Sunday, 11 November 2018
Chaman Me Rah Ke Virana Lyrics - Deedar (1951)
Movie/album: Deedar (1951)
Singers: Shamshad Begum
Song Lyricists: Shakeel Badayuni
Music Composer: Naushad Ali
Music Director: Naushad Ali
Director: Saregama
Music Label: Saregama
Starring: Ashok Kumar, Dilip Kumar, Nargis, Nimmi
Chaman Me Rah Ke Virana Song Lyrics
Chaman me rah ke virana
Mera dil hota jaata hai
Chaman me rah ke virana
Mera dil hota jaata hai
Khushi me aaj kal kuchh
Gam bhi shaamil hota jaata hai
Chaman me rah ke virana
Mera dil hota jaata hai
Khushi me aaj kal kuchh
Gam bhi shaamil hota jaata hai
Chaman me rah ke virana
Na jaane kyo badalati jaa
Rahi hai zindagi meri
Na jaane zindagi meri
Na jaane kyo badalati jaa
Rahi hai zindagi meri
Na jaane zindagi meri
Mai dil se bekhabar dil
Mujh se gaafil hota jaata hai
Chaman me rah ke virana
Ye ulajhan aur ye bechaini
Ye dhadakan aur ye betaabi
Ye dhadakan aur ye betaabi
Ye ulajhan aur ye bechaini
Ye dhadakan aur ye betaabi
Ye dhadakan aur ye betaabi
Mera dil jaane kin tiro se
Ghaayal hota jaata hai
Chaman me rah ke virana
Mera dil hota jaata hai
Khushi me aaj kal kuchh
Gam bhi shaamil hota jaata hai
Chaman me rah ke virana.
No comments :
Post a Comment