'Good Luck, Have Fun, Don't Die' feels like '12 Monkeys' meets 'Shaun of
the Dead' and a whole lot of AI dread (review)
-
Sam Rockwell rocks as a mad time traveler saving the world from a rogue AI
in Gore Verbinski's new film "Good Luck, Have Fun, Don't Die."
from Latest from ...
Thursday, 2 August 2018
Apalam Chapalam Chap Layi Re Lyrics from Azaad
Song
: Apalam Chapalam Chap Layi Re
Movie
: Azaad
Singer(s)
: Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar
Music By
: C Ramchandra
Lyricist(s)
: Rajendra Krishan
Apalam chapalam, chap layi re dooniya ko chhod
Teri gali aayi re, aayi re, aayi re....
Apalam chapalam.....
Bada majabur kiya hay tere pyar ne
Mar diya mar diya hay tere pyar ne
Abb pachhataye dil hay kit jayey dil
Kahe ko yeh aag lagayi re, lagayi re, lagayi re....
Apalam chapalam.....
Tedha medha khel hai yeh pyar jo mai janati
Bhul ke bhi bat kabhee dil kee naa manati
Dil beiman huwa, dekho jee paraya huwa
Roye roye jan ganvayi re, ganvayi re, ganvayi re....
Apalam chapalam.....
Daga denewala dekho kaisa daga de gaya
Chhod gaya yad aur dil mera le gaya
Mai ne hee kusur kiya, aise ko jo dil diya
Sudh budh sab bisarayi re, apalam chapalam.....
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment