Friday, 17 August 2018
Aadmi Sadak Ka Lyrics - Aadmi Sadak Ka (1977)
Movie/album: Aadmi Sadak Ka (1977)
Singers: Mohammed Rafi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Devendra Goel
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Vikram, Zaheera, Deven Verma
Release on: 1st January, 1977
Aadmi Sadak Ka Song Lyrics
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadami sadak ka
Ke main hun aadami sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadami sadak ka
Ke main hun aadami sadak ka
Mohabbat mera dharam imaan hain
Mohabbat mera dharam
Imaan hain meri jaat
Toh sirf insaan hain
Wahi jisne banaaye
Hain dono jahaan
Wahi jisne banaaye
Hain dono jahaan
Woh mera raam hain
Mera rehmaan hain
Sir jhukaaya toh dekhi
Kaashi aur sajda kiya toh makka
Ke main hu main hu
Main hu aadmi sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadmi sadak ka
Ke main hun aadmi sadak ka
Piche hat jaau yeh
Maine sikha nahi
Piche hat jaau yeh
Maine sikha nahi hogi manzil
Kaha yeh bhi socha nahi
Jab bada hausla phat gaya phaasla
Jab bada hausla phat gaya phaasla
Rokne se kisi ke main rukta nahi
Himmat hi mera tanga
Himmat hi mera ekka
Ke main hun main
Hun aadmi sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadami sadak ka
Ke main hun aadami sadak ka
Ek sadak hain yeh
Insaan ki zindagi
Ek sadak hain yeh
Insaan ki zindagi
Isake har mode par
Miltey gam aur khushi
Jo bhi ghabraaya woh
Reh gaya raah mein
Jo bhi ghabraaya woh
Reh gaya raah mein
Aur gaya jo usi ko
Hain manzil mili
Thokar ko maari thikar
Aur dhakke ko maara dhakka
Ke main hun main
Hun aadmi sadak ka
Koyi kaam nahi hain
Mushkil jab kiya iraada pakka
Ke main hun aadmi sadak ka
Ke main hun aadmi sadak ka.
Mere Yaar Ki Shaadi Hai Lyrics - Aadmi Sadak Ka (1977)
Movie/album: Aadmi Sadak Ka (1977)
Singers: Deven Verma, Mohammed Rafi, Ravi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Devendra Goel
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Vikram, Zaheera, Deven Verma
Release on: 1st January, 1977
Mere Yaar Ki Shaadi Hai Song Lyrics
Amir se hoti hai garib se hoti hai
Door se hoti hai qarib se hoti hai
Magar jahaan bhi
Hoti hai ai mere dost
Shaadiyaan to naseeb se hoti hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Yaar ki shaadi hai mere
Diladaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Lagataa hai jaise saare
Sansaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Vaqt hai khubasurat
Bada shubh lagan muhurat
Dekho kya khub jachi hai
Dulhen ki bholi surat
Dulhen ki bholi surat
Khushi se jhoomein hai man
Mila sajani ko saajan
Kaise sanjog mile hain
Choli se bandh gaya daaman
Choli se bandh gaya daaman
Ek maasoom kali se mere
Gulazaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
O sun mere dilajaani
Teri thiye jawaani
Shuru ab hone lagi hai
Nai teri zindagaani
Nai teri zindagaani
Khushi se kyon itaraae
Ahaa
Aaj tu hamein nachaae
Vaqt vo aane wala
O ho
Dulhaniya tujhe nachaae
Dulhaniya tujhe nachaae
Kisi ke sapanon ke solah
Singaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Taare tod tod laaun
Tere sahare ko sajaaun
Phool raahon mein
Bichhaaunga main pyaar ke
Taare tod-tod laaun
Tere sahare ko sajaaun
Phool raahon mein
Bichhaaunga main pyaar ke
Aaj lunga main balaaen
Dungaa dil se duaaen
Daal gale mein baahen ab yaar ke
Ek chaman se dekho
Aaj bahaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Yaar ki shaadi hai
Mere diladaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Lagata hai jaise saare
Sansaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai.
Basti Basti Nagri Nagri Lyrics - Aadmi Sadak Ka (1977)
Movie/album: Aadmi Sadak Ka (1977)
Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Devendra Goel
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Vikram, Zaheera, Deven Verma
Release on: 1st January, 1977
Basti Basti Nagri Nagri Song Lyrics
Basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me
Re basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo sar pe chade
Wo aaj pade hai paav me
Itni chhoti si galti ki
Itni badi saza na do
Bhul ki mafi mang raha hu
Ab to mujhko maaf karo
Bhul ki mafi mang raha hu
Ab to mujhko maaf karo
Abhi to tumko pata chalega
Kya hai aate dal ka bhav
Apni karni ka phal bhogo
Maafi wafi bhul jaao
Apni karni ka phal bhogo
Maafi wafi bhul jaao
Are waqt badalte der lage na
Waqt badalte der lage na
Us malik se kuch to daro
Husn pe itna na itrao
Kal ki bhi kuch fikar karo
Husn me kitni takat hai
Tum bhul gaye nadani me
Sharam hai kuch to dub maro
Tum ab chulu bhar pani me
Sharam hai kuch to dub maro
Tum ab chulu bhar pani me
Bahut niradar hua hamara
Raha nahi dil par kabu
Todke bandhan duniya ke
Ab hone chale hai hum sadhu
Ab hone chale hai hum sadhu
Barso lag jayenge bhaiya
Ugne me asali dadhi
Isiliye jhole me rakh kar
Laya hu nakli dadhi
Yadi kuwari kanya koi
Sankat me phas jayegi
Tod samaadhi madad karunga
Jab bhi wo chillayegi
Alvida alvida alvida alvida
Ae duniya walo kaha suna bisra dena
Mere hriday ki dukhad katha
Tum is yantar se sun lena
Jai shankar
Yantar band kiya to kya
Yantar band kiya to kya
Hum dhuni yahi ramayenge
Bachhe bachhe ko bachha
Ab sari katha sunayenge
Jai ho jai ho swaami ji ki
Bhed jagat ka chhupa hai
Swami aaj tumhari aankho me
Unpar aancha na aaye jinki
Laaj tumhare hatho me
Phenk do jhola noch lo dadhi dadhi
Phenk do jhola noch lo dadhi
Apne dil ko saaf karo
Humne apni galti mani
Ab to humko maf karo
Dost ka itna kare niradar
Apna nahi ye sewa hai
Jo bhi cheli sharan me aaye
Usko milti mewa hai
Basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Basti basti nagri nagri
Kah do gaaon gaaon me
Kal tak the jo bigde bigde
Aaj hai apni baaho me
Kal tak the jo bigde bigde
Aaj hai apni baaho me
Aaj hai apni baaho me.
Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Me Lyrics - Aadmi Sadak Ka (1977)
Movie/album: Aadmi Sadak Ka (1977)
Singers: Anuradha Paudwal, Deven Verma, Mohammed Rafi
Song Lyricists: Verma Malik
Music Composer: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Director: Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director: Devendra Goel
Music Label: Saregama
Starring: Shatrughan Sinha, Vikram, Zaheera, Deven Verma
Release on: 1st January, 1977
Bura Na Mano Yaar Dosti Yaari Me Song Lyrics
Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Masti me kuch kahta hai kahta hai
Chahe gali deta hai deta hai
Gali me hai pyar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Har baat ko napo tolo
Bhai har baat ko napo tolo
Jis baat ko tum na samjho
Wo baat kabhi na bolo
Wo baat kabhi na bolo
Bhai wo baat kabhi na bolo
Us baat ki kimat jano
Jo baat zuba pe aaye
Jo baat banane aaye hai
Wo baat bigad na jaye
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Ho jaye na takrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Dete rahe humko dhokha
Tum pyar ka hath badha ke
Pyar ka hath bhada ke
Bhai pyar ka hath badha ke
Tum dono bade chor nikle
Hamare dil ka chain churake
Dil ka chain churake
Bhai dil ka chain churake
Tum kya jano hai kya
Kya dil me arman hamare
Hum badle sabhi chukaye
Jitne ehsan tumhare
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Ye karte hai ikrar dosti yaari me
Har gali me hai pyar dosti yaari me
Bura na mano yaar dosti yaari me
Lo hum bhi hai taiyar dosti yaari me
Advance das hazaar dosti yaari me
Lo badla hai sansar dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me
Beda hua hai par dosti yaari me