Monday, 13 August 2018
Dhoonden Tujh Ko Nain Deewaane Lyrics - Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
Movie/album: Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
Singers: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Song Lyricists: Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer: Madan Mohan Kohli
Music Director: Madan Mohan Kohli
Director: Naresh Saigal
Music Label: Saregama
Starring: Mala Sinha, Dharmendra, Anoop Kumar
Dhoonden Tujh Ko Nain Deewaane Song Lyrics
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain deewaane
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain diwane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey
Haste haste aaj deewaane milange
Tu jab aaye phul hazro khilenge
Haste haste aaj deewaane milange
Tu jab aaye phul hazro khilenge
Jaag uthenge sab virane
Aaja aaja rey, aaja aaja rey
Dil ka hai ye haal tumhari lagan me
Jaise koi phul akela chaman me
Dil ka hai ye haal tumhari lagan me
Jaise koi phul akela chaman me
Asha kae phul khilane aaja aaja rey
Dhunde tujhko nain deewaane aaja aaja rey
In naino ki pyas bhujhane aaja aaja rey.
No comments :
Post a Comment