lyrics of hindi bollywoood songs

Tuesday, 20 November 2018

Aisi Wafa Karna Lyrics - Daku Ki Ladki (1933)

No comments :



Movie/album: Daku Ki Ladki (1933)

Singers: Zohrabai Ambalewali

Song Lyricists: N/A

Music Composer: Pransukhlal Nayak

Music Director: Pransukhlal Nayak

Director: Moti B. Gidwani

Starring: Hadi, Laxmi, Ghulam Mohammed, Ghulam Rasool


Aisi Wafa Karna Song Lyrics


Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Nigaah pherna na munh modna
Nigaah pherna na munh modna
Mere dilruba mere khush ada
Mere dilruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna

Gham ka karta hai zakhmi
Gham ka karta hai zakhmi
Teer e nazar mere dil mein chubha
Teer e nazar mere dil mein chubha
Josh e tamanna dekhna
Josh e tamanna dekhna
Mere dilruba mere khush ada
Mere dilruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna



Agar hai dibar kadr e ulfat
Agar hai dibar kadr e ulfat
Ibaad e fana
Meri wafa dhundhna
Haan meri wafa dhundhna
Sambhal sambhal ae dil sambhal
Sambhal sambhal ae dil sambhal
Dekha na bhaala deewaana
Dekha na bhaala deewaana

Josh e tamanna dekhna
Josh e tamanna dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna haan dekhna
Nigaah pherna na munh modna
Nigaah pherna na munh modna
Mere dulruba mere khush ada
Mere dulruba mere khush ada
Aisi wafa karna haan dekhna
Aisi wafa karna


No comments :

Post a Comment