lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 2 August 2018

Allahbad Me Paida Huyee Lyrics from Jaaneman (1976)

No comments :

Song: Allahbad Me Paida Huyee
Movie: Jaaneman (1976)
Singer(s): Lata Mangeshkar
Music By: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Anand Bakshi


Tohre gun gate gate, din bita rain aa chalee
Kab loge prabhu moree khabariya, der bahut ho chalee
Allahbad me paida huyee
(Allahbad me paida huyee, mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee - (2)) - (2)

Kaise aayee kaha aayee yeh jawanee mat puchho - (2)
Sharm aatee hai tauba yeh kahanee mat puchho
Ke ha shalimar ke bag me khilake banee phul yeh kalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee - (2)

Kaha se yeh soj aaya kaha se saj maine sikhe - (2)
Arj kiya hai bade bade ustado se yeh andaj maine sikhe
Ke ha nayee puranee dilli kee tadpaker bhee mai chalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee - (2)

Rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain - (2)
Meharbano mere meharban har jagah hain
Toh rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain
Ke ha lucknow ke rangin shehar me shama mai ban ke jalee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee - (2)
Allahbad me paida huyee, mai jabalpur me palee
Abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
Meraa nam hai ram hai ramkalee - (2)


No comments :

Post a Comment