These wild chimpanzees play as adults to better cooperate as a group
-
Compared to children, adults don't play as much, but social play into
adulthood is considered a universal human trait. Play has a role in
building toleranc...
Sunday, 18 November 2018
Bay KHudi OST
Bay KHudi OST
Singer: Adnan Dhool (Soch Band) and Sana Zulfiqar
Song: Bay Khudi OST
Writer: Seema Munaf
Director: Aabis Raza
ARY Digital Network
Song: Bay Khudi OST
Writer: Seema Munaf
Director: Aabis Raza
ARY Digital Network
Bay Khudi OST Lyrics
Bay Khudi be-sabab nahi Ghalib
Kuch to hai jis ki pardadari hai
Kuch to hai jis ki pardadari hai
Main kitnay tukron mein tooti
Koi yeh jaanay na
Koi yeh jaanay na
Main kitna raaton mein roti
Koi yeh jaanay na
Koi yeh jaanay na
Mera haath thaam ke
Ehsaan tu nay kiya
Ehsaan tu nay kiya
Gumnaam si thi main
Naam tu nay diya
Naam tu nay diya
Nadaaniyo mei jo hum say hua
Muaaf kareen maula
Muaaf kareen maula
Tanhaiyon main rota raha
Muaaf kareen maula
Muaaf kareen maula
Yeh kaisa jurm hua
Keh tera hi mujrim hua
Keh tera hi mujrim hua
Mera dard koi kyun baatay
Meray anchal mein liptay huay kaantay
Meray anchal mein liptay huay kaantay
Mujhay naam koi kyun deta
Meri qismat mein bas hai ghum chantay
Meri qismat mein bas hai ghum chantay
Jaanay anjanay mein bhool huwi
Jaanay bad-dua kisi ki qubool huwi
Jaanay bad-dua kisi ki qubool huwi
Jaanay kyun tujh ko paa ke kho diya
Mujhay pachtawa hai aisa keh ro diya
Mujhay pachtawa hai aisa keh ro diya
Mera haal jaanta hay khuda
Kya bataun tujhay
Kya bataun tujhay
Meri dastaan adhoori rahi
Kya sunaaoun tujhay
Kya sunaaoun tujhay
Nadaaniyo jo hum say hua
Muaaf kareen maula
Muaaf kareen maula
Tanhaiyon main rota raha
Muaaf kareen maula
Muaaf kareen maula
Maulaa…
Maulaa…
Maulaa…
Yeh kaisa jurm hua
Ke tera hi mujrim hua
Ke tera hi mujrim hua
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment