lyrics of hindi bollywoood songs

Saturday, 18 August 2018

Tu Hai Kamaal Lyrics - Aap Ki Khatir (2006)

No comments :




Movie/album: Aap Ki Khatir (2006)

Singers: Kunal Ganjawala

Song Lyricists: Sameer

Music Composer: Himesh Reshammiya

Music Director: Himesh Reshammiya

Director: Dharmesh Darshan

Music Label: Venus Music

Starring: Akshaye Khanna, Priyanka Chopra, Amisha Patel, Dino Morea, Sunil Shetty

Release on: 25th August, 2006


Tu Hai Kamaal Song Lyrics


Hey saahib-e-jamaal
Ae saahib-e-jamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Changa lagta tera chehra
Changi lagti teri aankhen
Changa lagta tera hasna
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Ae saahib-e-jamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Changa lagta tera nakhra
Changi lagti teri baatein
Changa lagta tera chalna
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal

Tu chain hain tu pyas
Hain tu aarzoo hain
Dekhe jidhar meri
Nazar bas tu hi tu hain
Tu chain hain tu pyas
Hain tu aarzoo hain
Dekhe jidhar meri
Nazar bas tu hi tu hain
Kahen meri paagal dhadkan
Teri baahon mein raahat hain
Tere ehsaas mein dooba mann
Tujhe paane ki chahat hain
Changa lagta tera nakhra
Changi lagti teri baatein
Changa lagta tera chalna
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Ae saahib-e-jamaal
Tu hain kamaal

Main bhi yaha tu bhi
Yaha armaan jawaan hain
Bole bina dil ke sabhi
Kisse bayaan hain
Main bhi yaha tu bhi
Yaha armaan jawaan hain
Bole bina dil ke sabhi
Kisse bayaan hain
O teri meri baat chali jana
Mehfil mein rangraliyon mein
Tere mere ishq ke charche hai
Ho chauraahon mein galiyon mein
Changa lagta tera nakhra
Changi lagti teri baatein
Changa lagta tera chalna
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Tu hain kamaal
Ae saahib-e-jamaal
Tu hain kamaal


No comments :

Post a Comment