lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 25 September 2018

Kuch na kaho title song Hum tv

No comments :

Kuch Na Kaho Title Song HUM TV

Kuch na kaho, Kuch na kaho
Saanon ki thakhtion pe
Likhi kahanian hain
Parchaion ki soorat
Jin ki nishanian hain

Kuch na kaho, Kuch na kaho
Saanon ki thakhtion pe
Likhi kahanian hain
Parchaion ki soorat
Jin ki nishanian hain

Choo lun to chain aaye
Bholon to jaan jaaye
Dil se mila kiun dil nahi
Kahein se kuch hasil nahi
Kuch na kaho, Kuch na kaho
Kuch na kaho, Kuch na kaho

Khahish ke aaine mein
Dhol na thi koi
Dil maine de diya to
Bhool na thi koi

Khahish ke aaine mein
Dhol na thi koi
Dil maine de diya to
Bhool na thi koi

Mil jo sake manzil nahi
Kahein se kuch hasil nahi
Kuch na kaho, Kuch na kaho
Kuch na kaho, Kuch na kaho


No comments :

Post a Comment