lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday, 21 November 2018

Deep Jale Dekho Lyrics - Dil Daulat Duniya (1972)

No comments :




Movie/album: Dil Daulat Duniya (1972)

Singers: Asha Bhosle, Rekha Jaikar, Usha Khanna

Song Lyricists: Verma Malik

Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Director: Prem Narayan Arora

Music Label: Saregama

Starring: Rajesh Khanna, Sadhana, Ashok Kumar, Om Prakash, Sulochana, Helen, Jagdeep

Release on: 31st December, 1972


Deep Jale Dekho Song Lyrics



Deep jale dekho
Deep jale dekho
Kaise karte hai humko isare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori

Raat ko jaagti din ko soi
Raat ko jaagti din ko soi
Ye na jaane mujhe kya hua hai
Ye na jaane mujhe kya hua hai
Jo jawaani me hota hai aksar
Ho jo jawaani me hota hai aksar
Aaj tujko vahi ho gaya hai
Ho aaj tujko vahi ho gaya hai



Yahi to hai pyar
Yahi to hai pyar koi
Aaya hai dil mai tumhare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori

Chor humne bhi dekhe sune hai
Chor humne bhi dekhe sune hai
Par ye dil chor to hai nirale
Par ye dil chor to hai nirale
Dil gaya hai to jaane de gori
Ho dil gaya hai to jaane de gori
Bach sake to jawaani bachale
Bach sake to jawaani bachale

Bach ke raho jee
Bach ke raho jee koi
Piche pada hi tumhare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep nahi gori



Unko dil mai chupalu umar bhar
Unko dil mai chupalu umar bhar
Aisa jaadu koi ab sikha do
Ho aisa jaadu koi ab sikha do na
Unko aanhko ke andar bitha kar
Unko aanhko ke andar bitha kar
Apni palko ke aanchal gira do
Apni palko ke aanchal gira do

Tum unko dekho
Tum unko dekho vo
Dekhe tumhare najaare
Deep nahi gori dil ki
Dhadkan hai dil ko pukare
Deep jale dekho
Kaise karte hai humko isare


No comments :

Post a Comment