lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday 18 August 2018

Chalka Chalka Jaam Hoon Mein Hoton Pe Lyrics - Aankhen (2002)

No comments :




Movie/album: Aankhen (2002)

Singers: Alka Yagnik, Javed Ali

Song Lyricists: Praveen Bhardwaj

Music Composer: Jatin Pandit, Lalit Pandit

Music Director: Jatin Pandit, Lalit Pandit

Director: Vipul Amrutlal Shah

Music Label: Universal

Starring: Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Arjun Rampal, Paresh Rawal, Aditya Pancholi, Sushmita Sen, Kashmira Shah, Bipasha Basu, Ajit Vachani, Arun Bali

Release on: 5th April, 2002


Chalka Chalka Jaam Hoon Mein Hoton Pe Song Lyrics


Chalka chalka jaam hoon mein
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle

Bhale chaahe sab se chupa kar tu pi
Magar ishq mein main mila kar tu pi
Yeh ishq nasha hai yeh husn nasha hai
Yeh jaam sharabi kehne ko nasha hai
Soch le tu bhi har baat
Utar ne se pehle
Thodi si tu bhi pila de re
Utar ne se pehle

Jawani si khilti baharon se mil
Mere husn ke tu sitaaron se mil
Mein chadi zulfein bekrade kajal
Is deewani ko tu kar de pagal
Aur behkaade tu mujhko
Sambhalne se pehle
Aur behkaade tu mujhko
Sambhalne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Chalka chalka jaam hoon mein
Hoton pe rakh le chalakne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle
Har nasha kar le sharabi
Behekne se pehle.


No comments :

Post a Comment