lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday, 28 November 2018

Bharat Ka Bhai Lakshman Lyrics - Aahuti (1978)

No comments :




Movie/album: Aahuti (1978)

Singers: Kishore Kumar, Mahendra Kapoor, Manhar Udhas

Song Lyricists: Anand Bakshi

Music Composer: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Music Director: Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

Director: Ashok V. Bhushan

Music Label: Saregama

Starring: Rajendra Kumar, Shashi Kapoor, Rakesh Roshan, Parveen Babi, Zaheera, Madan Puri

Release on: 1st January, 1978


Bharat Ka Bhai Lakshman Song Lyrics


Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Iss duniya mein
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Hey hey hey hey hey hey
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram

Roj padho ramaayan ko
Roj padho ramaayan ko
Julm ka sar jab uncha ho
Julm ka sar jab uncha ho
Tab tab usako yaad karo
Tab tab usako yaad karo
Are jisake haathon
Hona hai raawan ka
Raawan ka kaam tamaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram



Raghukul reet sada chali aayi
Praan jaaye par wachan na jaaye

Ek ek ek jaise ke hanuman hai
Ek hum sab ki pehchaan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Jaise ke hanuman hai
Ek hum sab ki pehchaan hai ek
Jism juda par jaan hai ek
Ho ek hi naam se lagate
Hai hum tino ke naam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Iss duniya mein kaun
Sawaare sabke bigade kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai ram.


No comments :

Post a Comment