lyrics of hindi bollywoood songs

Friday, 24 August 2018

Kuchh Toh Log Kahenge Lyrics - Amar Prem (1972)

No comments :




Movie/album: Amar Prem (1972)

Singers: Kishore Kumar

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Rahul Dev Burman

Music Director: Rahul Dev Burman

Director: Shakti Samanta

Music Label: Saregama

Starring: Sharmila Tagore, Rajesh Khanna, Vinod Mehra, Abhi Bhattacharya, Madan Puri

Release on: 13th December, 1972


Kuchh Toh Log Kahenge Song Lyrics


Kuchh to log kahenge
Logaane kaa kaam hain kehna
Chhodo bekaar ki baato mein
Kahi bit naa jaaye rainaa
Kuchh to log kahenge logaane
Kaa kaam hain kehna
Chhodo bekaar ki baato
Mein kahi bit naa jaaye rainaa
Kuchh to log kahenge

Kuchh rit jagat ki ayesi hai
Har yek subah ki shaam huyi
Kuchh rit jagat ki ayesi hai
Har yek subah ki shaam huyi
Too kaun hai tera naam hain kya
Sitaa bhi yaha badanaam huyi
Fir kyo sansaar ki baaton se
Bhig gaye tere nainaa
Kuchh to log kahenge
Logaane kaa kaam hain kehna
Chhodo bekaar ki baato mein
Kahi bit naa jaaye rainaa
Kuchh to log kahenge

Hum ko jo taane dete hai
Hum khoye hain
In rang raliyon me
Hum ko jo taane dete hai
Hum khoye hain
In rang raliyon me
Hum ne un ko bhi
Chhup chhup ke
Aate dekhaa in galiyon me
Ye sach hain joothi baat nahi
Tum bolo ye sach hain naa
Kuchh to log kahenge
Logaane kaa kaam hain kehna
Chhodo bekaar ki baato
Mein kahi bit naa jaaye rainaa
Kuchh to log kahenge logaane
Kaa kaam hain kehna.


No comments :

Post a Comment