lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 13 November 2018

Aayi Bahar Mere Aangana Mein Lyrics - Dekha Pyar Tumhara (1963)

No comments :




Movie/album: Dekha Pyar Tumhara (1963)

Singers: Lata Mangeshkar

Song Lyricists: Majrooh Sultanpuri

Music Composer: Raj Ratan

Music Director: Raj Ratan

Director: Kalpataru

Music Label: Saregama

Starring: Naaz, Subiraj, Achla, Helen, Madan Puri, Sadhna Chowdhry

Release on: 14th December, 1963


Aayi Bahar Mere Aangana Mein Song Lyrics

Aayi bahar mere aayi bahar mere angana me aayi
Dholu mai ban phulo ki dhali
Aayi bahar mere angana me aayi
Dholu mai ban phulo ki dhali

Tan se man se rang chhute
Jaise chand kiran mukh se fute
Jaise chand kiran mukh se fute
Hoth ban gaye phulo ke bute
Hoth ban gaye phulo ke bute
Julf ho gayi ho julf ho gayi kuch aur kali
Aayi bahar mere angana me aayi
Dholu mai ban phulo ki dhali



Cham cham karti gungunati
Aise jhum chali dagmagati
Ju chale koi madhura ki mati
Ju chale koi madhura ki mati
Humse jaye nahi o hum jaye nahi
Chhunari sambhale
Aayi bahar mere angana me aayi
Dholu mai ban phulo ki dhali

Dil ka armaa dil me jaga
Kya kahu jiya wa se laga
Kya kahu jiya wa se laga
Paas hai mere sapno ka raja
Paas hai mere sapno ka raja
Fir bhi raah taku mai
O phir bhi raah taku mai naino ki rani.


No comments :

Post a Comment