lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 20 November 2018

Ab Main Kah Karu Lyrics - Dharti Mata (1938)

No comments :



Movie/album: Dharti Mata (1938)

Singers: Kundan Lal Saigal

Song Lyricists: Pandit Sudarshan

Music Composer: Pankaj Mullick

Music Director: Pankaj Mullick

Director: Nitin BoseStarring: K.L. Saigal, Krishna Chandra Dey, Umasashi, Pankaj Mullick, Shyam Laha, Kamaleshkumari, Nemo, Nawab, Prithviraj Kapoor, Jagdish Sethi


Ab Main Kah Karu Song Lyrics


Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau
Main kah karu kit jau

Chhut gaya chhut gaya
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Chhut gaya sab sath sahara,
Apne bhee kar gaye kinara
Ik bajee mein sab kuchh hara,
Aasha hari himmat haree
Abb kya danv lagau,
Main kah karu kit jau
Ab mainkah karu kit jau,
Main kah karu kit jau



Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Jo paudha sincha murajhaya
Tut gaya jo mahal banaya
Bujh gaya jo bhi diya jalaya,
Man andhiyara jag andhiyara
Jyot kaha se lau main, kah karu kit jau.


No comments :

Post a Comment