lyrics of hindi bollywoood songs

Wednesday, 21 November 2018

Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain Lyrics - Dil Diya Dard Liya (1966)

No comments :




Movie/album: Dil Diya Dard Liya (1966)

Singers: Asha Bhosle

Song Lyricists: Shakeel Badayuni

Music Composer: Naushad Ali

Music Director: Naushad Ali

Director: Abdul Rashid Kardar, Dilip Kumar

Music Label: Saregama

Starring: Dilip Kumar, Waheeda Rehman, Pran

Release on: 16th July, 1966


Dil Haarne Waale Aur Bhi Hain Song Lyrics



Haa aa aa aa
Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane
Aur bhi hain ain
Dil haarne waale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e- nazar
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain

Ulfat ki ajab ye ae manzil hai
Aaa aa aa aa ab dekhiye
Kyaa kyaa kyaa
Hota hai ae ae ae
Ummeed ke gunchhe khilte hain
Ummeed ke gunchhe khilte hain
Yaa khoon-e- tamanna
Haaa haaa aaa
Yaa khoon-e-tamanna hotaa hai
Ho khair muhabbatwaalon ki ee ee
Ho khair muhabbatwaalon ki
Dushwaar zamaane aur bhi hain
Dil haarnewaale aur bhi hain
Sarkaar deewaane aur bhi hain



Dil ne to chupaayee
Laakh magar
Seene mein qayaamat
Chhupp na saki ee ee ee
Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah muhabbat chhupp na saki
Aankhon ne bharam sab haaaan haaa
Aankhon ne bharam sab khol diye
Wallah mohabbat chhupp na saki
Sab dekhnewaale jaan gaye ae ae ae
Sab dekhnewaale jaan gaye
Kuchch dil ke fasaane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain

Nazrein hon kissi par saaqi ki
Mehfil se koi mehroom utthe
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Ik nagma- e-ulfat woh hi nahin
Sunkar jisse duniyaa jhoom utthe
Dil gaaye magar aaawaaz na ho
Aaa aaa aaa aaa
Dil gaaye magar aawaaz na ho
Kuchch aise taraane aur bhi hain
Hum par hi chale kyun teer-e-nazar
Mehfil mein nishaane aur bhi hain.


No comments :

Post a Comment