Monday, 13 August 2018
Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Lyrics - Jaan-E-Jaan (1985)
Movie/album: Jaan-E-Jaan (1985)
Singers: Kishore Kumar
Song Lyricists: Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer: Rahul Dev Burman
Music Director: Rahul Dev Burman
Starring: Randhir Kapoor, Neetu Singh, Bindu, Ranjit
Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Song Lyrics
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Pyar bin mar mar ke jeena
Zindagi hain ya saja
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Jaam to usko milega
Badhke jo bhi thaam le
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye.
No comments :
Post a Comment