lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 20 November 2018

Ae Shamma Tu Bata Lyrics - Dastan (1950)

No comments :




Movie/album: Dastan (1950)

Singers: Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad AliMusic Director: Naushad AliDirector: Abdul Rashid KardarMusic Label: Saregama

Starring: Suraiya, Raj Kapoor, Veena, Suresh, Al Nasir, Pratima Devi, Murad, S.N. Banerjee, Laxman, Surendra

Release on: 13th June, 1950


Ae Shamma Tu Bata Song Lyrics


Ae shamma tu bata
Ae shamma tu bata
Tera parwaana kaun hai
Loota hai jisne tujhko
Wo deewaana kaun hai
Ae shamma tu bata
Ae shamma tu bata
Tera parwaana kaun hai
Loota hai jisne tujhko
Wo deewaana kaun hai
Ae shamma tu bata

Mehfil mein sab hain
Pyaar ka saaghar piye huye
Saaghar piye huye
Mehfil mein sab hain
Pyaar ka saaghar piye huye
Saaghar piye huye
Pehloo mein apne dard ki
Duniya liye huye
Jo tera ho chuka
Jo tera ho chuka
Hai wo mastaana kaun hai
Loota hai jisne tujhko
Wo deewaana kaun hai
Ae shamma tu bata



Honthon pe dil ki baat ye
Kyun aa ke reh gayi
Kyun aa ke reh gayi
Honthon pe dil ki baat ye
Kyun aa ke reh gayi
Kyun aa ke reh gayi
Dekha ye kisko aankh jo
Sharma ke reh gayi
Kah de tu haal e dil
Kah de tu haal e dil
Yahaan begaana kaun hai
Lootaa hai jisne tujhko
Wo deewaana kaun hai
Ae shamma tu bata.


No comments :

Post a Comment