These wild chimpanzees play as adults to better cooperate as a group
-
Compared to children, adults don't play as much, but social play into
adulthood is considered a universal human trait. Play has a role in
building toleranc...
Tuesday, 15 May 2018
Khasara OST Lyrics from ARY Digital Sung by Rahat Fateh Ali Khan
OST : Khasara
SIGNER : Rahat Fateh Ali Khan
CHANNEL : ARY DIGITAL
SIGNER : Rahat Fateh Ali Khan
CHANNEL : ARY DIGITAL
Apne hi dar ko khud hi tha choora Ab darbadar si ye zindagi hai Ham rabb ke aagy kis munh se jae Aankhon mein aisi sharmindagi hai Duniya ki chahat pa ke sab kuch tu ne khoya Tu ne hai kaata wohi jo tha tu ne boya Muhabbat na ki thi kiya tha tu ne sooda Us ko diya na, diya tha khud ko dhooka Sach se munh morr liya hai, Haye Khasara kar baithe hain Marne se pehle marne ka nazara kar baithe hain... Tooti hui jaisey deewaren Rokein kisi ko pukaren Tooti hui jaisey deewaren Rokein kisi ko pukaren Ham bhi to patta patta tootey Wesey hi zalim hawaon se haarey Jo kirchi kirchi sheesha ho javey Koi laakh bhi joorey to jurr na paavey Mann kaaly ko kia khooly ab to Sachy meri jaan kia booly ab to Apne safar ko khud hi tha roka Numm aankhein dhoondein manzil kahan hai Apne hi haathon pathar chuny they Ab bethy royen ye kia haasil hai Sach se munh morr liya hai, Haye Khasara kar baithe hain Marne se pehle marne ka nazara kar baithe hain... Sach se munh morr liya hai, Haye Khasara kar baithe hain Marne se pehle marne ka nazara kar baithe hain...
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment