lyrics of hindi bollywoood songs

Friday, 23 November 2018

Budha Ki Pukar Sun Badho Lyrics - Jhanda Ooncha Rahe Hamara (1964)

No comments :




Movie/album: Jhanda Ooncha Rahe Hamara (1964)

Singers: Mohammed Rafi

Song Lyricists: Shrivas

Music Composer: Ghantasala Venkateswara Rao

Music Director: Ghantasala Venkateswara Rao

Music Label: Saregama


Budha Ki Pukar Sun Badho Song Lyrics


Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Satya ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho
Budha ki pukar sun badho
Pukar bapu ki hai tum badho
Satya ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho

Maa ki aan aaj bacha jawa
Mulk ki shan tu badha jawa
Parwardiyo ki ho rawa
Muddai ko mat de jawa
Jawa jawa jawa jawa
Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho



Balko ke bhal chhuke ja
Biwi ke gam thap thapa ke ja
Ha pita ke aashish pa ke ja
Mulk ki khatir maut ke muh me ja
Ja ja ja Ja ja ja
Budha ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho

Payam de tu vishva shanti ka
Payame maut ki pawah tumhe kya
Parwane hind kadam badha ke ja
Parwato ko par karke ja
Ja ja ja Ja ja ja
Budh ki pukar sun badho
Banduk tan fakar se badho
Saty ke sahare se badho
Sar pe hind ki mati le badho
Badho badho.


No comments :

Post a Comment