lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 14 August 2018

Ulajh Gaya Jiya Mera Lyrics - Jadoo (1951)

No comments :




Movie/album: Jadoo (1951)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Abdul Rashid Kardar

Music Label: Saregama

Starring: Suresh, Shyam Kumar, Nalini Jaywant

Release on: 5th January, 1951


Ulajh Gaya Jiya Mera Song Lyrics


Ulajh gaya jiya mera
Nainon ke jaal mein
Nainon ke jaal mein
Badi bholi thhi aa gayi main
Badi bholi thhi aa gayi main
Baalam ki chaal mein
Ulajh gaya
Ulajh gaya jiya mera
Nainon ke jaal mein
Nainon ke jaal mein

Ho o o o ho o o o o
Maine to laakh chaaha
Dil na lagaaun
Dil na lagaaun
Maine to laakh chaaha
Dil na lagaaun
Dil na lagaaun
Nazron ki maar bhala
Kaise bhulaaun
Kaise bhulaaun
Nazron ki maar bhala
Kaise bhulaaun
Kaise bhulaaun
Main pad gayi
Haaye rama kaise janjaal mein
Main pad gayi
Main pad gayi
Haaye rama kaise janjaal mein
Ae ae ae
Ulajh gaya jiya mera
Nainon ke jaal mein
Nainon ke jaal mein

Ho o o o ho o o o
Baithi hoon piya tujhe
Man mein basaaye
Man mein basaaye
Baithi hun piya tujhe
Man mein basaaye
Man mein basaaye
Dhadke hai dil mera
Nindiya na aaye
Dhadke hai dil mera
Nindiya na aaye
Tu bas gaya
Dheere dheere
Mere khayaal mein
Tu bas gaya tu bas gaya
Dheere dheere
Mere khayaal mein ae ae ae
Ulajh gaya jiya mera
Nainon ke jaal mein
Nainon ke jaal mein
Badi bholi thhi aa gayi main
Baalam ki chaal mein
Ulajh gaya.


No comments :

Post a Comment