lyrics of hindi bollywoood songs

Sunday, 18 November 2018

Haq Mahar OST Song Lyrics By Sahir Ali Bagga

No comments :




OST Haq Mahar
Singer  Sahir Ali Bhaga and Saira Raza Khan
Composer Sahir Ali Bhaga
Director. Hussain
Channel  ARY Digital


Rasmein na jany kiya hota hai piyar
Rishty na jany kiya hota hai piyar
Kasmein sab wady kar dety hain bekaar

Apny najany kiya hota hai piyar
Rishty na jany kiya hota hai piyar
Kasmein sab wady kar dety hain bekaar

Rishty na jany kiya hota hai piyar
Rasmein na jany kiya hota hai piyar

Soni soni khushiyan sari
Chahaton py wo hai wari
Zindagi luta ky sari
Ham ny hai muhabbat haari

Chahaton ky saary haaye
Kabhi dil they muskuraye
Waqt phir khuda wo laaye
Phir sy na kahein wo jaye

Jany dewany kiya hota hai piyar
Apny na jany kiya hota hai piyar
Kasmein sab wady kar dety hain bekaar
Rishty na jany kiya hota hai piyar
Rasmein na jany kiya hota hai piyar
aaaaa……   aaaaaaaaa…….
aaaaa……   aaaaaaaaa…….

Raaton ky bhanwar mein khoye
Mery sath mousam hoye
Rooh ky ye zakhm saary
Ham ny aansoun sy dhoye
hooo………. hooo……
hooo………. hooo……
Sochti hain tery baary
Bhooli na wo lamhy saary
Kahan sy kahan ly aaye
Rasmon ky ye bahty dhaary

Waqt najany kiya hota hai piyar
Apny na jany kiya hota hai piyar
Kasmein sab wady kar dety hain bekaar…!!!


No comments :

Post a Comment