lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday 17 May 2018

Zara yaad kar Lyrics By Rahat Fateh Ali Khan..

No comments :
Zara yaad kar Lyrics By Rahat Fateh Ali Khan..
Zara yaad kar, Zara yaad kar, zara yaad kar
Mere hamnafas, Mera dil jo tum pe nisar tha
Zara yaad kar, Mere hamnafas
Mera dil jo tum pe nisar tha,Wo dara dara sa jo piyar tha
Teri shokh qadmon ki dhool thi, Tera dil bhi beqarar tha
Zara yaad kar,Zara yaad kar
Ho zara yaad kar, Mere ham nafas
Mera dil jo tum pe nisar tha
Woh ghuti ghuti si naway-e-dil, Meri aahe dard ka saaz thi
Ho Woh ghuti ghuti si naway-e-dil, Meri aahe dard ka saaz thi
Jo parhi thi ashkon ne tut ke, Jo parhi thi ashkon ne tut ke
Kissi bekhuda ki Nimaz thi, Jisse ro diya hai zara zara
Meri bebassi ka faashaar tha, Tera dil bhi beqarar tha
Zara yaad kar, Zara yaad kar, ho zara yaad kar
Mere ham nafas, Mera dil jo tum pe nisar tha
Mera ghum to hai ghum-e-mubtila, Mai jiya magar main jiya nahi
Ho Mera ghum to hai ghum-e-mubtila, Mai jiya magar main jiya nahi
Tera ghum hain teri nidamatain 
Tera ghum hain teri nidamatain, Tu jiya magar tu mara nahi 
Tujhe umar bhar ki saza mili, Tera jurm jurm-e-faraar tha
Tera dil bhi beqarar tha, Zara yaad ka
Zara yaad kar, Ho zara yaad kar
Mere ham nafas mera dil jo tum pe nisar tha

No comments :

Post a Comment