lyrics of hindi bollywoood songs

Thursday, 9 August 2018

Kisi Din Uth Gaya Lyrics - Jyoti Bane Jwala (1980)

No comments :




Movie/album: Jyoti Bane Jwala (1980)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)Director: Narayana Rao Dasari

Music Label: Saregama

Starring: Jeetendra, Moushmi Chatterjee, Waheeda Rehman, Sarika, Vinod Mehra, Kader Khan, Ashok Kumar, Satyen Kappu, Seema Deo, Sanjeev Kumar, Shreeram Lagoo, Rekha, Jairaj, Iftekhar, Pandhribhai, Pinchoo Kapoor

Release on: 6th June, 1980


Kisi Din Uth Gaya Song Lyrics



Are ja kisi din kisi din
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Tune dekhi prem najariya
Tune dekhi prem najariya
Ab gussa bhi dekh sawariya
Main to girungi ban ke bijuriya
Main to girungi ban ke bijuriya
Jara hone to de
Jara hone to de j
Ara hone to de barsat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi

Der se aana jaldi jana
Der se aana jaldi jana
Roz banana ek bahana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal dekhungi aaj tamana
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui
Kal bhi jo hui yahi baat
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Kabhi dekha jo sautan ke sath
Balam aisa marungi
Kisi din uth gaya jo mera hath
Balam aisa marungi.


No comments :

Post a Comment