Saturday, 18 August 2018
Choten Choten Pairon Ke Tale Lyrics - Aamras: The Sweet Taste Of Friendship (2009)
Movie/album: Aamras: The Sweet Taste Of Friendship (2009)
Singers: Kailash Kher
Song Lyricists: Subrat Sinha
Music Composer: Tabun Sutradhar
Music Director: Tabun Sutradhar
Director: Rupali GuhaMusic Label: Sony Music
Starring: Vega Tamotia, Ntasha Bhardwaj, Maanvi Gagroo
Release on: 11th September, 2009
Choten Choten Pairon Ke Tale Song Lyrics
Chhote chhote pairon ke
Tale raste bade ho o o
Nanhe se kandhon pe
Kyun yeh baste bade
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain
Chhote chhote pairon
Ke tale raste bade hain
Nanhe se kandhon pe
Kyun yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain
Yeh bhale hai naadaan
Par hai kisisse anjaane nahi
Jitane bhi shaitaan hai dekho
Toh bhagwaan bhi hai yahi
Aankhon ki badmashiya
Honto ki gustaakhiyaan
Aankhon ki badmashiya
Honto ki gustaakhiyaan
Inaka bachpan chhudwaane
Pe hum kyun ade hai
Chhote chhote pairon
Ke tale raste bade hain
Nanhe se kandhon pe
Kyun yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain
Khaab hai yeh hamaare
Yeh kal ke hai sahaare ji nahi
Chale manjilein apani jiye
Sapane apane liye kyun nahi
Kaagaz ki yeh kashtiyaan
Jinako deti mastiyaan
Kaagaz ki yeh kashtiyaan
Jinako deti mastiyaan
Unako dariya mein
Tairaane par kyun ade hai
Chhote chhote pairon
Ke tale raste bade hain
Nanhe se kandhon pe
Kyun yeh baste bade hain
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Apani saari khwaaishein
Lambi si farmaayishein
Inako jina sikhlaane pe
Hum kyun ade hain.
No comments :
Post a Comment