lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

Asmano Pay Likha OST Lyrics

No comments :

Asmano Pay Likha OST Lyrics


Hum tujhay ek pal bhul na jaen, sotay hway b khyal tera
hum na kabhi jo ankhain kholi, tujh hei ko dekha pehli dafa
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Kya karun shikwa apnay khuda se, jo b hwa ha naseeb mera
mere qadam toe pani par thay, janay main kaisay par laga
hain durian majburian, bin tere na tera bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
Barish ki bondon main chaand ki hatheli main, dekha hai tum ko mere humnawa
resham k dhagon na rishton ki dori na, chun lia tum ko humsafar mera
ek pyas hai ek dard hai bin tere na tere bina
tere saath hei mera naam b aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha
aasmanon par hai likha


No comments :

Post a Comment