Combination of dual-targeted therapies and chemotherapy shows high response
rates in BRAF-mutated metastatic colorectal cancer
-
Patients with metastatic colorectal cancer (mCRC) harboring BRAF V600E
mutations benefited from first-line treatment with the targeted therapies
encorafeni...
Friday, 3 August 2018
Chalo Re Dolee Uthao Kahar Lyrics from Jaani Dushman (Old)
00:17
1979
,
Jaani Dushman (old 1979)
,
Jeetendra
,
Laxmikant-Pyarelal
,
Mohammad Rafi
,
Rekha
,
Sanjeev Kumar
,
Vinod Mehra
No comments
:
Song: Chalo Re Dolee Uthao Kahar
Movie: Jaani Dushman (Old)
Singer(s): Mohammad Rafi
Music By: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist(s): Verma Malik
Chalo re dolee uthao kahar, piya milan kee rut aayee
Pee kee nagaree le jao kahar, piya milan kee rut aayee
Jin nainon kee tu hai jyotee, unn nainon se barase motee
Dava nahee hai koyee jor nahee hai, beti sada hee parayee hotee
Jaldee naihar se le jao kahar, piya milan kee rut aayee
Chhaayee hai dekho hariyalee, aai hai rut khushiyo walee
Har aasha parvan chadhee, din hai dasahara rat diwalee
Gale dal bahon kaa har kahar, piya milan kee rut aayee
Tan maike mann teree nagariya, udd jau mai banake badariya
Chand nagar ko chalee chakoree, pyasee hu milan kee sanvariya
Mere sapne sajao kahar, piya milan kee rut aayee
Sunee padee bhaiya kee havelee, vyakul bahana rah gayee akelee
Jin sang nachee jin sang khelee, chhut gayee woh sakhee sahelee
Abb na deree lagao kahar, piya milan kee rut aayee
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment