lyrics of hindi bollywoood songs

Friday, 24 August 2018

Mera Dil Hai Tera Lyrics - An Evening In Paris (1967)

No comments :




Movie/album: An Evening In Paris (1967)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shailendra (Shankardas Kesarilal)

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: Shakti Samanta

Music Label: Saregama

Starring: Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran

Release on: 21st November, 1967


Mera Dil Hai Tera Song Lyrics


Mera dil hai tera
Tera dil hai mera
Mera dil hai tera
Tera dil hai mera
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla

Aaj ki khatir jaane kabse
Dil tha aas lagaaye
Jaane kab se taras rahi thi
Aankhen pyaas jagaaye
Aaj ki khatir jaane kabse
Dil tha aas lagaaye
Jaane kab se taras rahi
Thi aankhen pyaas jagaaye
Jaane kab se taras rahi
Thi aankhen pyaas jagaaye
Mera dil hai tera
Tera dil hai mera
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla

Pyaar ki diwaani duniyaa
Me kho jaanedo do dil ko
Pagal thahera aur bhi
Pagal ho jaanedo do dil ko
Pyaar ki diwaani duniyaa
Me kho jaanedo do dil ko
Pagal thahera aur bhi
Pagal ho jaanedo do dil ko
Pagal thahera aur bhi
Pagal ho jaanedo do dil ko
Mera dil hai tera
Tera dil hai mera
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla

Dhoom machaate gaate
Niklo niklo aaj jidhar se
Khushiyon ki madmast
Ghata hai aaj to khul kar
Barse haan dhoom machaate
Gaate niklo niklo aaj jidhar se
Khushiyon ki madmast
Ghata hai aaj to khul kar
Barse khushiyon ki madmast
Ghata hai aaj to khul kar barse
Mera dil hai tera tera dil hei
Mera jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla
Jab se hamne dil badle
Hain sara jag badla.


No comments :

Post a Comment