lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday 18 November 2018

Dastaan OST

No comments :

Dastaan
official lyrics


Aasmano se utara noor hai koi.
aasamano se utara noor hai koi.
aisa lgta hai k hoor hai koi…
aasmano se utara noor hai koi
chalti hai to sang tere chanda bhi chalta hai
hasti hai to sang tere phool khil jata hai…
Tu jo palke jhukae to sayya dhalata hai.
asmano se utara noor hai koi
saager si aankho mai teri nasha sa chaya hai.
mehki si saanso ne teri khushbu ko jagay hai…
Tu jo chehra uthae to din nikalta hai…
aasmaano se utara noor hai koi…
aisa lgta hai k hoor hai koi.
Aasmano se utara noor hai koi .


No comments :

Post a Comment