lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 20 November 2018

Aakhir Woh Din Aaya Aaj Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :




Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Pankaj Mullick

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin Bose

Starring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Aakhir Woh Din Aaya Aaj Song Lyrics


Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj aakhir
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj

Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mere ghar aasha aayi
Aaj hui meri sunwaai
Aaj mera haath aa kar pakda
Aaj mera haath aa kar pakda
Aap ghareeb nawaaz
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj
Jis din ka rasta takta thha
Jiska thha mohtaaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj



Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de haan
Jinke man mein nek iraade
Unki mushqil door hata de
Tere ghar mein kya mushqil hai
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Tere ghar mein kya mushqil hai
Sun o raajadhiraaj
Aakhir woh din aaya aaj
Aakhir woh din aaya aaj.


No comments :

Post a Comment