Thursday, 23 August 2018
Allah Kare Dil Na Lage Kisise Lyrics - Ahista Ahista (2006)
Movie/album: Ahista Ahista (2006)
Singers: Himesh Reshammiya
Song Lyricists: Irshad Kamil
Music Composer: Himesh Reshammiya
Music Director: Himesh Reshammiya
Director: Shivam Nair
Music Label: T-Series
Starring: Abhay Deol, Soha Ali Khan, Sharman Joshi
Release on: 18th August, 2006
Allah Kare Dil Na Lage Kisise Song Lyrics
Jab tak yeh khudaayi rahe
Tere dil pe mera naam rahe
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Jab tak yeh khudaayi rahe
Tere dil pe mera naam rahe
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Tera hi aalam hai
Tera hi manzar hai
Tera hi mausam hai raat din
Gehraayiyo mein mere
Dil ki jaane jaan koyi
Nahi hain abb tere bin
Har lamha tujhko hi diya hai
Tumne kya mujhko kar diya hai
Jab tak yeh khudaayi rahe
Tere dil pe mera naam rahe
Allah karein allah
Karein allah karein allah
Meri jawaani ka teri kahaani
Ka koyi na koyi hai waasta
Tera thikaana hu tera fasaana
Hu manzil ka teri main raasta
Tujhpe hai mera bas mera
Hak tu hi hai jaana dil ki raunak
Jab tak yeh khudaayi rahe
Tere dil pe mera naam rahe
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Jab tak yeh khudaayi rahe
Tere dil pe mera naam rahe
Allah karein allah karein
Allah karein allah
Allah karein allah karein
Allah karein allah.
No comments :
Post a Comment