lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 19 August 2018

Tu Is Tarah Lyrics - Aap To Aise Na The (1980)

No comments :




Movie/album: Aap To Aise Na The (1980)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Muqtida Hasan Nida Fazli

Music Composer: Usha Khanna

Music Director: Usha Khanna

Director: Ambrish Sangal

Music Label: Saregama

Starring: Raj Babbar, Ranjeeta Kaur, Deepak Parashar, Madan Puri, Om Shivpuri

Release on: 5th December, 1980


Tu Is Tarah Song Lyrics


Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai
Jahan bhi jaun yeh lagta
Hai teri mehfil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai

Yeh aasman yeh badal
Ye raastey ye hawa
Yeh aasman yeh badal
Ye raastey ye hawa
Har ek chiz hai
Apni jagat thikane pe
Kahin dino se shikayat
Nahin zamane se
Yeh zindagi hai safar
Tu safar ki manzil hai
Jahan bhi jaun yeh lagta
Hai teri mehfil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Main shamil hai

Tere bager jahan
Mein koi kami si thi
Tere bager jahan
Mein koi kami si thi
Batak rahi thi jawani
Andheri rahon mein
Sukhun dil ko mila
Aahke teri bahon mein
Main ek khoyi hui mauj
Hun tu saahil hai
Jahan bhi jaun yeh lagta
Hai teri mehfil hai
Tu is tarah se meri
Zindagi main shamil hai

Tere zaman se roshan
Hai kayanat meri
Tere zaman se roshan
Hai kayanat meri
Meri talash teri
Dilkashi rahe baaki
Khuda kare ke ye
Diwanagi rahe baaki
Teri wafa hi meri har
Khushi kaa hashil hai
Jahan bhi jaun yeh
Lagta hai teri mehfil hai
Tu is tarah se meri zindagi
Mein shamil hai.


No comments :

Post a Comment