jo aayi to
Teri yaad jo aayi to main
Vapis daud ke aa gaya
Mai london chodd ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Gori mame lipsatic powder
Na kajal na bindiya
Gori mame lipsatic powder
Na kajal na bindiya
Ye rang rup kaha jo lute
Ek najar me nindiya
Made in foreign se acha hai
Kuchh bhi made in india
Made in foreign se acha hai
Kuchh bhi made in india
Mere pas thi jitni cheese
Mere pas thi jitni cheese
Mere pas thi jitni cheese
Mai sari chhod ke aa gaya
Mai london chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Babli tum gao lala lala
Are aap log bhi gao bhai
La lala la lala la la
Muhskil se rahta hai
Vaha par sath koi joda
Are muhskil se rahta hai
Sath vaha par koi joda
Sabka hai dastur ki
Isko pakda usko chhoda
London ki ek madam ne jab
London ki ek madam ne jab
Mere dil ko toda
Tere pyar ke tute dil ke
Tere pyar ke tute dil ke
Tukde jodh ke aa gaya
Mai london chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya
Aa gaya main london
Chhod ke aa gaya.
Saathi Banega Saath Lyrics - Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Movie/album: Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Doondi
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Shabana Azmi, Asha Parekh, Prem Chopra
Saathi Banega Saath Song Lyrics
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega
Naam rahe na rahe kaam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega jo
Jiski najar rasta dundati hai
Manjil ussi ke kadam chumti hai
O jiski najar rasta dundati hai
Manjil ussi ke kadam chumti hai
Himmat na haro chalo mere yaro
Himmat na haro chalo mere yaro
Rahi banega rah apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega jo
Mahnet ko sari padi hai umariya
Mahnet ko sari padi hai umariya
Do mitti bate karo ab sanwariya
Ab kaam chhodo suno dil na todo
Premi banega prem humse karega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega jo
Mit jayengi jindagi ki bahre
Rah jayegi kaam ki yadgare
Mit jayengi jindagi ki bahre
Rah jayegi kaam ki yadgare
Kante hatao yaha gul khilao
Kante hatao yaha gul khilao
Mali banega phul kaliye khilayega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega
Jo rahe na rahe woh
Hotho pe uska naam rahega
Saathi banega saath apne chalega jo.
Yeh Raat Ek Si Hoti Hai Lyrics - Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Movie/album: Aadha Din Aadhee Raat (1977)
Singers: Lata Mangeshkar
Song Lyricists: Anand Bakshi
Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director: Doondi
Music Label: Saregama
Starring: Vinod Khanna, Shabana Azmi, Asha Parekh, Prem Chopra
Yeh Raat Ek Si Hoti Hai Song Lyrics
Yeh raat ek si hoti hai
Yeh raat ek si hoti hai
Koi jagta hai koi sota hai
Aisa hi hota hai
Har baat ek si hoti hai
Har baat ek si hoti hai
Koi hansta hai koi rota hai
Aisa hi hota hai
Yeh raat ek si hoti hai
Dil pe chot lage to
Dil me dard jo hota hai
Yeh dard jo hans ke sahta hai jo
Woh mard hota hai
Dil pe chot lage to
Dil me dard jo hota hai
Yeh dard jo hans ke sahta hai jo
Woh mard hota hai
Woh mard hota hai
Yeh ghat ek si hoti hai
Yeh ghat ek si hoti hai
Koi jita hai koi marta hai
Aisa hi hota hai
Yeh raat ek si hoti hai
Khil kar murjane ko hi
Sare phul khilte hai
Mil kar hi bichhad jane ko
Sab log milte hai
Khil kar murjane ko hi
Sare phul khilte hai
Mil kar hi bichhadne ko
Sab log milte hai
Sab log milte hai
Mulakat ek si hoti hai
Mulakat ek si hoti hai
Koi milta hai koi khota hai
Aisa hi hota hai
Ye raat ek si hoti hai
Yeh raat ek si hoti hai
Har baat ek si.