lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 12 August 2018

Jab Jab Tujhko Chhua Lyrics - Jaal Saz (1959)

No comments :




Movie/album: Jaal Saz (1959)

Singers: Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Kishore Kumar

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Datta Naik

Music Director: Datta Naik

Director: Mohammed Hussain, Aravind Sen

Music Label: Saregama

Starring: Kishore Kumar, Mala Sinha, Pran, Asit Sen, Nazir Hasain, Shyama, Helen

Release on: 14th March, 1959


Jab Jab Tujhko Chhua Song Lyrics



Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Karant karant karant arey baap re
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Karant karant karant su baba re
Jab jab tujhko chhua

Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
Dekhte hi ladki hamari aankh phadki
Taar nahi bijli ka mai hu ek ladki
Dekhte hi ladki hamari aankh phadki
Aata nahi hume ab kuchh bhi nazar
Kya kya kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Karant karant karant arey baap re
Jab jab tujhko chhua

Paas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
Nachta sa shola ye haseeno ka badan hai
Pas bhi ho dur bhi ajab uljhan hai
Nachta sa shola ye haseeno ka badan hai
Paas mat aana lagta hai mujhe darr
Kya kya kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Karant karant karant
Jab jab tujhko chhua

Kya kya logo sang rahe tum yahi pe
Pav kahi rakhta hu padte hai kahi pe
Kya kya logo sang rahe tum yahi pe
Paao kahi rakhta hu padte hai kahi pe
Lena koi lena mere di ki khabar
Kya kya kya kya hua
Jab jab tujhko chhua
Dhak dhak dhak dil hua
Jaise koi ek baar chhu le bijli ka taar
Karant karant karant are bolo re.


No comments :

Post a Comment