Sunday, 18 November 2018
Ishq Mein Aisa Bhi Haal Hona Hai Seemab Seen Songs Lyrics
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Ky ashq rokna jan ka wabal hona hai
Tumhi waja ho meri zidagi ki jeeny ki
Jo tum nahi ho to jeena mahaal hona hai
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Ky ashq rokna jaan ka wabaal hona hai
Kabhi to roye ga wo bhi kisi ki bahon mein
Han kabhi to roye ga wo bhi kisi ki bahon mein
Kabhi to uski hansi ko zawal hona hai
Tumhi waja ho meri zidagi ki jeeny ki
Jo tum nahi ho to jeena mahaal hona hai
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Ky ashq rokna jaan ka wabaal hona hai
Milein gy ham ko bhi apny naseeb ki khushyan
Milein gy ham ko bhi apny naseeb ki khushyan
Bas intzar hai kab ye kamal hona hai
Tumhi waja ho meri zidagi ki jeeny ki
Jo tum nahi ho to jeena mahaal hona hai
Abhi to ishq mein aisa bhi haal hona hai
Ky ashq rokna jan ka wabal hona hai…!!!
No comments :
Post a Comment